You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Eid SMS » Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye
Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye
Poetic Urdu Eid couplet about Eid arriving with joy while the sender waits in longing for just a glimpse of the beloved.
Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye
Bethey hain Teri Deed ki Hasrat liye hoye
Related SMS
- Eid aayee hai sab log kehtey hain
- Wo shetan jo ramzan me band nahi hoye
- Judai ki kasak liye
- MERI YAAD Dilane ke liye.. Happy New Year
- SMILE tu sab k liye hoti hai
- Aap ko goodnight kehne k liye jag rahe hain
- Sirf tere liye hain
- Khushiyan manatey phirtey hain sab log Eid ki
- Hum se log hain naraz kis liye
- Dhadkan ke liye dil chahiye
- Teray liye New Year ho Super-Duper Hit
- Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
- Maray liye tu app hi sab se khas hain
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Mere dil ke liye bane ho
- Yaadon ki barsaat liye
- Dost k liye har cheez qurban kar do Hazrat Ali
- Meray liye sittara kon sa hai
- Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
- Sath chalne ke liye sathi chahiye
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
- Kafi hai husn dil ko behlane ke liye
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Tamam barkatein ALLAH k liye hein
- Is liye farz tha aap ko batana
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- 2027 ho aap k liye zabardast
- LOHRI k liye intizar nahi karte
- Zaruri to nahi jine k liye sahara ho
- Khaali jaam liye baithe ho
Longing Urdu Eid SMS: everyone agrees Eid is here, but the sender will only truly believe it when the reader walks through the door. Eid aayee hai sab log kehtey hain Tum jo aajao to mujhe Yaqeen aaye
Roman Urdu Ramadan humor identifying four signs that a devil was not locked away — all pointing to someone mindlessly forwarding phone messages. Wo Shetan jo Ramzan me band nahi hoye unki 4 Nishanian 1.Hath me Mobile hoga 2.Angutha buton pr hoga 3.Msg parh kr Hansy ga 4.Phir sochega k kisko Frwd krun
Each night brings fresh tears and each day drags by empty — the ache of absence has no schedule, it just keeps arriving. Judai ki kasak liye teri yaad se jura aansoo har shab meri aankh se tapka hay guzry kal ki terha aaj ka din bhi tum bin udaas guzarta hay ... !!!
Playful Roman Urdu New Year SMS that openly admits its real purpose: making sure the recipient thinks of the sender on this day. *PHOOL*Khushboo ke liay *PYAR*Nibhane ke liye *AANKHAIN*Dil churane ke liye Aur yeh Msg aap ko *MERI YAAD* Dilane ke liye.. Happy New Year
Roman Urdu SMS on the difference between smiles, which are shared with everyone, and tears, which are kept for those we cannot lose. kabhi kabhi ansu muskurahat se ziyadah special hote hain is liye k SMILE tu sab k liye hoti hai Magar ansu sirf un k liye hote hain jin ko hum Khona nahin […]
A sweet Roman Urdu good night where the sender admits to staying wide awake just for the sake of wishing you good night. Hum na hote to aap kho gaye hote, Apni zindgi se ruswa ho gaye hote! Yeh to aapko GOOD NIGHT kehne, K liye jaag rahe hain, warna hum to kab k so […]
Straightforward Roman Urdu romantic SMS listing love, prayers, and devotion as all exclusively yours. Meri mohabbat Meri wafain Meri duain Meri adain Meri yeh dolat Meri yeh shohrat Sirf tere liye hain, Sirf tere liye hain
Poetic Urdu Eid couplet where everyone else celebrates Eid's joys but the sender craves only one thing: to see the beloved's face. Khushiyan manatey phirtey hain sab log Eid ki Mujhe to Aarzoo hai Faqat tere Deed ki
Dil se teri yad ko juda to nahi kia, Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia, Hum se log hain naraz kis liye, Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia
Roman Urdu SMS tracing a chain — heartbeat to love to joy to friendship — ending at the simple need for the recipient. Dhadkan ke liye dil chahiye, Dil ke liye pyaar chahiye, Pyaar ke liye khushi chahiye, Khushi ke liye YAAR chahiye, aur YAARke liye.. aap hona.
Upbeat Roman Urdu New Year greeting praying for doubled happiness, deleted trouble, and a year so good it earns the tag 'super-duper hit'. Day by day teri khusiya ho jaye Double, Teri zindagi se delete ho jaye sare Trouble, Khuda rakkhe humesha tujhe Smart & Fit, Teray liye New Year ho Super-Duper Hit!!
If you come back, don't come just to go again — don't put out these hopeful evenings she's lit for you. Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen […]
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
Every heartbeat, every smile — all for one person, with a life now spent waiting for them. Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
A romantic Roman Urdu miss you about convincing yourself that someone exists just for you — until reality gently interrupts. Kbhi kabhi main tumhe dekhta hun aur sochta hun ki tum sirf mere liye bane ho lekin phir sochta hun k tum toh mere dil ke liye bane ho my jan I Miss you
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz "I LOVE YOU"
A Roman Urdu wisdom message from Hazrat Ali reminding us that the only thing we should never sacrifice for any worldly gain is a true friend. Beshak Apni Har Cheez " DOST " Ke Liye Qurban Kardo .. Lekin .. Kisi Cheez Ke Liye Apne " DOST " Ko Qurban Mat Karna .. "HAZRAT ALI […]
A girl asks an astrologer which star suits her; he asks how many children she has — 11 — and assigns her Pakistan's Green Star. Aik larki Njoomi se, Meray liye sittara kon sa hai? Njoomi tumharay bachy kitnay hain? Larki boli.11. Njoomi, tumharay liye Sabaz Sitara sahi rahay ga
Warm Roman Urdu Eid SMS explaining why everyone says 'Eid Mubarak' — because Eid erases distance and is God's special gift to people. Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok, Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
An apology wrapped in total surrender — if you ever stay upset, the lengths needed to win you back would be everything. Tum hasti ho mujhe hasane ke liye Tum roti ho mujhe rulane ke liye Tum ek bar rooth kar to dekho Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
Beauty can distract the heart and love can wound it — but a good friend is the only reliable cure for both. Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye, chahe bhale paray ghum se vasta, ek hum jaisa dost rakhna sab ghamon ko bhulanay k liye
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Roman Urdu rendering of Quran Al-Momin 64, describing how Allah gave stable ground, sky for shelter, good forms, and pure sustenance. "ALLAH Wo hai Jisne tumhare liye saakin zameen banai, Aur aasmaan ko chhat banaya, Aur tumhari achhi achhi sooratien bana-een, Aur paak cheezon se tumhein rizq ata kiya, Wo Allah tumhara Rubb hai, Aur […]
Haqiqat samjho ya afsana, Apna samjho ya baigana, Hamara aapka rishta he purana, Is liye farz tha aap ko batana, kay garmiyan aa gayi hain, Ab shuru ker do roz nahana! jao nahao (,?. *,?.)
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Upbeat Roman Urdu/Hindi New Year wish presenting a bouquet of flowers and hoping the year ahead is as mast and zabardast as possible. Pesh hai Phoolon ka Guldasta, Chehra yun hi rahe aapka Hasta, Khushiyo ki barsaat ho Zabardast, Aur.. Aur.. Aur.. 2027 aapke liye ho Mast. ~Happy New Year~
Bold Roman Urdu/Punjabi Lohri SMS — real friends do not wait for the festival day to wish, they move first. sher kabi chupkar shikar nai krte bujdil kabi khulkar war nai krteaur hum wo hai jo "HAPPY LOHRHI" kehne k liye intzar nahi krte
Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho, Zaruri to nahi hum jinke hain who humara ho, Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai, Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo, Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan, Jin yaadon se dil […]