You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Bheje main bheja hi nahin bheja
Bheje main bheja hi nahin bheja
Roman Urdu wordplay on 'bheja' — meaning both 'brain' and 'to send' — God sent you but forgot to include the brain part.
GOD nay aap ko bheja to bheja,
Laikin bheja tu aisa bheja,
k bheje main bheja hi nahin bheja,
yeh SMS mujhey kisi nay bheja,
is liye main ne aap ko bheja
Related SMS
- Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
- Hawaon k hath ek arman bheja hai
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Dil main koi malal bhi nahin
- Kafi dino se sms nahi bheja
- Shayari main dimagh nahin dil zarori hay
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Dil main halka sa shoor ho raha hay,
- Koi SMS nahin kia hai...!!!
- bottle main Pepsi say zyaada ....
- Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai
- Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay
- ibadat main 2 chizain
- Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
- Din ki roshni main "RIZQ" talash karo
- Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin
- Hum dono main cute kon?
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- DUNIA me reh k sapnon main kho jao,
- Is duniya main 3 tarha k log
- Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay
- Kisi ko deni ho jawani main saza
- MAIN HON SIRF AAP KI
- Quran Ki Tafsir 3 Jumloo Main
- Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka
- Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
- 1 line main bol biwi chahiye
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay
- Na mila dil ka qadardaan is zamanay main
- Din nikalta nahi or raat nahin hoti
- itni khushi bardasht nahin ker sakta
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai, Sooraj ne gagan se Salam bheja hai, Mubarak ho Aapko Naya Janam Din, Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
Hawaon k hath ek arman bheja hai, Roshni k zariye ek paigham bheja hai, Fursat milay to qabool ker lena, is nacheez ne"Piyara" sa "Salam" bheja hai
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Kafi dino se sms nahi bheja, Chalo sit stand kro Y .IL Y .IL Y .IL Chalo bus karo ainda SMS kertay rehna.
Shayari main dimagh nahin dil zarori hay, Kuch jigar ka khoon ho shamil zarori hay, Sirf lafzon ki tukbundi shayari nahin hoti, Shair ho dil pay lagnay k qabil zarori hay...
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
A sweet Roman Urdu good night from someone whose heart goes restless without a message from a dear friend before sleeping. Dil main halka sa shoor ho raha hay, Bina SMS Dil bore sa ho raha hay. Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost. GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
An absurdly ornate Urdu sentence in flowery classical register that ultimately just says: you haven't texted me in ages. Khaksaar k dil-e-mohtareeq-o-dimagh-e-muntasher main ye khadsha-o-andesha mohtashi-o-moqaid hai, k kaheen biradar-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab banda-e-ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi, k arsa-e-daraz se biradar-e-faatir-ul-aqal ne band-e-haqir-o-faqir ko koi SMS nahin kia hai...!!!
A funny Roman Urdu miss you SMS comparing how much the sender misses someone to a series of increasingly absurd benchmarks. bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... Pakistan main coruption say zzyaada... I MISS U
Roman Urdu verses pairing physical health with prayer, mental clarity with dhikr, and inner peace with Durood. Calm and devotional. Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai, Dil ki taqat TILAWAT-E-QURAN main hai, Dimagh ki quwwat ZIKER-E-ELAHI main hai, Rooh ki rahat DUROOD SHAREEF main hai,
Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay, Yeh hadsay woh hain jo samjhaye nahin jatay, Aik umer ki koshish say bhula di hay teri yaad, Laikin teri yaad k sayai nahin jaatay...
Roman Urdu quote from Hazrat Ali (R.A) naming his two most valued acts of worship: Fajr prayer in winter cold and Ramadan fasting in summer heat. Mujhey ibadat main 2 chizain bohut pasand hain, Sard mosam main FAJAR ki NAMAZ aur Garam mosam main RAMZAN k rozay {Hazrat Ali R.A}
Roman Urdu SMS turning MAD into a complimentary acronym (Most Attractive Dost), reframing an apparent insult as a sincere observation about uniqueness. Har laal rang RED nahin hota, Her murda DEAD nahin hota, Kaisay kahon par yeh sach hai, Har koi aap ki tarah MAD nahin hota... MAD bolay to
A short Roman Urdu wisdom piece reminding us to seek provision in daylight and turn toward its Giver in the quiet of the night. Din ki roshni main "RIZQ" talash karo, aur RAAT ki tariki main "USAY" talash karo jo tumhain "RIZQ" deta hai.
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse nahin. dil ki zameen us ki hai banjar issi liye jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahin. her cheez ikhtiar main rakhta […]
Playful Roman Urdu SMS that hands the recipient every compliment — cute, smart, dashing — then takes them all back with a punchline. Hum dono main cute kon? smart kon? dashing kon? sweet kon ?handsome kon? yeh sab tum tow hoo nahe saktay tow bachaa kon...?
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
A warm Roman Urdu good night encouraging the reader to lose themselves in dreams, find someone to belong to, and trust that tomorrow will be better. DUNIA me reh k sapnon main kho jao, KISI KO apna banalo YA kisi k ho jao, AGAR kuch bhi nahi hota to DON'T WORRY, chaddar-takiya lo aur so […]
Roman Urdu SMS listing three kinds of fortunate people — those with true love, a good friend, and the sender's repeated messages. Is duniya main 3 tarha k log khushnaseeb hotey hain 1 jinhye sucha piyar milta hai 2 jinhye acha friend milta hai 3 jinhain mera sms bar bar milta hai
A romantic Roman Urdu good night where sleep begins to come, but a familiar face appears the moment eyes start to close. Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay, Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay, ek dum say meri aankh khul jaati hay, Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay, . . . […]
A Roman Urdu poem that ends with studying as the worst punishment of youth. koi chez be-wafai se barh ker kia hogi, Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi, Kisi ko deni ho jawani main saza, to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
Roman Urdu SMS listing an ideal woman's qualities — modesty, fragrance of a rose, devotion to prayer, and service to parents. 1 bat bataon RAAZ ki, karo us larki se "AASHQI", Jis k chehre pe ho "SAADGI", Sanso mai ho "TAAZGI", Chandni ho "CHAND ki, Rani ho "RAAT" ki, Khushbo ho "GULAB" ki, Batein kare […]
Roman Urdu SMS condensing the Quran into three obligations: satisfy Allah through His commands, follow the Prophet, and give others their rights. Quran Ki Tafsir 3 Jumloo Main 1- ALLAH Ko Razi Karo Us K Ehkam Se .. 2- Rasool S.A.W Ko Razi Karu Unki Eta`at Se .. 3- Makhluq Ko Razi Karo Un k […]
har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka, har teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertay, Yeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apna, Mertay hain to kuch aap pay ahsaan nahin kertay, Khat layain na layain tera hum naama bron ko, Bus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartay, Aisay bhi tou rakhtay nahin khanjar pay […]
Urdu poem for the friend you don't see every day but never stop thinking about. Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Sardar lists every possible life problem for God to send him — God interrupts and tells him to just say he wants a wife. Sardar: bhagwan mujhey dard day dukh day tension day mujhey barbaad ker day, meray peechay bhoot laga day. Bhagwan: abay salay aik line main bool biwi chahiye
Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota hay, Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay, Yeh afsana to nigahon say bayan hota hay....
Na mila dil ka qadardaan is zamanay main, Yeh sheesha toot gaya hai daikhnay aur dekhanay main, Gii main aata hai ek roz shamma say pochoon, Maza kis main hai, jalnay main ya jalanay main...?
An Urdu verse for someone who makes time move differently. Without them, even a single day feels incomplete and slow. Us shakhs se jab tuk koi baat nahin hoti, Din nikalta nahi or raat nahin hoti, Na khafa howa karay wo usay kehna, Bina us k Mukammal meri zaat nahin hoti
Wife:-I will die. Husband:- I will also die. Wife:-why will you die? Husband:-because main itni khushi bardasht nahin ker sakta:D