You are here: SMS4Smile » Funny SMS » If dentists make films, the names will be
If dentists make films, the names will be
If dentists make films,?the names will be -
*Daant ho na ho
*Jaanam brush karo
*Aa ab clean karen
*Kabhi teeth kabhi gum
*Humara daant aapke paas hai!:-)
Related SMS
- Indian film names if we replace dil with egg
- Let me kiss your lips
- Sukh ki barsat .. happy deepawali
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Tum aao to hum bhi Eid karen
- Missed call to ek bahana hai
- Door hokar bhi paas nazar ayenge.
- Milnay ka waqt maat nikalo par
- Haapy Durga Puja
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Valentine Sms Shayari in Hindi
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Main hamesha aap k liye eik ehsas hon
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Kabhi hasata hai pal
- khuda kare mast jaye apka aaj ka din
- Happy Promise Day Messages in Hindi
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Aap paas raho ya door
- Amitabh & Shashi kapoor
- Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
- Khushian ho overflow .. diwali ka tayohar
- Khushiyan,masti,dosti,shohrat in new year
- shubhkamna hai hamari aapke liye
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- kal anjaan ban kar paas se guzar gai
- kuch dil ki laghi
- Ek ajnabi hay magar
- jeevan me .........
- Dosti karo college wali se, pyar karo office wali say
- Keep ur world clean
What Bollywood film titles would look like if 'dil' (heart) were replaced with 'anda' (egg) — Hum Aanda De Chuke Sanam and several others. Agar "Dil" ko aanda(egg) kehtey to indian films k naam aisay hote Hum Aanda de chuke sanam, Yeh aanda aapka huwa, Hum aap k aanday main rehte hain, Aandy waale Bread […]
Let me kiss ur lips, let me feel ur teeth, let me feel ur tongue. SMILE! This is ur friend "PEPSODENT" reminding you to brush ur teeth, Twice a day Everyday :)
Prayerful Hindi Diwali SMS invoking Shri Ram's blessings to bring happiness and let the diyas light up every life. Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki zindagi me khusiya layen. Happy deepawali
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga, Dil ke kissi kone mein humare liye Pyaar hoga, Guzar rahi hai Raat unke Intzaar mein, Kabhi unko humara bhi Intzaar hoga.
Fine, maybe now isn't the time to remember me — but remember me anyway, just briefly, out of nowhere. Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
An Eid poem for someone far away — Eid only feels real if you're here, come just this once. Tum aao to hum bhi EID karen Hasrat hai tumhari deed karen Kuch der to dil ko chain mily Kuch roz to mann k phool khilen Kehty hain k EID ki aamad hai Hum log bhi […]
Missed call to ek bahana hai, Irada to aapka ek lamha churana he, Aap chahe humse baat karo ya na karo, Aap ki yadon mein humara ana jana hai.
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge, Sukoon bankar dil mein utar jayenge, Mehsus karnay ki koshish kijiye, dur hokar bhi paas nazar ayenge.
Too busy to meet is fine — but at least let your SMS reach, just a sound to show you remember. Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.
Warm prayerful Hindi Durga Puja SMS asking Maa Durga to stand beside the reader whenever hardship arrives. Khushiyan aapki kabhi kam na ho Daman mein aapke koi kanta na ho Jab bhi koi musibat aaye Toh Maa Durga aapke saath ho Haapy Durga Puja
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
Romantic Urdu Valentine's SMS about the beloved's presence so overpowering that a complaint would feel like a blessing. Ap He Apni Adayon Pe Zara Ghor Karen Hum Agar Araz Karen Gay To Shekayat Ho Gi.. Happy Valentine Day Jaan Jee.
Roman Urdu SMS gently pressing a distant friend to make contact — a call, an SMS, anything to show they still remember. Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Udaas na hona kion k main sath hon, Samnay na sahi per aas paas hoon, Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Main hamesha aap k liye eik ehsas hon,
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
Kabhi hasata hai pal, kabhi rulata hai pal, har pal ki yaad dilata hai yeh pal, chaho ya na chaho, par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pal.
A funny Roman Urdu good morning mixing an Aladdin reference, a chemistry fact, and a warm wish that today turns out brilliantly. Aarz hai "Alladin ke paas tha ek jadui jin, dil nahi lagta hamara aapke bin, Stainless Steel me hota hai 0.2% tin, khuda kare mast jaye apka aaj ka din. Good Mornin.!
Warm Roman Urdu Promise Day SMS about never letting go — and coming back to hold the reader's hand if they ever walk away. Ye Promise Hai Humara, Na Chhodenge Kabhi Saath Tumhara. Jo Gaye Tum Hume Bhool Kar, Le Aayenge Pakad Kar Haath Tumhara. Happy Promise Day
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Aap paas raho ya door, hum dil se dil ki aawaaz mila sakte hain, na khat k na telephone ke Mohtaajh hain hum, per aapke dil ko ek hichkii se hila sakte hain.
Funny Bollywood-themed Diwali SMS joke in which Amitabh lists all his firecrackers and Shashi Kapoor wins with a single matchbox. Amitabh - mere paas rocket hai, shurli hai, chakri hai, murga bumb hai, anaar hai, tumhare paas kya hai? Shashi kapoor - mere paas maachis hai!:p
Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte, Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte, Magar Itna Yaad Rakhna , Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
Celebratory Hindi Diwali SMS overflowing with joy, energy, friendship, and wealth wishes for the Festival of Lights. Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low, dosti ka surur chaya rahe, dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR
Celebratory Roman Urdu/Hindi New Year SMS overflowing with joy, masti, friendship, money, and fame wishes. Khushian hon over flow, Masti kabhi na ho low, Dosti ka sarur chaya rahe, Jaib me bhari maya rahe, Shohrat ki ho bauchar, Aisa aaye naya sal aapke liye
Warm Hindi Diwali SMS about a lamp's light bringing new brightness to life — a simple and sincere shubhkamna. Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de, Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par, !! Happy diwali !!
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
kabhi wo hum pe jaan dia karti thi jo kehtay they wo maan lia karti thi kal anjaan ban kar paas se guzar gai Woh jo door se pehchaan lia karte thi...
A ghazal with a gentle invitation — you start, and they'll teach you how to love properly, step by step. Kuch Dil Ki Lagi Tum Chero, Kuch Dil Lagana Hum Sikhayen.. Kuch Pyar Ki Baatein Tum Karo, Kuch Pyar Nibhana Hum Sikhayen. .Kuch Nazar Ka Ishara Tum Karo, Kuch Aankh Milana Hum Sikhayen.. Kuch Jan […]
Ek ajnabi hay magar Rooh-shanas lagta hy Meri tarha mujhy Wo bhi udaas lagta hy Karon talash tou ho Shak wajood pe us k Jo aankhai'n band karo'n Aas paas lagta hay
jeevan me paise, pyaar, dost, sab kuch aata hai jaata hai, par tode gaye daant phir nhi aate, samajhdar ho ummeed hai msg bhejte rahoge.
A joke about managing admirers across every setting — college, office, neighborhood, family — but the one at home always has the last word. Dosti karo college wali se, pyar karo office wali se, programe karo pados wali se, ankh ladao sali se, love karo dilwali se, aur mar khao ghar wali say:p.
Keep your world clean and green. Save trees,Save the environment!! Clean city,Green city!! Happy world environment day