You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Toote khuwabo ki tasveer kab poori hoti hai
Toote khuwabo ki tasveer kab poori hoti hai
Toote khuwabo ki tasveer kab poori hoti hai,
chand taron k beech bhi doori hoti hai.
dena to hume khuda sab kuch chahta hai,
par uski bhi kuch majboori hoti hai..
Related SMS
- Kuch log yadon ko dil ki tasveer banate hai
- Zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti
- Kyu humain kisi ki talash hoti hai
- Ankhon say barsat hoti hai
- Aankho se barsat hoti hai
- Sulagti raat ghani chandni si hoti hai
- Unki tasveer ko seenay se laga lete hain
- Aankhay jub aussay char hoti hain
- Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
- Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai,
- Mohabbat lafzon ki mohtaj nahin hoti
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Dillagi dosto ke naam hoti hai
- Hakikat mahobbat ki judai hoti hai
- Har insan ki alag Pehcan hoti ha
- Thoray say andhairay say raat nahin hoti
- Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti
- Sirf chahne se mulakat nahi hoti
- Din nikalta nahi or raat nahin hoti
- jub naraz hoti ho
- Har khushi dil ke karib nahi hoti
- Dhoop hoti hai suraj sey
- Phool ki shuruvat kali se hoti hai
- Zindagi kisi ki amanat nahi hoti
- Ishq se zindgi khatam nahi hoti
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
- Sajdon me rone ki adat nahin hoti
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti hai
- Jab meri dua qubul hoti hai
- Jab barish hoti hai
Kuch log yadon ko dil ki tasveer banate hai, doston ki yadon me mehfil sajate hain, hum thode alag hai jo kisiko yad anay se pehle unko apni yad dilate hai!
zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti dosti sirf jazbaat nahi hoti kuch to khayal aaya hoga khuda ko, varna yu hi aapki humse mulakat nahi hoti.
Kyu humain kisi ki talash hoti hai, Kyu dil ko kisi ki aas hoti hai, Chand ko dekho wo bhi tanha hai, Jabki chandni ki har raat uski mulakat hoti hai,.....
Ankhon say barsat hoti hai, Jab bhi aap ki yaad saath hoti hai, Jub bhi buzy rahe mera mobile, Tou samajh laina aap ki salamti k liye, meri khuda say baat hoti hai
Aankho se barsat hoti hai, jab apki yaad sath hoti hai. Jab b busy rahe mera mobile, samjh lena apki salamti k liye meri khuda se baat hoti hai.
Sulagti raat ghani chandni si hoti hai Tumhare sath ye duniya nayi si hoti hai Gale mein uske khuda ki ajeeb barkat hai Wo bolta hai to ik roshni si hoti hai Kiran nikalne se pehle gulab dekhe hai Tumhari yaad mein wo tazgi si hoti hai
Unki tasveer ko seenay se laga lete hain, is tarah judai ka gham mita lete hain, kisi tara kabhi unka ziker ho jaye to, bheegi palko ko juka lete hain..
Aankhay jub aussay char hoti hain Dil ki baatay hazar hoti hain Piyar may pata chal raha hay abb Kasay nindhay kharab hoti hain Zamana kuo dushman banta hay Kasa sunna baatay azab hoti hain Samajh may kuch nahi aata Sameer Aqal ki batay baykar hoti hain
Basa Hai Ankhoon Main Apka Chehra Is Tarah Gulab Main Khushbo Basi Hoti Hai Jis Tarah Namaz Parh Li Ho Aur Dua Na Mangi Ho Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai, Dard-e-dil main Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Aye dost tumhain Pata Ho na ho.. Par aapki Har Khushi K Piche Hamari Faryaad HoTi Hai.
IQrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti, dil ke jazbat ki awaz nai hoti, ankhainn bayan kar deti hai dil ki dastan, mohabbat lafzon ki mohtaj nahi hoti
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Dillagi dosto ke naam hoti hai Dilldari dosto ki shaan hoti hai Kahi bhi raho par rahoge dil me mere Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai
Hakikat mahobbat ki judai hoti hai, Kabhi kabhi pyar men bewafai hoti hai, Hamare taraf hath badha kar to dekho, Pata chalega k dosti men kitani sacchai hoti hai.
Har insan ki alag Pehcan hoti ha Per Hamarey SMS ki alag Shaan hoti ha Her kisi ko kartey nahi SMS Magar jis ko kartey hain us main Hamari Jaan hoti ha
Chahne say har baat puri nahi hoti, Thoray say andhairay say raat nahi hoti, Jo pasand hai sab say zyada, Unse kambakht mulakat nahi hoti.
Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti, Khuwabon mein bhi unse Mulaqat na hoti, Yeh Dil hi to har ek Ghum ki wajah hai, Yeh Dil hi na hota to koi baat hi na hoti.
Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Suraj k saath kabhi raat nahi hoti, Hum jise chahete hai jaan se bhi ziyadah, Saamne hote hain, par baat nahi hoti.
Us shakhs se jab tuk koi baat nahin hoti, Din nikalta nahi or raat nahin hoti, Na khafa howa karay wo usay kehna, Bina us k Mukammal meri zaat nahin hoti
k jub naraz hoti ho, meri jaan tum kbhi mujhsy.... main hansna bhool jata hun ! mujhy aansu nhi aaty , magr..!!!! aankhon k goshon main nammi mehsoos hoti hai, mujhy hr cheez main jana kami mehsoos hoti hai...!!
Har khushi dil ke karib nahi hoti, zindagi ghamon se dur nahi hoti, ae dost is dosti ko sanjokar rakhna, aisi dosti har kisi ko nasib nahi hoti
Dhoop hoti hai suraj sey, jalna zameen ko partaa hai, mohobbat hoti hai aap sey, tarapna hum ko parta hai..
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Amanat main kabhi kayamat nahi hoti, Dil ko sambhal kar rakhna, Meri dosti ki qaid main zamanat nahi hoti.
Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti Ishq se zindgi khatam nahi hoti Sath agar ho zindgi main doston ka To zindgi jannat se kum nahi hoti
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Chiraghon se agar andhere door hote, To chandni ki chaahat kyun hoti, Kat sakti agar ye zindgi akailay, To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
Kismat do pal mein badal sakta he INSAN, Per jo INSAN ko badal de wo kismat nahin hoti, Apni kismat pe rota wohi shakhs hay jisko, Sajdon me rone ki adat nahin hoti
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Sardar : What is the name of your car ? Lady : I forgot the name, but is starts with "T". Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti hai. Hamaara gaadi petrol se start hoti hai.
Jab meri dua qubul hoti hai to mai khush hota hu k is me meri RAZA hai, or jab meri dua qubul nahi hoti tab me aur ziyada khush hota hu k is mai ALLAH rabbul izzat ki raza hai.
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho, Jab bheegte hain tum yaad aate ho, Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!