Koi SMS nahin kia hai...!!!

Khaksaar k dil-e-mohtareeq-o-dimagh-e-muntasher
main ye khadsha-o-andesha mohtashi-o-moqaid hai,
k kaheen biradar-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab
banda-e-ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi,
k arsa-e-daraz se biradar-e-faatir-ul-aqal ne band-e-haqir-o-faqir
ko koi SMS nahin kia hai...!!!