You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Holi SMS » Rango mein ghuli ladki ...
Rango mein ghuli ladki ...
Playful/flirty Hindi Holi poem about a girl drenched in pink, and a pink handkerchief from last year still keeping her memory alive.
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Related SMS
- Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi
- Ek ladki paidal chale ja rahi thi
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- aik mein bhi tanha they sau(100) mein bhi akailey hein
- Holi ke din rangenge sajni
- 1 ladki k saath ghoomay to
- Ladki ko mirgi ka attack
- Har Ladki ko tera intezaar hai
- Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut
- zara se cell mein de jagah tu
- Holi Mubarak ho mere yaar!
- Tab hi tou chand mein daagh hay
- Kuch waqt baqi hay new year aanay mein
- TEHREER MEIN THA
- Deepawali mein deepo ka didar
- Ye diwali aapke ghar aangan mein
- Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Har nazar mein ek kashish hoti hai,
- Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..
- Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay
- Mein jaraha hon per aap upset na ho
- I miss the grand celebration.
- Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai
- Is pyari si subah mein
- Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
- Aik hi shehar mein rehna magar milna nahin
- Hum tumharay dil mein hain k nahi
- Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
- Tere DIL mein rahenge SMS bankar
- Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
Warm poetic Hindi Holi SMS with rainbow imagery, wishing a life as sweet and colorful as the festival itself. Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi, Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi, Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari, Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Boy tells a girl her dupatta is dragging on the floor; she turns it into an impromptu poem about footprints and dignity. Ek ladki paidal chale ja rahi thi, Ladka awaz deta hai, ae diwani peeche murkar dekh tera dupatta jameen se ghisa ja raha hai, Ladki jawab deti hai- ae diwane tu kya jane […]
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir aap hein udher tanha ...hum idher akailey hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein aap se bichar ker hum […]
Short playful romantic Hindi Holi couplet about gathering reds and pinks to color a beloved on Holi day. Lal, gulabi, neela, pila hathon me liya samet, Holi ke din rangenge sajni, kar ke meethi bhent.
Sometimes wen i cry no 1 c my tears, wen i m woried no 1 c my pain, wen i m happy no 1 c my smile lekin... sala. 1 ladki k saath ghoomay to sab dekh lete hai..
Science teacher : agar kisi ladki ko mirgi ka attack ho to use lambe time tak kiss karo isse wo thik ho jayegi. Student : par sir use attack kaise dilaya jaye?.
Funny Rakhi SMS revealing that all those girls waiting eagerly for the reader are not admirers — they want to tie a rakhi thread. Har Ladki tere liye bekarar hai, Har Ladki ko tera intezaar hai, Ye tera koi kamaal nahi, Kuch din baad “RAKSHA BANDHAN” ka tyohar hai!
Hindi sawan (monsoon) verse: the season's heavy rain this year carried memories of an absent person, eyes joining the downpour. Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut, Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
A romantic message in Roman Urdu asking for a little space — framed entirely in terms of cell memory and inbox capacity. Zara se 'cell' mein de jagah tu, Zara se 'inbox' le saja tu, Zara se 'sent items' mein ja tu, Zara se 'balance' le ghata tu, Mein bhejuun tujhko mere sms bephana
Warm Hindi Holi SMS praying for every color of the festival and every shade of happiness to fill the reader's world. Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar, Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar, Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar, Holi Mubarak ho mere yaar!
A short, playful verse — the sun must have loved the moon once, and the moon's scars are proof of a love that burned. Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat Tabhi to chand mein daagh hay, Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai Tabhi to suraj mein aag hay.
Hopeful Roman Urdu New Year SMS written in the last moments of the old year, suggesting this is the time to settle old grievances and start fresh. Abhi Kuch Lamhy Baqi Hain, Sal K Khatam Honay Mein, Chalo Aisa Karen Hum Tum, Gilay Shikway Jo Rehte Hai, Hamesha Darmiya’n Apne, Kyun Na Khatam Kar Dalen, […]
A ghazal about a face remembered like a reflection in still water — once seen, impossible to place where it belongs. Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha, Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha, Yaad karta hu kahan bhool k aya hu usay, Aisa hi aks meri soch ki […]
Short warm Hindi Diwali SMS about Deepawali's lamps and the thousand joys they bring. Deepawali mein deepo ka didar Khusiyo ke sath mubarak hazaar. “Happy Diwali”
Prayerful Sanskrit-register Hindi Diwali SMS for the home to glow with God's endless blessings and material wealth. Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit Ye diwali aapke ghar aangan mein Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor Ke annat aashirwad le kar aaye. Happy Diwali.
Alwida keh kar usey takta raha mein der tak, Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak, Shehr ki veeraan galyoon me akela raat bhar, Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak, Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey, Intezaar-e-subhu me ginta raha mein der tak, Sochta hon kis liye bujhta chala jata […]
Nothing left in the heart except the ache of loving you — and nothing worth offering except wounds. Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
Every heart carries longing, but building a Taj Mahal is impossible when most hearts are already housing four or five Mumtazes. Har nazar mein ek kashish hoti hai, Har dil mein ek chahat hoti hai, Mumkin nahi har ek k liye tajmahal banana, Kyunki har dil mein 4-5 mumtaz hoti hai.
Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!
Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay Chaand pagal hay andhairay mein nikal parta hay ik deewana musafir hay meri aankhon mein waqt bay waqt tehar jata hay, chal parta hay Apni ta'abeer k chakkar mein mera jaagta khuwab roz sooruj ki tarah ghar se nikal parta hay
Roman Urdu Jumma-tul-Wida SMS written in Ramadan's own voice, saying farewell and promising to return the following year with the same blessings. Mein jaraha hon per aap upset na ho, Main phir aaounga ek saal baad isi tarhan Rehmatain,Barkatain,Naikiyan, Khushiyan, Phir le ker aaounga Q k I'm Ramadan Al-widah :-( (jumma-tul-wida)
Nostalgic English Holi SMS from an Indian abroad who misses celebrating Holi with loved ones and sends the colors from a distance. Bhaiyon Holi ke rango mein khoob rangna aur masti karna. I hope this Holi brings lot of colors in each and everybody's life. I wish I was in India to celebrate Holi with […]
Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai, Har ek adaa bhi teri meri Aankhon mein hai, Tu bhaley hi bhula dey mujh ko, Teri jagah aaj bhi meri Yaadon mein hai.
A gentle Roman Urdu good morning wish wrapped in birdsong, soft breeze, and the warmth of thinking about someone special at dawn. Is pyari si subah mein, pyare se mausam mein, pyari si koyal ki awaaz, pyari si hawaaon mein, sabse pyare insaan, aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)
rooz khawab mein nazar aatey ho tum kio mujhey neend mein bi daratay ho tum
Baaton baton mein bicharnay ka ishara ker k Khud bhi roya woh bohut hum say kinara ker k Sochta rehta hon tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobarah ker k Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mein nay Apnay her ashk ko palkon pay sitara ker kay Daikh laitay hain chalo hosla apnay […]
Dosti karna‚ hamain bhi sikhado zara, Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara, Hum tumharay dil mein hain k nahi, Zuban say na sahi sms se to batado zara.
A ghazal about things this world offers freely — except the past, a shoulder in grief, and a friend who truly stays. Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib Nahin milta to guzra hoa pal nahin milta Kartey rahen ge younhi sairab zameenen In aansoon ko ab koi aanchal nahin milta Ghurbat mein mayyasar […]
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit […]
Tere DIL mein rahenge SMS bankar, Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar, Kabhi apne DIL se juda mut Samajana, Hum tere saath chalenge NETWORK bankar!
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!