You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Insult SMS » Kabhi hosla bhi aazmana chahiye
Kabhi hosla bhi aazmana chahiye
Opens with motivational advice about courage and smiling through hard times, then pivots to a hygiene joke at the recipient's expense.
Kabhi hosla bhi aazmana chahiye,
bure waqt main muskurana chahiye...
Jab satwain(7th) din mein khujli ho
to aathwain(8th)din nahaa lena chahiye..
Related SMS
- Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Labon ko aisa jaam chahiye
- Dhadkan ke liye dil chahiye
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Bhool jane ka hosla na hua
- Sath chalne ke liye sathi chahiye
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai
- 1 line main bol biwi chahiye
- Aisa kabhi na karna
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- kabhi ansu, khushbu, naghma banker
- Yaado main kabhi aap bhi khoye honge
- Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge
- Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
- Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi
- is dil ko kabhi tootne na deyna
- badalta nahi pyar kabhi magar...
- Kabhi hasata hai pal
- Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
- Gir kar kabhi himat na harna
- Kabhi zindagi sey gilla ker k roye
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki
- Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay
- Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga
- Circuit:Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
- Kabhi reply na kerna...!!
- Apni Surat ka kabhi to didaar de
- Nafrat tum kabhi na karna humse
Three motivational couplets about courage, trust, and smiling — the last one undercuts everything by telling you to just brush your teeth. Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna, Agar pyar ko pana hay to aetbar sath rakhna, Agar hamesha muskurana hay to DAANT saaf rakhna
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Na gulfaam chahiye,Na salaam chahiye, Na mubarak ka koi paighaam chahiye, Jisko pee ker hosh urr jayain, Labon ko aisa jaam chahiye....
Roman Urdu SMS tracing a chain — heartbeat to love to joy to friendship — ending at the simple need for the recipient. Dhadkan ke liye dil chahiye, Dil ke liye pyaar chahiye, Pyaar ke liye khushi chahiye, Khushi ke liye YAAR chahiye, aur YAARke liye.. aap hona.
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Bhool jane ka hosla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
Don't need much — just one smile from you, just the feeling that you'll remember me. Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai, dil main bas ek Tamanna hi kafi hai, Tamanna hai ye ki aap sada kush raho , hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai.
Sardar lists every possible life problem for God to send him — God interrupts and tells him to just say he wants a wife. Sardar: bhagwan mujhey dard day dukh day tension day mujhey barbaad ker day, meray peechay bhoot laga day. Bhagwan: abay salay aik line main bool biwi chahiye
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Bankar Meri Jaagi Huyi Raaton Ko Usi Ki Hai Talash So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Sapna Bankar Dil Kay Kaghaz Par […]
Yaado main kabhi aap bhi khoye honge Khuli aankho se kabhi aap bhi soye honge Maana hasna hai aadat ghum chupaane ki Par haste haste kabhi aap bhi roye honge
Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge Meri zindagi main Suraj nikle na nikle Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge.
Please don't take back your love — keep saying you're mine, don't ever unsay it. Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina...
Used to be fine, no fog on the heart — then someone's words changed everything and now they're all you think about. Pehle kabhi ye yaden ye tanhai na thi, Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi, Jane kia asar ker gaye "apki" batain, Warna is tarah kabhi yad kisi ki aye na thi
Sitaro ki mehfil sey churaya hai aapko, Dil sey apna dost banaya hai aap ko, Is dil ko kabhi tootne na deyna kiyon k.. Is dil k koney main chupaya hai aapko
waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain badalta nahi pyar kabhi magar... pyar karny walay insan badal jatay hain
Kabhi hasata hai pal, kabhi rulata hai pal, har pal ki yaad dilata hai yeh pal, chaho ya na chaho, par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pal.
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho, Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho, ho jayain jo aap humse khafa, khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦
Challenges will test your resolve and strip away your illusions — but falling is what teaches you to walk. Mushkilen dil k irade aazmayen gi Nigahon se khuwabon k parde hataye gi Gir kar kabhi himat na harna Yehi thokren tumhain zindagi main chalna sikhayen gi
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye, Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka, Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
Roman Urdu SMS arguing that a stone heart is actually loyal: names carved in rock, unlike names traced in sand, never wash away. Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye, ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay, Dard-o-gham ko her kisi k samnay khola nahin kertay, Mohabbat to mohabbat hai, Bari anmol hoti hai, Mohabbat ko tarazu main kabhi tola nahin kertay, Mere khamosh rehne per koi ilzam mat dena, Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay,
Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga, Dil ke kissi kone mein humare liye Pyaar hoga, Guzar rahi hai Raat unke Intzaar mein, Kabhi unko humara bhi Intzaar hoga.
Circuit swears an unbreakable commitment to Gandhian honesty — which lasts until a woman's father shows up looking for him at the door. CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai. MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita ka baap aya […]
A misleading SMS that builds through repeated instructions before the final line tells the reader exactly what it has been training them to do all along. Karay jao Karay jao Karay jao . . . . baysharmon ki tarah SMS receive kare jao Kabhi reply na kerna...!!
Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de
Nafrat tum kabhi na karna humse.... hum ye seh nahi payenge.... ek bar keh dena humse aitbar nahi.... aapki duniya se has kar chale jayenge...