aik baat bataon raaz ki
karo us larki sey asshqi
jis k chehre pey ho sadgi
sanso main ho taazgi
chandni ho chand kee
raani ho wo raat ki
khushboo ho gulab ki
batain karay pyar ki
nazuk ho mizzajj ki
achy ho ikhlaq ki
paband ho namaz ki
khidmat karay ma bap ki
aur kahay
main hon sirf aap ki¢â‚¬Â¦:p
Hindi SMS section
Hindi / Text Messages
Muhabat Karo Ibadat K Sath
Muhabat Karo Ibadat K Sath
Piar Karoo Sachai K Sath
Dosty Karo Dianat K Sath
SMS Parh Lia???
Chalu Ab Reply Karoo
Sharafat K Sath
Thandi he coffee garam karloo
Thandi he coffee garam karloo,
Is pathar dil ko thoda sa naram karlo,
Aapke hote hoe inbox khali hai,
Abey thori c to sharam karloo¢â‚¬Â¦..
Apun ko maloom hai k tum wahi milega
God apun se bola
khidhar jane ka
jannat ya dozakh?
Apun bola dozakh
u know apun aisa q bola?
Because
apun ko maloom hai k tum wahi milega¢â‚¬Â¦..
Ye tumhara dost phool sunghne kab uthe ga?¢â‚¬Â
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur brabar mein bhi, ek aadmi apne dost
ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai,
¢â‚¬Å“Ye tumhara dost phool sunghne kab uthe ga?¢â‚¬Â
Doosra aadmi,
¢â‚¬Å“Jab tumhara dost chawal khane uthe ga.¢â‚¬Â
Indian film names if we replace dil with egg
Agar "Dil" ko aanda(egg) kehtey
to indian films k naam aisay hote
Hum Aanda de chuke sanam,
Yeh aanda aapka huwa,
Hum aap k aanday main rehte hain,
Aandy waale Bread le jayienge....
Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega
Mom: Beta khana khayega?
Beta: Na
Mom: Ladu khaiyega??
Beta: Na
Mom: Mithai Khaiyega?
Beta: Na
Mom:ice creame khaiyega?
Beta: Na
Mom: Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega!
14 August ki namaz kahan ho gi?
1 pathan ne 1 buzrug se kuch pocha,
Buzrug ne 2 thapar laga diye
1 admi ne pathan se pocha,
tumne kia bola tha..??
Pathan:Maine sirf pocha k
14 August ki namaz kahan ho gi?
Ek shayr doctor ki zubani:
Ek sher doctor ki zubani:
Hoon main doctor jahan,
meri wife hai nurse wahan,
Yeh kaisa zulm sehna parh raha hai,
mujhe apni wife ko "SISTER" kehna parh raha
1000 ka note dun to kiya karega?
1 kanjoos dosray say:
Aaj main ney ek jaan bachai.
Wo aise bachai k Faqeer sai pocha:
1000 ka note dun to kiya karega?
Wo bola, Khushi se mar jaunga.
Main nay kaha ja nahin deta:p
Jaa tu mera bhai hai
Maine kaha dilruba,
Usne kaha paise dikha,
Maine kaha paise nahi,
Usne kaha aise nahi,
Maine kaha mehengai hai,
Usne kaha ja tu mera bhai hai.
Mobile main CNG lagwao gay?
Kiya lay ker ayai thay----?
Kiy lay kar jao gay...??
Mujhey SMS nahin kar k
kitnay paisay bachao gay?
Itnay paisay bacha ker kya.....
.
.
.
Mobile main CNG lagwao gay:p