Dard ko hamdard na mila

Dard ko hamdard na mila,
Shauk ko maut na mili, is liye

Dard ko qaid kia shauk ko azaad kia,
Ham se jis tarah bana, hum nay tujhey yaad kia