You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Adult SMS » Yeh sokha ander jata hay, aur gila bahir ata hay....
Yeh sokha ander jata hay, aur gila bahir ata hay....
Ye Sookha Ander Jata Hai,
aur,Gila Bahir Ata Hai,
Phele Chota Hota Hai,
Phir Ye Mota Hota Hai,
Jab Ye Ander Rehta Hai,
To Ye Red Kar Deta Hai,
Thori Dair Helane Ke Bad Jab Esai Bahir Nekalo,
To Apne Kam Dikha Kar Ye,
Bejan Sa Bahir Ata Hai,
Kuch Aur Nahin Hai Ye,
Es Ko LIPTON TEA BAG ,Kahty Hain.
Related SMS
- No Gila me Zka Wokra
- Koi gila, koi shikwa na rahe aapse
- Kisi na kisipe aitbar ho jata hai
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- Main duniya bhool jata hon
- Phulo ki mahak ko churaya nahi jata
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
- Pathan darwaza open ker k washroom jata
- Taklu rooz saloon kion jata hay ?
- Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata
- Karti hain itna makeup k weight barh jata hay
- Ab un raho se guzra nahi jata
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai,
- Sapno me bhi intezar rehta hai
- Shadi kernay aur mobile kharidnay
- Be-zabano ko jub wo zaban deta hay
- KOI TO HOTA....
- Kaanch chubhey to nishan reh jaata hai
- Bhool jaata tha
- jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta
- Such yeh duniya badi zalim hai
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- Kaam sadiyon ka hai...
- Dost jo lagay jan se pyara
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- Hansty Me Rula Deta Hai
- Sochti hon k ye dualat
- Jane kis baat ki mujhko saza deta hai
- Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay
- Wo shakhs meri jaan bana rehta hy
GILA ME ZAKA OKRA- Thore starge kawi thal da zra draza ta SMS Majnoon da zamae kawi Laila tha SMS Baidar zarge me ghwari Dilruba tha SMS Booday kre kala kala khpal Booda tha SMS Kri meena che shoro kala Adaa tha SMS Singaar daaayine okri khula ta SMS Jeenai kri kala kala khpal Ashna […]
Koi gila,koi shikwa na rahe aapse, yeh aarzoo hai k silsila rahe aapse, bas is baat ki badi umeed hai aapse, khafa na hona agar hum khafa rehein aapse.
Kisi na kisipe aitbar ho jata hai, Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, Khubiyo se nhi hoti mohabat hamesha, Khamiyo se b aksar pyarho jata hai
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Rule of boys: “Phulo ki mahak ko churaya nahi jata, suraj ki kirno ko chupaya nahi jata, kitni bhi soni ho girlfrnd apni, dusro ki girlfrnd ko bhulaya nahi jata..
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, lehro se pani ko hataya nahi jata, honay wale ho jate hain khudhi dil se apne, kisi ko keh kar apna banaya nahi jata
Aik pathan jub bhi wash room jata to darwaza khol kar jata. Kisi ne wajah pochi to us ne bataya k usey shak hai k darwaze k neecay wale soorah se use koi dekhta hai
Santa taklu He phir bhi roz saloon jata hay, Why ??? Kion k
Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi to phir rastay mai hamary […]
Bachiyon k chakker me larke jate lutt, Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt... iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain, Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain.. Na kare makeup to un se banda dar jata hay, Karti hain itna makeup k weight barh jata hay.
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the, yaad unhe din rat kiya karte the, ab un raho se guzra nahi jata, jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai, ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, khubiyon se nahi hoti mohabbat bhi sadaa, khamiyon se bhi aksar pyaar ho jata hai
Har waqt jiska khayal rehta hai, wo to mere dil ke pass rehta hai, mil jata hai sakoon jiski ek jhalak say, uska haqeqat me hi nahi, sapno me bhi intezar rehta hai.
Shadi kernay aur mobile kharidnay k baad aik hi baat ka afsos hota hay kaash thori dair aur ruk jaatay to acha model mil jata.:p
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay, Parhne ko phir wo QURAN deta hay, Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko, Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai
KOI TO HOTA.... mai jis k dil ki kitaab benta mai jis ki chahet ka khawab benta mai hijr k mosem ki lembi raaton mein yaad ben ker azaab benta KOI TO HOTA..... jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota mai rooth jata […]
Kaanch chubhey to nishan reh jaata hai, dil totay to armaan reh jaata hai, laga to deta hai waqt marham is dil par, phir bhi umar bhar ek zakhm reh jata hai
Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata tha, Kr k khafa mujhko manana bhol jata tha, Inhi aaditoon ne uski mujhe badnam kr dala, Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata tha, Mat poch muhabat mai laa parwahi uski, Dy k zakham wo marham lagana bhol jata tha, Kitna dilnasheen hota […]
jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se […]
De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata, Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata, Such yeh duniya badi zalim hai, SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Jis ghari teriyadon ka sama hota ha, Phir humein aram kahan hota hay, Hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka, Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai
Kabhi tou miley pehli mulaqat ki terha bigra hi rehta hy kyun halaat ki terha wo ek dost jo lagy jaan say pyara mujhy waqt tou deta hy magar kheraat ki tarha
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
Wo Jo Milta hy to Har Dard Bhula Deta hy, Jany kia Bat hai Dil Usko Dua Deta hy, Wo Muje Pyar Se Roty me Hansany Wala, Yaad Ata Hy To Hansty Me Rula Deta hy.
Sochti hon ke ye dualat ye bungley ye gariaan ye dunia bhar k aisho aram sab chor kar chali jaon lekin phir sochti hon k . . . . . PHELE YE SAB MIL TO JAYE!!!!
Jane kis baat ki mujhko saza deta hai, meri hasti hui ankhon ko rula deta hai. Ek muddat se khabar bhi nahi teri, koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay bhalay kitni bhi mushkil ho magar aisa nahi kartay mohabbat mein shikayat ka kahin dastoor hota hay gila kar kay mohabbat ko kabhi ruswa nahi kartay wafa'ain dar haqiqat mein bari anmol hoti hain kabhi apni wafa'aon ka sila maanga nahi kartay
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy, Uska pyar meri pehchan bana rehta hy, Koi muntazir hy uska kitni shiddat se, Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...