Hindi / Text Messages

1st sardar:
oye agar neend na aaey to kia kia jaey?

2nd Sardar:Neend ka intizar kernay se behtar
hai k banda soo hi jaye:p

Aqal kia hoti hai?

Main nay pocha AQAL kia hoti hai?

Aasman ne kaha: Bohut buland hoti hai

Sagar ne kaha: bohut gehri hoti hai,

Aap ne kaha:

AQAL

Hain, woh kia hoti hai? :-)

Sardar 2 doctor

Sardar 2 doctr: Mujhey 1 problem hay
DR:Kia?
Sardar:Bat karty waqt admi dikhai nahin deta
Dr:aisa kub hota hay?
Sardar:Phone kartay waqt:p

Jis ka rabta ALLAH k sath ho

Jis ka rabta ALLAH k sath ho
wo nakam nahin hota,

Nakaam wo hota hai jis ki umidain
duniya walon se wabista hon.
.....Think....

Suraj kehdun usme to Aag hai

Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai,
Suraj kehdun usme to Aag hai,
Socha Tumko Bandar keh Dun...
Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai.

Jab say tumhain jana hai,

Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain paya hai,

Her dua main tera hi naam aaya hai,
Taa kay pochon rab say,
.
.
.
.
Yeh kaisa namoona banaya hai?

Bari fursat mein banaya hoga

Log kehte hain k khuda ney aapko
badi fursat mein banaya hoga.... "
simple c baat hai,
faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".

Bas ek hi khayal aata hai

Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai
.
.
.
.
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....

woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!

Lux Rs.25 ka kia howa

Dil ney dil say kuch kehna chor dia,
Ankhon nay ankhon say milna chor dia,

Lux Rs.25 ka kia howa,
Aap nay tu mo dhona hi chor dia..

Jab tum is duniya se jaoge

Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,

Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.

HOROON ko SAZA mili hay

Main nay aap ko kal
khuwab main HOROON
k darmiyan daikha.

Main nay khuda say pocha,
Is ko kis naiki ki jaza mili hai.
Khuda nay farmaya:
is ko jaza nahin,
HOROON ko SAZA mili hay

Pyar na rahe to wafa kaun karega

Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega