You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sorry SMS » Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Related SMS
- Kion hain khafa yeh bayan to kijiye
- Dard se dosti ho gayi yaaro
- Dosti agar buri ho, to use hone mat do,
- Exams ki sari tayyari ho gayi
- Yaad main aadhi ho gayi hon
- Pher aa Gayi Bhangre d vari,
- Jiss din band ho gayi meri Aankhein
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
- Hamain maaf farma
- Ae mere SMS Khata na karna
- Meri har khata par naraz na hona
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna
- Ho jao agar zamane say dukhi
- Hai tu agar mera dilbar
- Deepak mein agar noor na hota
- Agar aap ko garmi lagay to ap kia karo gay?
- Ahsaas agar ho to
- Zindagi aik gift hay
- Agar rizq...
- Agar msg karna chora to
- Ap ki nigah agar meharban ho jai
- Agar dada ashiq na hota
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Hum agar aapse mil nahi patay..
- Likh sakte kisi ki taqdir agar hum.
- Agar zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha To
- Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho
- Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo........
- Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti
- Pehchaan lena agar kahi hum mile aapse
- Aana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja
Is qadar hamari chahat ka imtehan na lijiye, Kion hain khafa yeh bayan to kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayai hum say khata, Youn khamosh reh kar hamain saza na dijiye....
Dard se dosti ho gayi yaaro, Zindagi bedard ho gayi yaaro. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaro....
Dosti agar buri ho, to use hone mat do, Ho gayi to use khone mat do, Aur agar dost ho sabse pyara to use sone mat do, Jagte raho…
Yahoooooo......!!!! Exams ki sari tayyari ho gayi (';') Pen Pencil Scale Eraser Uniform ID Card Sub tayyar hay, Ab bus.... Parhna baqi hay :p
Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho? Husband: 15 din aur ruk jao...
Pher aa Gayi Bhangre d vari, Lohri Manaun d karo Taiyari, Agg de kol saare aao, Sundariye Mundariye jor naal gao!! HAPPY LOHRI TO U and UR FAMILY!!
Jiss din band ho gayi meri Aankhein, Kayi Aankhon se uss din aansu barseinge, Jo kehte hai bahut bolta hai, Kabhi wohi meri Aawaz sunne ko tarseinge.
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai […]
Ey Allah! Mai kamzor hun tu taqat wala hai Ey Allah! Mai ajiz hon tu be-neyaz hai Ey Allah! Mai mangta hon tu Daata hai Ey Allah! Mai mujrim hon tu shahensha hai Tujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta' Hazrat Muhammad salalaho aleyhe wasalam k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi […]
Ae mere SMS Khata na karna, Qadmon mai ja Girnaaa Puchey jo Haal, Jhuk ker Eid Mubarak kehna
Meri har khata par naraz na hona, Apni pyari si muskan kabhi na khona, Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko, Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna, Agar pyar ko pana hay to aetbar sath rakhna, Agar hamesha muskurana hay to DAANT saaf rakhna
Ho jao agar zamane say dukhi, Bikta hai gham dushman k bazaar main, Lakhon dard chupay hotay hain, Ek chotay say inkaar main, Ho jao agar zamanay say dukhi, To sawagat hai "wakeel" k darbaar main
Hai tu agar mera dilbar, Hai tu agar mera dilbar, To aaj ke lunch ka bill tu bhar
deepak mein agar noor na hota tanha dil youn majboor na hota mein app ko "EID MUBARAK" kehne zaroor ata agar app ka ghar itna door na hota "EID MUBARAK"
Ek sardar se kissi ne poocha k sardar ji agar app ko garmi lagy to app kya karo gay? Sardar: jenab hum a.c k pass ja k beth jain gay. Admai: agar phir bhi appko garmi lagy to kya karo gay? Sardar: jenab tab hum a.c on kar lain gay.
Ahsaas agar ho to mahabbat karo mehsus Her baat ka azhaar zaruri nhi lab sey
Zindagi aik gift hay [QABOOL KIJYE] Zindagi ek ehsaas hai[MEHSOOS KIJYE] Zindagi ek dosti hai{dosti dijiye} Zindagi ek dard hai{BANT LIJYE} Zindagi ek MILAN hai {MUSKURA LIJIYE} Zindagi ek Judai hai {SABAR KIJIYE} Zindagi ek Aanso hai {PI LIJIYE} Zindagi akhir Zindagi hai {JEE LIJIYE}
Agar rizq aqal-o-danish se milta tou jaanwar aur bewaqoof zinda hii na rehte ... (Hazrat Ali r.a.)
))))) ( c 'o ':.,-' ))))) ( c '==o ':.,-' ))))) ( c '===o ':.,-' ))))) ( c '=======o ':.,-' Naak aesi ho jaye gi agar msg karna chora to.:-)
Ap ki nigah agar meharban ho jai Main jis zameen pe hoon wo asman ho jai Hai ab bhi aap ko shak mere dosti per To phir ik baar mera imtehan ho jai
Taj mahal dekh ker bola shah jahan ka pota, Apna bhi bank balance hota, Agar dada ashiq na hota...:p
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Hum agar aapse mil nahi patay aisa nahin ke hamein aap yaad nahi aatay, mana jahan k sab rishte nibhaye nahi jatey, par jo bas jatey haib dil maib phir bhulae nahi jatey..
Likh sakte kisi ki taqdir agar hum. Aapki taqdir mein har khushi likh dete. Jo mod aapko kamyabi dilaye. har lakeer ko ussi taraf mod dete.
Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota, Sharab kam thi to pani mila diya hota, Agar zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha To, Muskura key sar hi hila diya hota..
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)"
Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo........ hathi kai oper ulta kharay hokar photo khichwaoo... .. phir photo ko ulta karkay dunia ko dekhaooo... Kaisaaaaaaa
Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti, Khuwabon mein bhi unse Mulaqat na hoti, Yeh Dil hi to har ek Ghum ki wajah hai, Yeh Dil hi na hota to koi baat hi na hoti.
koi gila na koi shikwa rahe aapse... ye aarzo hai ek silsila bana rahe aapse... bas ek baat ki bari umeed hai apse... pehchaan lena agar kahi hum mile aapse...
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja, jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!