You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Kash tum bakri hotay
Kash tum bakri hotay
Kash tum bakri hotay !
Main tumhain ghaas khilata
or pyar say tumhara
seeng hilata aur pochta...
PAGAL kon???
tum ya Main?
or tum pyar say boltay Main Main..
Related SMS
- Agar Tum DON hotay to dialouge kya hotay?
- Wife to husband:- kaap aap sms hotay
- Bakra hay ya bakri?
- Tanhaian kash na hotien
- Kaash hum SMS hotay
- Bakre ne mara bakri ko singh
- Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay
- Kash hum ek SMS hoty
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- Warna hum to abhi bhi soo rahay hotay.
- Kash koi "exam result" ka insurance kara deta
- Tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay
- SMS receive karnay k charges hotay to..?
- 1 nigah se qatal hotay hain log
- Saray he kam oltay hotay hain
- kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai
- Tumhara chand sa chehra..
- Tum JAN sakty is MOHABAT Ko.....Kaaash
- Chehray ki khushbu
- Yeh tumhara sulagta hua jism...
- O love love likhdi rahi
- Main duniya bhool jata hon
- Latifa kisey kehtey hain
- Jab say tumhain jana hai,
- Abhi kuch dair baqi hai...!!
- Kehte hai k pyar ek saza hai
- Wife came home with a goat.
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum ko..
- Bhulana tumhain na aasan ho ga
- Yeh mobile kis ka hay?
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- Why enters in bathroom
Agar Tum Don hotay to dialouge kya hotay? Mere sar par baal aanay ka intezaar to 11 shehron ke naa'yi kar rahay hain, par mere sar par baal aana mushkil hi nahi namumkin hai...
Wife: Jaanu kash aap SMS hotay, Main aap ko save karti, Husband: Jaan-e-man, kaash tum ring tone hoti, Main her haftay tumhe change karta ;-)
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?" circuit:"simple bhai ,pathar mar kar dekho, ager bhaga to bakra aur ager bhagi to bakri.
Mehfil k rang aur hote Tanhaian kash na hoten Itne be rang na hote Judaian kash na hoten Aisa ehsas na hota tere narm o nazik badan ka Shah Aalam e madhoshi main pakri kalaian kash na hoten
Kaash hum SMS hotay aik click main tumhare paas hotay Bhale tum Hamein delete kar dete par kuch pal ke liye hum tumharay ehsaas to hotay
Bakre ne mara bakri ko singh Phir pata hai bakri ne kya kaha : : SINGH IS KING, SINGH IS KING, SINGH IS KING.. :-)
In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay, Tumharay jaanay k baad yeh ghum hota hay, Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay....
Kash hum ek SMS hotay bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar daitey laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
Aap na hotay to hum kho gaye hotay, Apni zindagi se ruswa ho gaye hotay, Yeh to aap ko Good Morning k kehnay k liye uthay hain, Warna hum to abhi bhi soo rahay hotay. Good Morning
Kash koi "exam result" ka insurance kara deta, Toh har exam ka pehle premium bharwa dete, Pass hote toh thik hai, Varna insurance claim karva lete...
Kaash bananay walay nay dil kaanch k banayai hotay Kam say kam tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay.
Socho Ager SMS receive kernay k paise lagte tou kia hota? guess? guess? Aaj Aap meri Waja se road per bheek mangrahay hotay.
Tumhari ek nigah se qatal hotay hain log Faraz,...! Ek nazar hm ko bhi dekh lo k tm bin zindagy achi nahi lagti....!
Wese to ap k saray he kam oltay hotay hain, bas ek mobile hi hai jo ap sedha pakarte hain. Aj zara is mobile ko bhi olta pakrain or ye parhain 6u!l!ws d33>l n ss!w I
Wo mujhse meri udasion ki waja pochta he, kaisa pagal he dhalti rat k sannate ki wajah pochta hai, Wo mujhse meri barsati aankhon ki waja pochta hai, kaisa pagal hai barish k barasne ki wajeh pochta hai, Wo mujhse meri pasand k bare me pochta hai, kaisa pagal hai khud apne bare main pochta […]
Fizaoo main rang bharta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra... Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela... Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain... Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra... Koi chehra […]
Kash tum DEKH sakty... Tuty huy dil ko Behty huy ansuon ko Is adhury mƒösam ko Kash Tum PARH sakty... Mery hathon ki lakeron ko Khawabon ki taberon ko Dil k afsanon ko Kash Tum Sƒ€¦MJH Sakty... Mery lafzon ki gehrai ko Honton ki sachai ko Mehfil ki tanhai ko Kash tum Jƒ€“RR sakty... Iss […]
Kisi k Chehry ki Khushbu ne kar diya pagal Phir us k baad sama ka sama hua pagal jo un se main ne kaha Zindagi bana lo Mujhe To us ne Dheere se ik Lafz Keh diya pagal
Yeh tumhara sulagta hua jism... kapkapatay hont.... larkharati Aawaz... thartharata badan . . . . mujhe pehle se shak tha k tumhain Malaria hai.....
o love love likhdi rahi, main leave leave parda reya, o kiss kiss likhdi rahi, main kash kash parda rea, o via ker k chali gae, main language course kearda rea!
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Aik pagal dosre pagal se: Latifa kisey kehtey hain Dosra pagal: Latif ki B.V ko
Jab say tumhain jana hai, Jab say tumhain paya hai, Her dua main tera hi naam aaya hai, Taa kay pochon rab say, . . . . Yeh kaisa namoona banaya hai?
Abhi kuch dair baqi hai...!! Khizan k beet janay main, Guloun k Muskuranay main, Khushi k geet ganay mein, Baharon k zamanay main, Abhi kuch dair baqi hai..! Main tum ko bhool jaonga..! Na tum ko Yaad aaonga..! Main tum se dour reh k bhi, Tumhain jee ker dikhaonga..! Tumhain maloom hay laikin, Yeh sub […]
Nnikal aate hai aansoo rone se pehle‚¦ Toot jate hain sare khuwab sone se pehle‚¦ Kehte hai k pyar ek saza hai, Kash koi rokta mujhe pyar hone se pehlay
Wife came home with a goat. Husband asked"Is bhains ko ghar kion lai ho?" Wife:"Dikhta nahin, bakri hy!" Husband:"Bakri se hi poch raha hon"
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko, Sochtay hain k aik taveez bana lain tum ko, Phir tumhain roz sanwarain tumhain barhta daikhain, Kion na aangun main chunbaili sa laga lain tum ko, Kis qadar toot ker tum per hamain pyaar aata hay, Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum […]
Bhulana tumhain na aasan ho ga, Jo bhulay tumhain wo nadaan ho ga, Aap to bastay ho rooh main hamari, Bus aap hamain na bhulana yeh aap ka ahsan ho ga..
4 Dost bathe the, Table pe rakhe Mobiles me se 1 bja. Man: Hello BV: Jan I'm in Market, kya me 100,000 ka jewellry set le lon? Man: Han jan lelo BV: Silk sarhi b jo 20,000 ki hy? Man: 1 sarhi nahi 2-4 lo BV: Ok Dear tumhara Credit Card mere pas hy ushi […]
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
Sahab: Tum bathroom mei q ghus aye, kia tumhain pta nahi tha k main naha raha hoon? Mulazim: Hazur galti ho gai, main samjha tha begum sahiba naha rahi hain;-)