You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Adult SMS » aaj tumhein akeiley mein....
aaj tumhein akeiley mein....
aaj tumhein akeiley mein...
le ja kar...
apney hontoon se eik...
k...
ki...
kis..
kiss...
kissa sunaon bili aur chohey ka..........
Related SMS
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Wo gunah jis ka tumhein ranj ho
- Miley aaj tumhein woh khushiyan k
- Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- aik mein bhi tanha they sau(100) mein bhi akailey hein
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- TEHREER MEIN THA
- Kiss kiss ne kiss kissko kiss kiss mehfil mein KISS kiya
- Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Har nazar mein ek kashish hoti hai,
- zara se cell mein de jagah tu
- Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..
- Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay
- Is pyari si subah mein
- Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai
- Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
- Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib
- Aik hi shehar mein rehna magar milna nahin
- Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut
- Hum tumharay dil mein hain k nahi
- Rango mein ghuli ladki ...
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
- Bush aur musharraf aik plane mein
- Tere DIL mein rahenge SMS bankar
- Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
- Bari fursat mein banaya hoga
- Husband wife mein larai hoi
- Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- Usay mein ne hi likha tha
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
Roman Urdu quote attributed to Hazrat Ali (R.A): sincere regret over a sin outweighs a good deed done with pride. Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye". (Hazra Ali R.A)
Har ek sajda maqbool-e-khuda ho jaye, Teri DUAON k sang rab ki raza ho jaye, Miley aaj tumhein woh khushiyan k, Hazaron sal tak ghum tujh se khafa ho jaye
An apology wrapped in total surrender — if you ever stay upset, the lengths needed to win you back would be everything. Tum hasti ho mujhe hasane ke liye Tum roti ho mujhe rulane ke liye Tum ek bar rooth kar to dekho Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir aap hein udher tanha ...hum idher akailey hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein aap se bichar ker hum […]
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
A ghazal about a face remembered like a reflection in still water — once seen, impossible to place where it belongs. Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha, Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha, Yaad karta hu kahan bhool k aya hu usay, Aisa hi aks meri soch ki […]
A clever wordplay SMS spinning 'kiss' in both Urdu and English — someone has been missing every right moment in every gathering. Kiss kiss ne kiss kissko kiss kiss mehfil mein KISS kiya Ek aap hein ki jo har KISS ko miss kiya Ek hum hein jo har miss ko KISS kiya
Alwida keh kar usey takta raha mein der tak, Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak, Shehr ki veeraan galyoon me akela raat bhar, Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak, Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey, Intezaar-e-subhu me ginta raha mein der tak, Sochta hon kis liye bujhta chala jata […]
Nothing left in the heart except the ache of loving you — and nothing worth offering except wounds. Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
Every heart carries longing, but building a Taj Mahal is impossible when most hearts are already housing four or five Mumtazes. Har nazar mein ek kashish hoti hai, Har dil mein ek chahat hoti hai, Mumkin nahi har ek k liye tajmahal banana, Kyunki har dil mein 4-5 mumtaz hoti hai.
A romantic message in Roman Urdu asking for a little space — framed entirely in terms of cell memory and inbox capacity. Zara se 'cell' mein de jagah tu, Zara se 'inbox' le saja tu, Zara se 'sent items' mein ja tu, Zara se 'balance' le ghata tu, Mein bhejuun tujhko mere sms bephana
Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!
Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay Chaand pagal hay andhairay mein nikal parta hay ik deewana musafir hay meri aankhon mein waqt bay waqt tehar jata hay, chal parta hay Apni ta'abeer k chakkar mein mera jaagta khuwab roz sooruj ki tarah ghar se nikal parta hay
A gentle Roman Urdu good morning wish wrapped in birdsong, soft breeze, and the warmth of thinking about someone special at dawn. Is pyari si subah mein, pyare se mausam mein, pyari si koyal ki awaaz, pyari si hawaaon mein, sabse pyare insaan, aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)
Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai, Har ek adaa bhi teri meri Aankhon mein hai, Tu bhaley hi bhula dey mujh ko, Teri jagah aaj bhi meri Yaadon mein hai.
rooz khawab mein nazar aatey ho tum kio mujhey neend mein bi daratay ho tum
A ghazal about things this world offers freely — except the past, a shoulder in grief, and a friend who truly stays. Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib Nahin milta to guzra hoa pal nahin milta Kartey rahen ge younhi sairab zameenen In aansoon ko ab koi aanchal nahin milta Ghurbat mein mayyasar […]
Baaton baton mein bicharnay ka ishara ker k Khud bhi roya woh bohut hum say kinara ker k Sochta rehta hon tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobarah ker k Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mein nay Apnay her ashk ko palkon pay sitara ker kay Daikh laitay hain chalo hosla apnay […]
Hindi sawan (monsoon) verse: the season's heavy rain this year carried memories of an absent person, eyes joining the downpour. Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut, Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Dosti karna‚ hamain bhi sikhado zara, Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara, Hum tumharay dil mein hain k nahi, Zuban say na sahi sms se to batado zara.
Playful/flirty Hindi Holi poem about a girl drenched in pink, and a pink handkerchief from last year still keeping her memory alive. Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit […]
Bush, Musharraf, and their pilot are each imagining what they'd drop to make people happy — and the pilot has the best idea. Bush aur musharaf aik plane mein aik sath safar kar rahay thay. Bush:agar main 100 million $ nichay Afghanistan per phaink don to log kitna khush hongay! Musharraf:Agar mein apni wardi neechay […]
Tere DIL mein rahenge SMS bankar, Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar, Kabhi apne DIL se juda mut Samajana, Hum tere saath chalenge NETWORK bankar!
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
An insult dressed as a compliment: people say God took His time making you — because, as the SMS explains, idle work only gets done in leisure. Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga.... " simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
A husband and wife have a fight, she tells him dinner is poison, and his response shows he heard her perfectly. Husband wife mein larai hoi, Husband ghar se chala gaya, Husb:Rat ko phone pay,"Khanay mein kia hai" Wife:Zeher. Husb:Mai dair se aonga, tum kha kar so jana:D
Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti, Khuwabon mein bhi unse Mulaqat na hoti, Yeh Dil hi to har ek Ghum ki wajah hai, Yeh Dil hi na hota to koi baat hi na hoti.
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Jo lehjay barf ho jayen, to woh pighla nahin kartay, Parinday dar k urr jayen, to woh lota nahin kartayy, Yaqeen uth jaye to shayu, kabhi wapas nahin aata, Hawaon ka koi toofan, kaabhi baarish nahin laata, jo dil aik baar totay to, kabhi woh jurr nahin pata, usey mein ne hi likha tha, us […]