SMS / Text Messages

Her insan ko insaan banaya

Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya
Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya,

Kudarat Ne De Hame 1 Dharti,

Humne Kahi HINDUSTAN
Kahi PAKISTAN Banaya.

Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay

Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay,
Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay,

ek dum say meri aankh khul jaati hay,
Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay,
.
.
.
.
.
"AMMI BHOOT"

Hamare rishtey ka naam kia hai?

kabhi socha hai?
Hamare rishtey ka naam kia hai?
*Dosti
*Mohababt
*Zarurat
*Khuwahish
*Junoon
*Ishq

ya woh rishta jo,
"Asman ka zameen se"
Barish ka sehra se hay
Haqiqat ka khuwabon se hay
Din ka raat se hay

Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin patay
laikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain

Shayud aisa hi kuch rishta mera or aap ka bhi hay

Naukrani: malkin aap udaas kion hain?

naukrani: malkin aap udaas kion hain?
malkin: mujhey pata chala hay k
tumharay sahab ka kisi larki
say chakkar chal raha hay offcie main
naukrani: naheeeeeeen
.
.
.
.
.
.
sahab mujhai dhoka nahi dai saktay

SALAM to you

A simple ¢â‚¬Å“SALAM¢â‚¬Â can be so sweet
S= Sada khush raho
A= Aabad raho
L= La-zawal urooj dekho
A= Arzooain puri hon
M= Mujhe dua¢â‚¬â¢ mei yaad rakhna,
So SALAM TO U!!.