Misleading SMS / Text Messages

Hindi Misleading SMS messages collection contains urdu misleading sms , urdu double meaning sms , misleading sms jokes in urdu , hindi misleading sms , hindi double meaning sms , misleading sms jokes in hindi.

Aftari main sirf tumhari kami thi

Suno!
Aaj Aftari mein
samose bi thay
pakoray bi thay
sharbat bhi tha

kele bhi the
saib bhi the
angoor bhi the
Khujoor bhi thi

bas
aik tumhari kami thi

Kharboozay!

kuch din main kai baar kertay hain

kuch log sari raat karte hain
kuch log bar baar kertay hain
kuch din main kai baar kertay hain
kuch bas 2, 4 ghante kar k so jate hain
.
.
.
.
.
.
Tub jaa ker hota hai unka mobile charge :p

Aap ka dil hamaray paas hai,

Aap ka dil hamaray paas hai,
Hamaara dil,
Hamaara dil,
Hamaara dil,
.
.
Hamaara dil bhi hamare pas hai:p

Liya ek kaghaz aur likha tera naam

Bethay thay teri yaad main tanha ek shaam,
Liya ek kaghaz aur likha tera naam,

Tasvir banai teri aur likha ye pegham,
Zinda pakarnay walay ko 50,000 ka inaam :p

Santa, Kachha and parosan

Santa ne kachha dho k
padosan ki shalvar k paas sukhne daal diya,
Aur awaz di Bhabi ji,
Jab tum salvar utarogi to mujhe awaz de dena
mai bhi kachha utar lunga.

Tum kuttay ho kuttay hi raho gay

Tum kuttay ho kuttay hi raho gay
tumhari aanay wali sari naslain
kuttay ki maut marengi
tum khud bhi kuttay ki maut marogay!
.
.
.
.
Billi ne ye kuttay se kaha or chali gayi

Phool gir jate hain, jub ap ate ho

Phool gir jate hain,
Jab aap ate ho.

Phool gir jate hain,
Jab aap ate ho.
.
.
.
.
.
Andhe ho!
Zara dhayan se hchala karo,
Gamlon say kion takrate ho?

Dil main tum, dharkam main tum

Dil main tum
dharkan me tum
Asman me tum
Zamen me tum
Ankhon me tum
Jahan dekho tum hi tum ho

Detlo wali aunty sach kehti hain

Jaraseem har jaga hotay hain

Allah aap ko brown balon wali..

Allah
Aap ko
brown
balo wali
neeli aankhon wali
Gulabi honton wali,
Patli kamar wali,
Khoobsurat seengoon wali
.
.
gayee(cow) atta karay qurbani k liye

Ameen

Her naye din hamara dil dukhate ho

Q her bar mosam ki tarah badal jate ho,
Her naye din hamara dil dukhate ho,

Yeh bat sunkar hamari roh tak kanp gaye,
K tum ab bartan dhone wale sabun se nahate ho

Kabhi reply na kerna...!!

Karay jao
Karay jao
Karay jao
.
.
.
.
baysharmon ki tarah
SMS receive kare jao
Kabhi reply na kerna...!!