SMS4Smile.com

Hindi Insult SMS

Hindi Insult SMS / Text Messages


Bas ek hi khayal aata hai

Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai
.
.
.
.
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai….

woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!

posted in Hindi Insult SMS

Lux Rs.25 ka kia howa

Dil ney dil say kuch kehna chor dia,
Ankhon nay ankhon say milna chor dia,

Lux Rs.25 ka kia howa,
Aap nay tu mo dhona hi chor dia..

posted in Hindi Insult SMS

Jab tum is duniya se jaoge

Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,

Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.

posted in Hindi Insult SMS

HOROON ko SAZA mili hay

Main nay aap ko kal
khuwab main HOROON
k darmiyan daikha.

Main nay khuda say pocha,
Is ko kis naiki ki jaza mili hai.
Khuda nay farmaya:
is ko jaza nahin,
HOROON ko SAZA mili hay

posted in Hindi Insult SMS

Pyar na rahe to wafa kaun karega

Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega

posted in Hindi Insult SMS

Chappal badal li

Kisi nay dil badal liya,
Kisi nay dharkan badl li,

Aap k paas kuch nahin tha badalnay ko,
to
aap nay masjid main ja kar chappal badal li:p

posted in Hindi Funny SMS, Hindi Insult SMS

Ik larki thi deewani si

Ik larki thi deewani si
Mobile lay kay chalti thi
Nazren jukha kar, sharma kar
Mobile mein jane kya dekha karti thi
Jab bhi milti thi mujh se
Mujh se poocha karti thi
ON kaise hota hai?
yeh
ON kaise hota hai?

posted in Hindi Funny SMS, Hindi Insult SMS

Pyar ko mut chupao…

Pyar ko mat chupao,
usay zarorut hay jatanay ki

Apni pratibhaon ko mat chupao,
unhe zarurat hai barhanay ki,

Ab aur perfume mat lagao,
tumhe zarurat hai nahane ki

posted in Hindi Insult SMS

Pata hai Main kya bana rahi hu?

2 pyaz,
3 lahsun,
5 gm zeera,
3 kali mirch,
2 spoon namak,
4 spoon oil,
1 cup water

Aur thoda sa hara dhaniya.
Pata hai Main kya bana rahi hu?
.
.
.
.
.
.
.
Tumhain ullu!

posted in Hindi Funny SMS, Hindi Insult SMS

Zoo se bhaagay howay Langoor

Abe Khajur,
Zoo se bhaagay howay Langoor,
Abey Saray hue Kele ke Chilkey,
Chuse hue Aam,
Circus k Retired Bander,
(Aisa kisi ko na kehna Feel hota hai).

posted in Hindi Funny SMS, Hindi Insult SMS



 Page 4 of 5 « 1  2  3  4  5 »