Hindi / Text Messages

Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey.. Dil dai ker dard lena ki humse seekhey.. kuch na deyker Dil lena koi unsey seekhey.. SMS leker REPLY na kerna koi Aapsey seekhey.

Her insan ko insaan banaya

Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya
Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya,

Kudarat Ne De Hame 1 Dharti,

Humne Kahi HINDUSTAN
Kahi PAKISTAN Banaya.

Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay

Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay,
Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay,

ek dum say meri aankh khul jaati hay,
Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay,
.
.
.
.
.
"AMMI BHOOT"

Hamare rishtey ka naam kia hai?

kabhi socha hai?
Hamare rishtey ka naam kia hai?
*Dosti
*Mohababt
*Zarurat
*Khuwahish
*Junoon
*Ishq

ya woh rishta jo,
"Asman ka zameen se"
Barish ka sehra se hay
Haqiqat ka khuwabon se hay
Din ka raat se hay

Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin patay
laikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain

Shayud aisa hi kuch rishta mera or aap ka bhi hay

Sache dost ki 3 Nishaniyan

Sache dost ki 3 Nishaniyan:-

1.Bewaqt Miss Call Karega.

2.SMS Muskura k Padhega.

3.Neeche Mat Padhna..-

.

.

.

.

.

Jo Kaam Mana Karo,

bavkoof Woh Zaroor Karega.

Naukrani: malkin aap udaas kion hain?

naukrani: malkin aap udaas kion hain?
malkin: mujhey pata chala hay k
tumharay sahab ka kisi larki
say chakkar chal raha hay offcie main
naukrani: naheeeeeeen
.
.
.
.
.
.
sahab mujhai dhoka nahi dai saktay

Singh in every sardar¢â‚¬â¢s name

Why is ¢â‚¬Å“SINGH¢â‚¬Â added to every sardars name?
?
?
?
Do you know?

Really u don¢â‚¬â¢t know?

Bcoz of it¢â‚¬â¢s hidden meaning:-
S - Sala
I - Insaan
N - Nahin
G - Gadha
H - Hay

SALAM to you

A simple ¢â‚¬Å“SALAM¢â‚¬Â can be so sweet
S= Sada khush raho
A= Aabad raho
L= La-zawal urooj dekho
A= Arzooain puri hon
M= Mujhe dua¢â‚¬â¢ mei yaad rakhna,
So SALAM TO U!!.

Apne pyar ko mat chupao

Apne pyar ko mat chupao,
ise zarurat h jatane ki,

Apni khubsurti ko mat chupao,
ise zarurat h dikhane ki...

Ab aur PERFUME mat lagao,
tumhain zarurat h nahane ki