Tamam barkatein ALLAH k liye hein

"ALLAH Wo hai Jisne tumhare liye saakin zameen banai,
Aur aasmaan ko chhat banaya,
Aur tumhari achhi achhi sooratien bana-een,
Aur paak cheezon se tumhein rizq ata kiya,
Wo Allah tumhara Rubb hai,
Aur tamam barkatein ALLAH k liye hein Jo tamam jahanon ka Rubb hai.

(Al-Mo'min; 64)