Funny SMS / Text Messages

Usne utari saree
fir aayi peticoat ki bari
blouse to pahle hi diya tha utar
ziyadah excited mat ho yaar
yeh tha kapray sukhane ka taar ....!

Yaad main aadhi ho gayi hon

Wife: Main tumhari yaad mein
15 din mein hi aadhi ho gayi hun,
mujhe lene kab aa rahe ho?

Husband: 15 din aur ruk jao...

Larkian badal jati hain, larkay nahin

1 larka 1 larki k sath baitha tha,
2nd day dosri larki k sath daikha gia,
3rd day koi aur larki thi
4th day kisi new larki k sath tha

Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p

Majnu ko laila ka sms naheen aaya

majnu ko laila ka sms naheen aaya,
majnu ne 3 din se khana naheen khaya

majnu marne wala tha laila ke piyar main
aur laila baithi thi sms free honay k intizaar main.

Thappar Maarnay par NaraZ Wife

Thappar Maarnay par NaraZ Wife
se Husband bola:
"Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai."

Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur
Boli "Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti"

1 takleef de skata hon?

A lucknowi nawab meets sardar.
Nawab: Janab kya main apko ek takleef de sakta hoon?

Sardar: O kutty hath to laga,
daikh tujhy zalel kese karta hon

one girl asked to pappu

1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs

Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay

Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain

girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched

MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain

Maa Gaon mein Fauji aaye hain

Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain
Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai

Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa.

1 larki mujh ko hans k dekh rahi hai

A boy told his friend,
"yar aik larki mujh ko hans k dekh rahi hai".

Friend answered:
"Sahi se dekh,
hans k dekh rahi hai
ya
dekh k hans rahi hai :-)"

Main nay pocha chand say

Main nay pocha chand say,
daikha hay kahin mera yaar sa haseen

chand nay kaha:-
Salay itnay upar say dikhta hay kia?

Dil se bolun ik bat main sachi.!

Dil se bolun ik bat main sachi.!
Hum Tum ik raftaar k panchi.!

Dosti ye hamari hogi na kabhi kuchi.!
Teri photo se to meri negative hi Achi.!:-)

Woh subah ki thandak

Woh subah ki thandak,
Woh toliye ki khushbu,
Woh shamp ki bottle,
Woh dhule howay kapron ka sakoon,
.
.
.
.
.
Tum kiya jano ye to sirf nahanay
wale hi jante hain:p