You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Jab tanhai ka ehsas ho
Jab tanhai ka ehsas ho
A poetic build-up about loneliness — no one near, invisible to all — then reveals you must just be in the bathroom.
Jab tanhai ka ehsas ho
.
.
.
Na koi tumharay paas ho
.
.
.
.
Na tum kisi ki nazar main ho,
.
.
.
Na koi tumhari nazar main ho,
.
.
.
Tu samajh laina k tum
..
.
.
.
.
.
.
BATHROOM main ho :p
Related SMS
- Akaila mehsos kero jub tanhai main
- Katoon si chubhti hai Tanhai
- Main hamesha aap k liye eik ehsas hon
- Tanhai jub muqaddar mein likhi hai
- Har aahat ehsas hamara Dilaegi
- Apna Ehsas mar na jaye kahin
- Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
- Hotho se jo choo liya, ehsas ab tak hai
- Ashkon ka sabab tanhai
- Actors ka paisa haram hota hai
- Why enters in bathroom
- Naukrani: malkin aap udaas kion hain?
- Doorian bahut hai par itna smajh lo.
- Wishing a Diwali Jhakas
- Kaash hum SMS hotay
- Chota Sardar: Mummy Kal Raati Jadu Hoya.....
- Meray paon main zanjeer nazar ayai
- Door hokar bhi paas nazar ayenge.
- Mubarak ho aap ko yeh andhaira or garmi
- Sardar : bathroom main shair tha
- Har shaks khudi ki masti main
- Woh raishmi balon wali
- Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
- one girl asked to pappu
- Tum to sab ki nani ho
- Izhar e muhabbat
- Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
- Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge
- I love you in silence and loneliness
- Meray liye sittara kon sa hai
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
Akaila mehsos kero jub tanhai main, Yaad meri ayai jub judai main, Mehsos kerna tumharay hi paas hon main, Jub chahey daikh laina apni hi perchai main.
Katoon si chubhti hai Tanhai Angaroon si sulagti hai Tanhai Koi aa kar hum dono ko hunsa de Main rota hoon rone lagti hai Tanhai Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai Main nahi sota sone lagti […]
Udaas na hona kion k main sath hon, Samnay na sahi per aas paas hoon, Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Main hamesha aap k liye eik ehsas hon,
Roman Urdu sad verse about accepting loneliness as fate and noting that those who tested the speaker have never come back. Tanhai jub muqaddar mein likhi hai, To kia shikayat apnon aur bayganon se, Hum mit gaye jin ki chahat main, Woh baaz nahin aatay hamain azmanay se
Har aahat ehsas hamara Dilaegi, har hawa qissa hamara sunaegi, Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me, na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi. I miss u, do u?
Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin Un ka Wada to hai magar Dil ko Darr hai k kafir mukar na jaye kahin […]
Haseen Yadoon K Kuch mausam Ussey Arsaal Karney Hein FARAZ! Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
Romantic setup about lips touching and a lingering sensation — the cause turns out to be a green chilli. Hotho se jo choo liya, Ehsaas Aab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain… Aur kyo na ho… Khayi Bhi to “HARI Mirchi…”-hai
Har RAAT Gham-e-Tanhaai, Har SHAAM teri yaad aai, Laakh tujhey bhulana chaha, Us se barrh kar teri YAAD aai., Tuj se koi UMEED bhi wabasta nahi, Iss DUKH se meri Aankh Bhar aai, Logon ne poocha ASHKON ka sabab? Bus Mujhe kehna para...!! "TANHAAI"
A cleric collects mosque donations from a film actor whose money is 'haram' — says they'll build the bathroom with it. 1 molvi film actor k pas masjid ka chanda mangne gaya.. Actor:ap log to kehte hain k hamara paisa haram hai Molvi:G, ap k paiso se ham "BATHROOM" banainge..:P
A servant barges into the bathroom on his master and offers an explanation that makes the situation considerably more awkward. Sahab: Tum bathroom mei q ghus aye, kia tumhain pta nahi tha k main naha raha hoon? Mulazim: Hazur galti ho gai, main samjha tha begum sahiba naha rahi hain;-)
A maid consoles her mistress over the husband's alleged affair — then accidentally reveals she has personal reasons to disagree he'd cheat. naukrani: malkin aap udaas kion hain? malkin: mujhey pata chala hay k tumharay sahab ka kisi larki say chakkar chal raha hay offcie main naukrani: naheeeeeeen . . . . . . sahab […]
Dooriyan bohat hain per itna samajh lo, Paas reh ker hi koi rishta khaas nahin hota, Tum dil k paas itnay ho k, Dooriyoon ka ehsas nahin hota.
Warm Hindi Diwali SMS about how moments build feelings, feelings build trust, and trust makes someone special — Diwali Jhakaas. Pal Pal se banta hai Ehasas, ehsas se banta hai Vishvas, vishvas se bante hai Rishte, aur rishte se banta hai koi Khas, Wishing a Diwali Jhakas
Kaash hum SMS hotay aik click main tumhare paas hotay Bhale tum Hamein delete kar dete par kuch pal ke liye hum tumharay ehsaas to hotay
A Sardar kid reports a magic trick — bathroom light turns on by itself when he opens the fridge door. Mom immediately knows what happened. Chota Sardar: Mummy Kal Raati Jadu Hoya..... Main Bathroom DA darwaja Kholaya Te Light Ap he Jal Paree. Mummy :Oyeeeeeeee Tu fir Fridge Vich Susu Kar ditaaa
Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai, Meray paon main zanjeer nazar ayai, Gir paray aason aakhon say or, her ek aasun main aap ki tasveer nazar ayai
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge, Sukoon bankar dil mein utar jayenge, Mehsus karnay ki koshish kijiye, dur hokar bhi paas nazar ayenge.
Opens with poetic imagery of flowers and the sun sending greetings — then reveals it was actually the electricity company sending the darkness and heat. Pholon ne amrit ka jaam bheja hai, Sooraj nay gagan se salam bheja hai, Mubarak ho aap ko yeh andhaira or garmi, Tah-e-dil se "K.E.S.C" / wapda walon na ye […]
A Sardar finds a lion in his bathroom and calmly tells it to go ahead, for reasons that become clear immediately after. 1st sardar: yar kal main bathroom gaya to wahan shair(lion) tha. 2nd sardar: haan phir tumney kiya kiya? 1st sardar: kuch nahin main ney shair sey kaha k aap karlo Mery to wesay […]
A ghazal about people pretending to love — everyone lives for themselves, love and loyalty are just words here. Alfaz k jhoote bandan main Raz k gheray pardon main har shakhs Mohabat karta hai halan ke mohabat kuch bhi nhin sab jhoote Rishte nate hain Sab dil rakhne ki batein hain sab asli roop chupate […]
A detailed, suspense-filled description of silky hair, soft hands, and an approach through the dark — the whispered reveal at the end is not what you expect. Woh raishmi balon wali, Bhoori ankhon wali, Komal hathon or naram pairon wali, matakti hoi andhairay main, tumharay paas ayegi aur dheeray sai bolegi . . . “Maiyooon”…
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon […]
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain? pappu : legs Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai? pappu: paisay Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar […]
A man declares poetic devotion to someone — only to ask the neighborhood kids for a reference check that doesn't go his way. Main payasa hon or tum pani ho, main kalam hon or tum kahani ho, jab pocha gali k bacho say, to pata chala k tum to sab ki nani ho,
Tujhay izhar-e-mohabbat say agar nafrat hai, Tu nay hontoo ko larznay say too roka hota, bay niazi say, magar kanptey awaz k sath, Tu nay gabhra k mera naam na pocha hota, younhi be wajha bhataknay ki zarorat kiya thi, Dam-e-rukhsat mai, agar yaad na aaya hota, Hosla tujh ko na tha mujh say juda […]
A ghazal asking to be held, claimed, and rescued from the world — just come and take me away. Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, […]
Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
I chose to love you in silence, for in silence I find no rejection. I chose to love you in your loneliness, for in your loneliness no one owns you, but me
A girl asks an astrologer which star suits her; he asks how many children she has — 11 — and assigns her Pakistan's Green Star. Aik larki Njoomi se, Meray liye sittara kon sa hai? Njoomi tumharay bachy kitnay hain? Larki boli.11. Njoomi, tumharay liye Sabaz Sitara sahi rahay ga
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.