Tumhain dekh ker eid kerta hai koi

Aye Chand¢â‚¬Â¦
Jab wo teri tarf dekhain
Toh unhain kuch yaad delana
Phir chupkey se un k pass jana
Aur kehna¢â‚¬Â¦.!
Tumhain koi yaad karta hai.
Teri umeed karta hai kohi
Ajj bhi tumhain dekh kar
Eid karta hai koi.