Teacher:kG class ke bachhe se,
1 se 10 tak gino, me aapko KISS karungi...
BACCHA: 1 SE 100 tak ginu to kya package hai..
Hindi SMS section
Hindi / Text Messages
True love brings...
"True love brings up everything-
you're allowing a mirror
to be held up to you daily"
Wife to husband:- kaap aap sms hotay
Wife:
Jaanu kash aap SMS hotay,
Main aap ko save karti,
Husband:
Jaan-e-man, kaash tum ring tone hoti,
Main her haftay tumhe change karta ;-)
Larki aa rahi hay ya ja rahi hay
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai ...:p
Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
Ret pe kabhi naam likhte nahi
Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi,
Log humein pathar dil kehte hain,
Lekin wo jante nahi,
Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte
hum kabhi tum say khafa ho nahi sakte
dosti k rishty kabhi bewafa ho nahi sakty
tum bayshak hum ko bhula ker soo jao
hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte!
Good Night (S)
Life ho to aisi
Life ho to aise¢â‚¬Â¦
Monday ko dosti,
Tuesday ko pyaar,
Wednesday ko mangni,
Thursday ko barat,
Friday ko fighting,
Satursday ko talaq,
Sunday ko rest,
Monday ko next.
Pata hai Main kya bana rahi hu?
2 pyaz,
3 lahsun,
5 gm zeera,
3 kali mirch,
2 spoon namak,
4 spoon oil,
1 cup water
Aur thoda sa hara dhaniya.
Pata hai Main kya bana rahi hu?
.
.
.
.
.
.
.
Tumhain ullu!
teray liye chand taray tor doon
teray liye chand taray tor doon,
in hawaon ka rukh mor doon,
itna kafi hai ya do char jhoot aur bol doon.
bottle main Pepsi say zyaada....
bottle main Pepsi say zyaada....
used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada... I LOVE UÂ
Har rooz.....
Har roz koi khuwaab toot jaata hay
har roz koi apna rooth jaata hay
naa janay meri Qismat main kya hay
jisay main yaad karon wohi mujhe bhool jaata hay...
Dua kon karay ga?
1 Din maa se pocha k
maa k marnay k baad,
dua kon karay ga?
Tu maa boli!
Samandar sookhnay k baad bhi
rait mein nami reh jati hay