You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Sochti hon k ye dualat
Sochti hon k ye dualat
Sochti hon ke
ye dualat
ye bungley
ye gariaan
ye dunia bhar k aisho aram
sab chor kar chali jaon
lekin phir
sochti hon k
.
.
.
.
.
PHELE YE SAB MIL TO JAYE!!!!
Related SMS
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Lekin rehnay do
- Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo........
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
- Mombatti bujh nahin jayegi
- Samandar Bhar Syllabus Hota Hai
- Kaam sadiyon ka hai...
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- AAP (S.A.W) per 1 bar darood parhta hai
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Yeh sokha ander jata hay, aur gila bahir ata hay....
- Lux Rs.25 ka kia howa
- Khush fehmi k silsilay
- Palkon par aasoo chor jate hain
- 7 aur 7 kitne hon ge?
- Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
- Kaanch chubhey to nishan reh jaata hai
- Qaraar Cheen Leya..
- Tere qareb aa kay bari uljhano main hon
- pehlay hath mai lo, phir mun mai ...
- Juda honay ka andaisha
- Quran ka mojza
- 1 phool ki tarha
- Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me,
- Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee
- 4 din phele lohri ke bale bale
- Geo musharraf
- Shadi ka wada kia Perveen se
- Funny Promise Day Message
- .........Kaash.......
- Meri qismat zardari jaisi kahan?
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
Saarey waadon ko bhula sakta hun, lekin rehne do..! Main tumhein chor k ja sakta hun, lekin rehne do..! Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz, faisla mein bhi suna sakti hun, lekin rehne do..! Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali, us per main muskura b sakta hun, lekin […]
Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo........ hathi kai oper ulta kharay hokar photo khichwaoo... .. phir photo ko ulta karkay dunia ko dekhaooo... Kaisaaaaaaa
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon, Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon, Dhoond laina mera haath pakar k mujhko, Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
1 night bijli chali gae... PATHAN APNI BIVI SAY: oye kam se kam pankha to chala day. BiWI: kar di na phir pathano wali baat... pankha chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Nadi Bhar Parh Pate Hein Balti Barh Yad Rehta Hai Chuloo Bhar Number Ate Hein Jis Mein Hum Doob Jatey Hain
Jis ghari teriyadon ka sama hota ha, Phir humein aram kahan hota hay, Hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka, Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
1 DIN Hazrat Jibrail (A.S) Huzoor (S.A.W) k paas aye or kaha ALLAH ne mujhey itni taqat di hay k main sari dunia k darakhton k pattay gin sakta hon or pani k saray qatray or rait k saray zarray gin sakta hon lekin us aadmi per rehmat ki tadad nahin gin sakta jo AAP(S.A.W) […]
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Ye Sookha Ander Jata Hai, aur,Gila Bahir Ata Hai, Phele Chota Hota Hai, Phir Ye Mota Hota Hai, Jab Ye Ander Rehta Hai, To Ye Red Kar Deta Hai, Thori Dair Helane Ke Bad Jab Esai Bahir Nekalo, To Apne Kam Dikha Kar Ye, Bejan Sa Bahir Ata Hai, Kuch Aur Nahin Hai Ye, Es […]
Dil ney dil say kuch kehna chor dia, Ankhon nay ankhon say milna chor dia, Lux Rs.25 ka kia howa, Aap nay tu mo dhona hi chor dia..
Khush fehmi kay silsilay itne daraaz hain.. Har eent sochti hai dewaar mujh sey hai..
Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par ansu chor jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.
Teacher: agar 1 aur 1 2 hote hain aur 2 aur 2 4 hote hain aur 3 aur 3 6 hote hain phir 7 aur 7 kitne hon ge? Student: sir, asaan wale ap ne khud hal kar liye aur mushkil wala mere liye chor diya:p
Panchi keh rahey hain k hum chaman chor denge, aur sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge, Agar tere ishq mein main mar bhi jaun ae sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
Kaanch chubhey to nishan reh jaata hai, dil totay to armaan reh jaata hai, laga to deta hai waqt marham is dil par, phir bhi umar bhar ek zakhm reh jata hai
Qarar cheen lia beqarar chorr gaye Bhar legaye yad-e-bhar chorr gaye Hmari chasm-e-khazeen ka khyal kuch na kia Wo umar bhar k liay ashak baar chorr gaye Jisay samajtay thay apna wo itni mudat se Usi ko aaj wo begana waar chorr gaye
Tere qareb aa kay bari uljhano main hon, Main dushmanon main hon k tere doston main hon, Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago, Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon, Mujh se bichar k tu bhi to roeyga umer bhar, Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon, Tu hans […]
pahlay hat ma lo phir mon mai lo phir thook lagao phir sidha karoo phir sorakh ma daloo uff.. kithna muskhil ha soi mai dagha dalna
Juda hone ka andesha' juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush' khAfa hone se pehle tha, Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo, Namaz-e-ishq tha lekin, qaza hone se pehle tha, Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega, Bohat hi ba'wafa wo bewafa hone se pehle tha...
Quran ka mojza Lafz "Al-bar" yani "Zameen" Quran pak main 13 baar aaya hay. Or Lafz "AL-Bahar" Yani "Samandar" 32 bar aaya hay. Total 13+32=45 Zameeni Elaqa:13/45x100=28.89% Samandri Elaqa: 32/45x100=71.11% Yani dunia main 28.89 % zameen hay or 71.11 % samandar hay. Khushki or pani ka bilkul yahi ratio aaj ki jadeed science ne daryaft […]
Aap mere liye 1 phool ki tarha hain .. Jisay hum chor bhi nahi sakte or tor bhi nahi saktay tor liya tou murjha jao gaye chor diya to koi or lay jaye ga.!!!
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me, to qasam se hum muskurana chor denge, tadapte rahenge use dekhne ko magar, uski taraf palke uthana chor denge.
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe […]
No tear,No fear khao Mungfle Aur foole aap ko 4 din phele lohri ke bale bale
1 admi ne ghalti se bijli ka tar cho lia, wo marne hi wala tha k usi waqt light chali gaye or wo marne se bach gia, us ne khushi se jhoom ker kaha {GEO MUSHARAF}
Shadi ka wada kia Perveen se, Warna mohabbat to thi Nasreen se, Anjane men sab kehdia Mehreen se, Kia haal hua tha pocho Samreen se, Ab umeed hai sirf Noreen se, Lekin baat banegi Sabreen se, Ya phir dekho Ambreen se, Nahi to shayed Nosheen se, Or hosakta hai k Zareen se, Warna setting to […]
Shadi Ka Wada Kia Perveen Se, Warna Mohabbat To Thi Nasreen Se, Anjane Men Sab Kehdia Mehreen Se, Kia Haal Hua Tha Pocho Samreen Se, Ab Umeed Hai Sirf Noreen Se, Lekin Baat Banegi Sabreen Se, Ya Phir Dekho Ambreen Se, Nahi To Shayed Nosheen Se, Or Hosakta Hai K Zareen Se, Warna Setting To […]
mein kuch b nahin hoon tere liye kuch tere liye mein ho jaon tere dil men rahoon ankhon mein basoon dharkan men shamil ho jaon to jab koi baat kare mera naam b us meia shamil ho to jab b mange kuch rab se meri zaat b us men shamil ho har bar nahin ik […]
Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???