SMS / Text Messages

New year dua shayari

Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,

Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki
waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy New Year

Advance new year in hindi

Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai,
Sitaro Ne Aasma Se Salam Bheja Hai,

Mubarak Ho Apko Naya Saal,
Hum Ne Advance Me Ye Piagham Bheja Hai.
Happy New Year.

1-jan-2027 ko ... saza sunai jati hai

Tamam Sabuto or gawaho ko nazer m rakhte hue
Message Padhne wale ko dhara 1-jan-2027 k tahat
"Happy New Year" Kahte Hue
Aap sab ko Zindgi bhar Khush rahne ki saza sunai jati hai.

Happy new year dost

Happy new Year

Mujhe maalum hai ye bahut jaldi hai

Par Kya karoo
Abhi tak bohut se young sexy smart dosto ko wish karna hai,
tau socha pahale Bujurogo ko nipta loun.

New year shayari in punjabi

Soneo Tuhadi Naal Bas Ik Mulakaat Hoyi
Akhan Hi Akhan Ch Baat Hoyi
Nave Saal Ch Nave Pyar Di Shuruyat Hoyi
Jindagi Ch Khushiyan Di Barsaat Hoyi.
O Soneo Happy New Year
Q K Aj Is Sal Di Akhri Raat Hoyi.

Hindi friendship new year shayari

Meri Chah Hai Naya Saal Ho Kuch Aisa
Na Ho Jisme Koi Kisi Ka Dil Dukhane Wala

Duniya Mein Nahi Hain Jinka Koyi
Naya Saal Me Ho Unko Koi Gale Lagane Wala

Ujadi Huyi Aankhe Jinki Zindagi Me H Andhera
Naya Saal Ho Unhe Dubara Sapne Dikhane Wala

Tanha Aur Udaas Logo K Aashiyano Mein,
Naya Saal Ho Khushiyo Ki Barish Karne Wala

Dukh, Dard, Dusmani Sab Ko Mitakar
Naya Saal Ho Sabse Dosti Karane Wala