You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Ae mere SMS Khata na karna
Ae mere SMS Khata na karna
Ae mere SMS Khata na karna, Qadmon mai ja Girnaaa
Puchey jo Haal, Jhuk ker Eid Mubarak kehna
Related SMS
- Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
- Behiss hai yahan loag, bhala soach kai karna
- Meri har khata par naraz na hona
- Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Wafa ruswa nahi karna...
- Ja sms ja, mere sweet dost ke pass ja
- Mohabbat ka izhaar na karna
- KHUSHI se dil ko aabad karna
- Koi achha lage to use pyar mat karna
- Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna
- Jhuki nazron say iqrar mat karna
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- Intikhab karna hay
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Iqrar-e-wafa tum ne nahi karna
- Aisa kabhi na karna
- God ko miss call karna hai
- Mere alfazon ko juth mat samajhna,
- Agar msg karna chora to
- Ishq karna hay to...
- Holi Mubarak ho mere yaar!
- Mere dost se pyaar karti hai
- Nafrat tum kabhi na karna humse
- mere hamsafar
- Us ki aadat wohi har baat adhori karna
- Kal mere khuwab me 1 larki aye thi
- Apun ko tera operation dobara karna paray ga
- Kyu dil k mere tukray kar diye
- Mere dil ko nikal laina Faraz
Aey mere SMS mere dost ke pass jana, Agar wo so raha ho to shor mat machana, Jab wo jage to dhire se 'Muskarana', Phir kehna "KANJUS" SMS karo!
Behiss hai yahan loag,bhala soach kai karna.. Is doar main logoon sai wafa soch kai karna ik baar jo rothey,to mana tum na sakhoo gay, hum jaisai diwanoon ko khafa soch kai karna Gul shaakh sai bichrai to kahin ka nahi rehta Tum zaat mere khud se juda soch kai karna.
Meri har khata par naraz na hona, Apni pyari si muskan kabhi na khona, Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko, Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, Kyu ho khafa ye bayan to kijiye, Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata, Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Wafa ruswa nahi karna... Suno aisa nahi karna Mai pehle hi akela hu Muje tanha nhi karna, Judai aa b jaye to Ye dil chota nhi karna Bohat musroof ho jana Muje socha nhi karna, Barosa b zarori hai Magar sub ka nhi karna Muqadar to muqadar hai kabi shikwa nahi karna Meri takmeel tum […]
Ja sms ja, mere sweet dost ke pass ja, dhire se jana shor na machana, soye hue ho to kuch mat kehna, free hoge to miss U kehna..!
Kaha tha tum say...mera intezaar na karna dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi ab ki bar tum koi bhi sawal na karna Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna Zindagi tanha hi […]
KHUSHI se dil ko aabad karna GHAM ko dil se aazad karna Bas itni guzaarish hai aapse k ho sake to din mein ek baar yaad zaroor karna
Koi achha lage to use pyar mat karna, uske liye apni ninden bekaar mat karna, 2 din to aayenge khushi se milne, teesre din kahenge mera intjar mat karna...
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna, Kabhi kisi ka aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Jhuki nazron say iqrar mat karna, nazrain utha kar inkar mat karna, raat bhar taraptay ho kisi ki yadon me, aur dusron ko kahtay ho kisi se pyar na karna.
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Karna Hai.
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
Be-khuloos logo'n se Ijtinab karna hay Mujhy apne rishto'n ka Ehtisab karna hay Usay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hay Dukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai.
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna Meri taqdeer mein rang-e-HinA tum ne nahi bharna Tumhe manzoor he shayad mera ghut ghut k he marna Tumhare faisaly per ab,sar-e-tasleem kham hoga Main apny hont see loon ga Yu he bekaif gee loon ga Tumhare hijer ki tasveer ko dil main saja loon ga […]
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
1 baccha paida hote hi nurse se bola: "Mobile hai kya ?" Nurse boli - hai, lekin karega kya ? Baccha: kuch khaas nahi, sirf God ko Miss call karna hai.... ki mai zameen par paunch gaya.
Mere alfazon ko juth mat samajhna, yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna, ji raha tha tumhare naam par, mar jau toh bewafa mat samajhna
))))) ( c 'o ':.,-' ))))) ( c '==o ':.,-' ))))) ( c '===o ':.,-' ))))) ( c '=======o ':.,-' Naak aesi ho jaye gi agar msg karna chora to.:-)
Ishq karna hay, phir dard bhi sehna seekho warna aisa karo, auqaat mein rehna seekho
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar, Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar, Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar, Holi Mubarak ho mere yaar!
Na woh inkaar karti hai, Na woh ikraar karti hai, Kambakhat mere hi sapnon main aa kar, Mere dost se pyaar karti hai
Nafrat tum kabhi na karna humse.... hum ye seh nahi payenge.... ek bar keh dena humse aitbar nahi.... aapki duniya se has kar chale jayenge...
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe […]
Us ki aadat wohi har baat adhori karna aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
Husband: Kal mere khawab main ek larki aye thi. Wah! Kia Larki thee! Wife: Akeli ayee hogi? Husband: Tum ko kese pata? Wife: Uska Husband mere khawab main aya tha!
Munna: Bolay to Apun ko tera operation dobara karna paray ga. Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain. Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye
Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena "FARAZ" Kahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala