Baqi horain kahan hain ?

Khudkash bombar ne
bomb ka button dabaya lekin
dhamaka nahin huwa or wo behosh ho gaya.

Jab hospital me hosh aya
or Nurse ko dekha to bola,
Baqi horain kahan hain ?