You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Tum to sab ki nani ho
Tum to sab ki nani ho
Main payasa hon or tum pani ho,
main kalam hon or tum kahani ho,
jab pocha gali k bacho say,
to pata chala k tum to sab ki nani ho,
Related SMS
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Tujhey sub pata hai
- Saath chalne main jo maza hota
- Per dost to hamesha dil k qarib rahenge
- Naukrani: malkin aap udaas kion hain?
- Phol barsao mera dost aya hai
- Ghazab ki thi...
- Peshab k bad sub se pehla kam ?
- Itnay saray bachay aik sath
- 14 August ki namaz kahan ho gi?
- Woh Mile Humko Kahani Bankar
- Pathan ki mangni hoi
- Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee
- Ek admi chupke se jannat main chala gaya
- Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna
- 1000 ka note dun to kiya karega?
- Jo na mil saka wo baywafa
- Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke,
- 1 crore thukra diye
- Meri saadgi mera jurm hay
- Main nay pocha chand say
- Tum kia jano gum kia chiz hai
- HOROON ko SAZA mili hay
- Ab hum bhi sehra bandhwain gay
- Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo
- Santa k ghar main talaab ka pani
- Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye
- Teri yaad mein humne
- Kisi ke naam se pahle
- To jo rooth gia to azab hai
- It's a magic
- Pyase ko 1 qatra pani kafi hai
- Pata hai Main kya bana rahi hu?
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Child:papa aunty ka pait kion phola hai? Father:tujhey sub pata hai! Child: nahin pata promise! Father: in k pait main pani bhara hay CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
Saath chalne main jo maza hota Woh humain bhi kabhi mila hota Yeh hi hasrat rahi hamari faqat Saath apne koi chala hota Hum bhatakte rahe the raahon mein koi rasta pata chala hota Thaam leta humain bhi barh ke koi Haath hum ko koi mila hota Hum ulajhte nahi zamane se Ek jo Humsafar […]
Din beet jatey hain suhani yadain ban kar, Batein reh jati hain kahani ban kar, Per dost to hamesha dil k qarib rahenge, Kabhi muskan to kabhi ankhon main pani ban ker..
naukrani: malkin aap udaas kion hain? malkin: mujhey pata chala hay k tumharay sahab ka kisi larki say chakkar chal raha hay offcie main naukrani: naheeeeeeen . . . . . . sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" Woh aaj "LUX" se nahaya hai.
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi, Jazbat beh rahe they rawani ghazab ki thi, Raja bhi la jwab tha wadi-e-ishq ka, Lekin dayar-e-husn ki rani ghazab ki thi, Kya kya na shaam i meri umar main magar, Guzri jo tere sath sohani ghazab ki thi, Dekhi hay main ne shaher main charti […]
Peshab karna k bad sab sa pahla kam kya karna chaheya? . . . . jo gand kiya hai us par pani dalo ya b nae pata
Teacher: Bacho batao k billi 1 sath itnay saray bachay kaisay paida karti hay? Kid: Miss agar aap road pay billi ki tarah ghoomo to aap ko pata chal jayega...
1 pathan ne 1 buzrug se kuch pocha, Buzrug ne 2 thapar laga diye 1 admi ne pathan se pocha, tumne kia bola tha..?? Pathan:Maine sirf pocha k 14 August ki namaz kahan ho gi?
Woh Mile Humko Kahani Bankar, Dil Me Rahe Pyar Ki Nishani Bankar, Hum Jinhe Jagah Dete Hain Aakhon K Andar, Wo Aksar Nikal Jate Hai Pani Bankar
Pathan ki mangni hoi, usey pata chala k uski mangaiter ka kisi se koi affair nahi tha, us nay yeh keh ker mangni tor di k jo kisi aur ki nahi ho saki wo meri kia ho gi?
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe […]
Ek admi chupke se jannat main chala gaya farishto ne pakar kar buhat mara admi utha aur bola "Tum logoin ki in hi harkaton ki waja say koi banda janta main nahin aata"
Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.
1 kanjoos dosray say: Aaj main ney ek jaan bachai. Wo aise bachai k Faqeer sai pocha: 1000 ka note dun to kiya karega? Wo bola, Khushi se mar jaunga. Main nay kaha ja nahin deta:p
Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor kar wohi aaj tak mere saath hai... Wo roshni kay khayal main wo na asaka raah mian muntazir yeh khalish kahan thi visaal main mere justojoo ko khabar nahi na wo din rahay na wo raat rahay jo […]
Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke, saanu pata ae ki tu Thane report likhvayi hoyi ae, jaa ke puch layi tu Thanedaar nu, assi ohdi vi kudi fasayi hoyi ae!!!
KBC main shahrukh ne mujh se pocha world ka sub se bara ullu kon hai? main ne 1 crore thukra diye, magar aapka naam nahe bataya.
Yahan chahton ka sila nahi, yahan dosti ka maza nahi, yahan janay kesi hawa chali, Rahi dostoon main wafa nahi, yahan jal gaya mera aashiana, Abhi badlon ko pata nahi, Teray dar pe dastak de sakon, ye haq to tum ne dia nahi, Main raahi hon raah-e-umeed ka, Mujhay manzilon ka pata nahi, Be bas […]
Main nay pocha chand say, daikha hay kahin mera yaar sa haseen chand nay kaha:- Salay itnay upar say dikhta hay kia?
Tumhain kia pata gum kia hai, Tumhain kia pata gum kisay kehtay hain, Tum kia jano gum kia chiz hai, Tum nay to hamesha . . . thook se hi envolope chipkaya hay :-) hehee
Main nay aap ko kal khuwab main HOROON k darmiyan daikha. Main nay khuda say pocha, Is ko kis naiki ki jaza mili hai. Khuda nay farmaya: is ko jaza nahin, HOROON ko SAZA mili hay
Kia howa jo us nay apnay hathon main racha li mahendi, Ab hum bhi sehra bandhwain gay, Hamain pata tha woh hamaray naseeb main nahi hai, Ab us ki choti behan ko phasain gay..
Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.
1 banda bhahta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay. Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay:D:D
Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye Na Socha Na Samajha, Na Dekha Na Bhala Teri Aarzoo Ne, Hume Mar Dala Tere Pyar Ki Meherbani Peh Roye Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye Khabar Kya Thi Honto Ko […]
Teri yaad mein humne qalam uthaya liya paper aur tasveer aapki banayi socha tha k usko dil se laga kar rakhenge magar woh to bacho ko daraane ke kaam aayi...
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai […]
Na jo thum sakay kisi aur say, Main bujhta aik chiragh hoon, Mera room room dard dard, Meray dukh ka sira nahin, Meri laghzishon main pali barhi, Koi khoi kahani bhi hai, To jo sath hai to sukoon naheen, To jo rooth gia to azab hai, meri zindagi hai aik goo mago, mujhay roshni milti […]
It's a magic:- 1 glass thanda pani lain aur usay apne braber baithay shakhs per dal dein ye "Thanda pani" usay "garam" ker dega Try it on ur own risk:p
Pyase ko 1 qatra pani kafi hai, ishq mein 4 pal ki zindgani kafi hai. Dubney ko samander mein jayain kahan, unki palkon sey tapka wo pani kaafi hai.
2 pyaz, 3 lahsun, 5 gm zeera, 3 kali mirch, 2 spoon namak, 4 spoon oil, 1 cup water Aur thoda sa hara dhaniya. Pata hai Main kya bana rahi hu? . . . . . . . Tumhain ullu!