You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Dhadkan ke liye dil chahiye
Dhadkan ke liye dil chahiye
Roman Urdu SMS tracing a chain — heartbeat to love to joy to friendship — ending at the simple need for the recipient.
Dhadkan ke liye dil chahiye,
Dil ke liye pyaar chahiye,
Pyaar ke liye khushi chahiye,
Khushi ke liye YAAR chahiye, aur YAARke liye..
aap hona.
Related SMS
- Sath chalne ke liye sathi chahiye
- Kabhi hosla bhi aazmana chahiye
- Labon ko aisa jaam chahiye
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- MERI YAAD Dilane ke liye.. Happy New Year
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- SMILE tu sab k liye hoti hai
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai
- 1 line main bol biwi chahiye
- Sirf tere liye hain
- Mere dil ke liye bane ho
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Dost k liye har cheez qurban kar do Hazrat Ali
- Yaadon ki barsaat liye
- Tamam barkatein ALLAH k liye hein
- Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
- Kafi hai husn dil ko behlane ke liye
- 2027 ho aap k liye zabardast
- LOHRI k liye intizar nahi karte
- Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye
- Apne 2020 k gunah dhonay k liye
- Happy new year k liye intizar
- Aap ko goodnight kehne k liye jag rahe hain
- shubhkamna hai hamari aapke liye
- Teray liye New Year ho Super-Duper Hit
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
- Faqat tumhare liye ghazlain
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Opens with motivational advice about courage and smiling through hard times, then pivots to a hygiene joke at the recipient's expense. Kabhi hosla bhi aazmana chahiye, bure waqt main muskurana chahiye... Jab satwain(7th) din mein khujli ho to aathwain(8th)din nahaa lena chahiye..
Na gulfaam chahiye,Na salaam chahiye, Na mubarak ka koi paighaam chahiye, Jisko pee ker hosh urr jayain, Labon ko aisa jaam chahiye....
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Playful Roman Urdu New Year SMS that openly admits its real purpose: making sure the recipient thinks of the sender on this day. *PHOOL*Khushboo ke liay *PYAR*Nibhane ke liye *AANKHAIN*Dil churane ke liye Aur yeh Msg aap ko *MERI YAAD* Dilane ke liye.. Happy New Year
Every heartbeat, every smile — all for one person, with a life now spent waiting for them. Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Roman Urdu SMS on the difference between smiles, which are shared with everyone, and tears, which are kept for those we cannot lose. kabhi kabhi ansu muskurahat se ziyadah special hote hain is liye k SMILE tu sab k liye hoti hai Magar ansu sirf un k liye hote hain jin ko hum Khona nahin […]
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Don't need much — just one smile from you, just the feeling that you'll remember me. Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai, dil main bas ek Tamanna hi kafi hai, Tamanna hai ye ki aap sada kush raho , hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai.
Sardar lists every possible life problem for God to send him — God interrupts and tells him to just say he wants a wife. Sardar: bhagwan mujhey dard day dukh day tension day mujhey barbaad ker day, meray peechay bhoot laga day. Bhagwan: abay salay aik line main bool biwi chahiye
Straightforward Roman Urdu romantic SMS listing love, prayers, and devotion as all exclusively yours. Meri mohabbat Meri wafain Meri duain Meri adain Meri yeh dolat Meri yeh shohrat Sirf tere liye hain, Sirf tere liye hain
A romantic Roman Urdu miss you about convincing yourself that someone exists just for you — until reality gently interrupts. Kbhi kabhi main tumhe dekhta hun aur sochta hun ki tum sirf mere liye bane ho lekin phir sochta hun k tum toh mere dil ke liye bane ho my jan I Miss you
Warm Roman Urdu/Hindi New Year SMS racing against the calendar, network jams, and midnight to deliver a sincere dua for a great year. Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile […]
A Roman Urdu wisdom message from Hazrat Ali reminding us that the only thing we should never sacrifice for any worldly gain is a true friend. Beshak Apni Har Cheez " DOST " Ke Liye Qurban Kardo .. Lekin .. Kisi Cheez Ke Liye Apne " DOST " Ko Qurban Mat Karna .. "HAZRAT ALI […]
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz "I LOVE YOU"
Roman Urdu rendering of Quran Al-Momin 64, describing how Allah gave stable ground, sky for shelter, good forms, and pure sustenance. "ALLAH Wo hai Jisne tumhare liye saakin zameen banai, Aur aasmaan ko chhat banaya, Aur tumhari achhi achhi sooratien bana-een, Aur paak cheezon se tumhein rizq ata kiya, Wo Allah tumhara Rubb hai, Aur […]
Warm Roman Urdu Eid SMS explaining why everyone says 'Eid Mubarak' — because Eid erases distance and is God's special gift to people. Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok, Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Beauty can distract the heart and love can wound it — but a good friend is the only reliable cure for both. Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye, chahe bhale paray ghum se vasta, ek hum jaisa dost rakhna sab ghamon ko bhulanay k liye
Upbeat Roman Urdu/Hindi New Year wish presenting a bouquet of flowers and hoping the year ahead is as mast and zabardast as possible. Pesh hai Phoolon ka Guldasta, Chehra yun hi rahe aapka Hasta, Khushiyo ki barsaat ho Zabardast, Aur.. Aur.. Aur.. 2027 aapke liye ho Mast. ~Happy New Year~
Bold Roman Urdu/Punjabi Lohri SMS — real friends do not wait for the festival day to wish, they move first. sher kabi chupkar shikar nai krte bujdil kabi khulkar war nai krteaur hum wo hai jo "HAPPY LOHRHI" kehne k liye intzar nahi krte
Poetic Urdu Eid couplet about Eid arriving with joy while the sender waits in longing for just a glimpse of the beloved. Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye Bethey hain Teri Deed ki Hasrat liye hoye
Funny Roman Urdu New Year SMS framed as a purification mantra to wash away last year's sins — fill in your own name and keep the joke going. Apne 2020 k gunah dhonay k liye 99 bar is mantar ka wird karain "East or west, Saqib is the best" Ab edit ker k is msg […]
Bold Roman Urdu New Year SMS announcing that real friends don't wait for January — they wish whenever they feel like it. Sher kabhi chupkar shikar nahi karte, Buzdil kabhi khulkar war nahi karte, Aur hum wo hai jo *Happy new year* ke liye January ka intzaar nahi karte.
A sweet Roman Urdu good night where the sender admits to staying wide awake just for the sake of wishing you good night. Hum na hote to aap kho gaye hote, Apni zindgi se ruswa ho gaye hote! Yeh to aapko GOOD NIGHT kehne, K liye jaag rahe hain, warna hum to kab k so […]
Warm Hindi Diwali SMS about a lamp's light bringing new brightness to life — a simple and sincere shubhkamna. Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de, Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par, !! Happy diwali !!
Upbeat Roman Urdu New Year greeting praying for doubled happiness, deleted trouble, and a year so good it earns the tag 'super-duper hit'. Day by day teri khusiya ho jaye Double, Teri zindagi se delete ho jaye sare Trouble, Khuda rakkhe humesha tujhe Smart & Fit, Teray liye New Year ho Super-Duper Hit!!
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
An apology wrapped in total surrender — if you ever stay upset, the lengths needed to win you back would be everything. Tum hasti ho mujhe hasane ke liye Tum roti ho mujhe rulane ke liye Tum ek bar rooth kar to dekho Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
If you come back, don't come just to go again — don't put out these hopeful evenings she's lit for you. Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen […]
Roman Urdu ghazal declaring that real love is private and loyal: written for one person alone, never performed or put on display. Badnam Zamane main Mohabbat Nahen Karte, Dil Waly Tu Dushman Se Bhi Nafrat Nahen Karte, Ek Bar Jisy Chaha Sada Uss K Rahe Phir, Ham Log Amanat Main Khianat Nahen Karte, Tanhai Main […]
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai