You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Main TAJMAHAL nahi mangta yaro
Main TAJMAHAL nahi mangta yaro
Last wishes SMS: no Taj Mahal needed, just bury the sender and build a girls hostel over the grave.
Muje JALA dena, ya DAFNA dena
marte waqt 1 ghoot BEAR pila dena ........
Main TAJMAHAL nahi mangta yaro ...........
bas meri QABAR pe 1 GIRLs hostel bana dena...
Related SMS
- GOOD Relationship Is Like Tajmahal
- Main Roi To Nahi Hoon......
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Thori Si to Yaro Sharam Karlo
- Ek good night kiss udhar mangta hun
- Marna ka maza to tab hai yaro
- Awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta
- Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon
- Wafa ruswa nahi karna...
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Phulon se khoobsurat koi nahi.
- Zindagi mohtaj nahi manzilon ki
- Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Jayengay car main, aayengay akhbar main
- Is SMS main chand dhund ker dikhaeye!
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- ishq main barbadi na kerwa lena
- Jo kuch hy DIL main bus bol do
- yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Woh khud ko bay-wafa nahi kehtaa
- Gulshan main us bahar k hakdar hum nahe
- Sari phul-jhariyan yahi rehti
- In jheel si gehri aankhoon main
- Aadat nahi hay
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Mujeh Ye Zid nahi mere Galay ka Haar ho jao
- Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele
- Is duniya main 3 tarha k log
- badalta nahi pyar kabhi magar...
- Dil main tum, dharkam main tum
- bottle main Pepsi say zyaada ....
GOOD Relationship Is Like Tajmahal, Everybody Will Wonder How Beautiful It Is. But Nobody Can Understand How Difficult It Was To Build
Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat […]
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Inbox-shaming SMS: inbox empty all morning, asking friends if they have at least a little bit of shame left. Thandi Hai Coffee Garam Karlo Is Pathar DilKo Thora Sa Naram Karlo Morning Time se Inbox Khali Hai Mera Thori Si to Yaro Sharam Karlo
A flirty Roman Urdu good night asking for just one good night kiss on credit before the phone goes dark for the evening. Main tujhse ek armaan mangta hun, tujse apni jaan mangta hun, tu so jayegi mobile off karke isliyem ek good night kiss udhar mangta hun
Dark humor about dying — the real satisfaction would be if the one who made you cry showed up at your funeral and cried too. Koi dikha k roye, Koi chupa k roye, Humain rulanay walay, Humain rula k royee, Marna ka maza to tab hai yaro, Jab qatil bhi Janazay per aa ker roye
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? Sardar: Phone karte waqt.
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har […]
Wafa ruswa nahi karna... Suno aisa nahi karna Mai pehle hi akela hu Muje tanha nhi karna, Judai aa b jaye to Ye dil chota nhi karna Bohat musroof ho jana Muje socha nhi karna, Barosa b zarori hai Magar sub ka nhi karna Muqadar to muqadar hai kabi shikwa nahi karna Meri takmeel tum […]
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
A flattering build-up about beauty and depth — landing squarely on the one compliment nobody actually asked for. Phulon se khoobsurat koi nahi. Sagar se gahara koi nahi. Aab aapki kya tarif karu... Dost me aap jaisa... Nalayak koi nahi!
Zindagi mohtaj nahi manzilon ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi koi kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke, Maut bhali aisay lambe intezar se, Marte hain roz bina dedar-e-yar ke, Tanhahi ache the us BEWAFA ke pyar se
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!
Challenges you to find the moon hidden in the SMS — then explains the moon is the sender's face, which SMS can't transmit. Is SMS main chand dhund ker dikhaeye! Aahaa! .................................. SMS kerne walay ki tasvir thori na ati hay:p
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Love advice: don't let romance ruin you — especially don't spend the vegetable money on mobile top-ups for someone. ishq main barbadi na kerwa lena, Apne ammi k arman khak mai na mila dena, jo paise ghar se sabzi laane k liye milte hain, unka easy load na karwa lena
Starts as a sincere message asking you to open up, then veers into a threat to smash your phone if the SMS wasn't good. Aj apne dil k derwazy mere liye khol do, Jo kuch hy DIL main bus bol do, Agar Hamara SMS achi nahin hay to ap ko qasam hy . . Isi […]
This friendship is presented as exceptional evidence — the sender doesn't help, share, or even miss-call anyone, yet makes an exception here. yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte chocolate kiya toffee bhi diya nahi kerte. ye dosti sirf aap say werna msg kiya hum miss call bhi kisi ko diya nahi kertay...
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Woh kehta rehta hay, bari majbooriyan hain waqt ki Saaf lafzon mein woh khud ko bay-wafa nahi kehtaa
Mana teri nazar main tera pyaar hum nahe, kaise kahen k tere talabgaar hum nahe, khud ko jala k khak kar dala,mita diya, lo ab tumhari raah main dewaar hum nahe, jis ko sanwara humne tamannaon k khoon se, gulshan main us bahar k hakdar hum nahe
A child overhears dad say all the 'fireworks' are in the girls hostel — and repeats it innocently while shopping for Diwali crackers. Child: Mom is bar hum sare patakhe is shop se lenge. Mom: lekin beta ye to girls hostel hai. Child: Papa to kehte hain k sari phul-jhariyan yahi rehti hain...
In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho is jheel kinaray pal do pal ik khawab ka neela phool khilay wo phol baha dain lehroon main ik rooz kabhi hum sham dhalay is phol k behtay rangoon main jis waqt larazta chand chalay us waqt kahin un aankhoon main is basray […]
Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum […]
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki Bhot Aasaan ho, thory Bhot dushwaar ho jao Mulaqakto mein wafa ls liye hona zaroori hai Ke tum ik Din Judaaee ke liye Tayaar ho jao Main […]
A Circuit-style complaint SMS demanding a few messages to end the painful wait — signed off by Circuit Bhai in full street-speak. Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele, Bhai ka khopdi boht tight he, Bol nikalu kya tera luky draw? bole to do-char SMS chipka dal mamu. Sender... Circuit Bhai!
Roman Urdu SMS listing three kinds of fortunate people — those with true love, a good friend, and the sender's repeated messages. Is duniya main 3 tarha k log khushnaseeb hotey hain 1 jinhye sucha piyar milta hai 2 jinhye acha friend milta hai 3 jinhain mera sms bar bar milta hai
waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain badalta nahi pyar kabhi magar... pyar karny walay insan badal jatay hain
Classic romantic "you're in my heart, my soul, everywhere" setup, derailed when a Dettol advertisement reminds everyone that germs are everywhere too. Dil main tum dharkan me tum Asman me tum Zamen me tum Ankhon me tum Jahan dekho tum hi tum ho Detlo wali aunty sach kehti hain Jaraseem har jaga hotay hain
A funny Roman Urdu miss you SMS comparing how much the sender misses someone to a series of increasingly absurd benchmarks. bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... Pakistan main coruption say zzyaada... I MISS U