You are here:SMS4Smile » Hindi SMS » Hindi Funny SMS » 1 Police officer bachey se
1 Police officer bachey se
1 Police officer bachey se:
Beta: Kia tumhare abu "Al Qaida" mein hain?
Bacha:
Uncle! Mujhe abu ka tu nahin pata per mein
.
.
"Noorani Qaida" pe hoon
Related SMS
- beta aik acha sa jhoot bolo
- Mushraf ki niyat
- Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega
- T.V kion nahin lay gaya ?
- Teri zulfo mein kho jaana chahata hoon...?
- Subah 5 baje phansi
- Tum kia jano gum kia chiz hai
- aik bandar ka bacha apni maan say
- Tujhey sub pata hai
- Memon ka beta & girl friend
- Main maa Bannay wali hoon
- Car k indicators
- Sari phul-jhariyan yahi rehti
- Yad na kero gay to satayen gay
- Finding beautiful insnaan
- 75 year old lady zarorut-e-rishta
- Yaad main aadhi ho gayi hon
- Aray hamain to apnon ne luta
- Papar aur jhapar main farak
- Itne kum marks..??
- Mera wohi mizaj wohi zoq hoga
- Apna 1 friend udhaar to do..
- Pani dene se pehle boil...
- Baap, izzat se idhar aa!
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- KOi apna aisa hua kare....!
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Ek shayr doctor ki zubani:
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Larki ki maa mang lon:p
- Mera zikar na kerna...
- Wo larki kisi aur ne pata li!
- Roll number kion nazar nahi aaraha
Uncle aik bachay se kehte hain : beta aik acha sa jhoot bolo agar mujhe pasand agaya to main tumhien paanch rupay doon ga bacha masoomiat se : yeh lo ! abhi to das rupay kahay thay .... !!!!
Mushraf ki niyat "Niyat karta hoon 2 molvi marne ki. 6 rocket fire farz. Wasty bUSH uncle k. Muon mera Jamia hafza ki tarf"
Mom: Beta khana khayega? Beta: Na Mom: Ladu khaiyega?? Beta: Na Mom: Mithai Khaiyega? Beta: Na Mom:ice creame khaiyega? Beta: Na Mom: Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega!
Santa Police se: Kal rat chor mere ghar se TV ke Ilaaava sab samaan le gaye Police:TV kyon nahi legaya?? Santa:TV to me dekh raha tha is liye..
Teri zulfo mein kho jaana chahata hoon...? Par tu tel hi itna lagati hai ki har bar fisal jata hoon..
Police:Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha! Police:Kion has rahe ho? Sardar:Main to uthta hi subha 9 baje hon.! hehehe:d
Tumhain kia pata gum kia hai, Tumhain kia pata gum kisay kehtay hain, Tum kia jano gum kia chiz hai, Tum nay to hamesha . . . thook se hi envolope chipkaya hay :-) hehee
aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
Child:papa aunty ka pait kion phola hai? Father:tujhey sub pata hai! Child: nahin pata promise! Father: in k pait main pani bhara hay CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
Memon ka beta apni girl friend k sath date maar ker ghar aaya to baap nay pocha, kitnay paisay kharch karey? Beta: Rs.50. Baap:itne saray kion?? Beta: us k paas itne hi thay.
Premika premi se: main maa Bannay wali hoon. Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho. Premika: haan Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k tumhari maan banane wali hoon..
1 pathan dusre se: "Zara car se bahir dekhna k indicators kam ker rahe hain ya nahin..?" Doosra pathan bahar dekh ker: Han,nahin,han,nahin,han,nahi
Child: Mom is bar hum sare patakhe is shop se lenge. Mom: lekin beta ye to girls hostel hai. Child: Papa to kehte hain k sari phul-jhariyan yahi rehti hain...
Yad na kero gay to satayen gay, Rootho gay to manain gay, Dost hain hum KESC ki supply nahin, Jo har 2 ghantay mein sath chor jayengay
NEWS ALERT! Police 1 insan ko talash ker rahi hai jo bohut beautiful hai, tum mut ghabrana Q k na to tum insan ho na beautiful, problem ye hai k mein kahan chupon
75 year old lady ne newspaper me add diya, "Zarorut-e-rishta" 7 din k baad ek letter aaya "Amma is umer mein rishtay nahin, Farishtay aatay hain"
Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho? Husband: 15 din aur ruk jao...
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha, Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha, mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha, Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha, Mujhe jiS beD per […]
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin. CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
Baap: Itne kum marks..?? 2 thappar lagne chahiyen.!! Beta: Han papa! mein nay to us kameenay mastar ka ghar bhi dekh liya hay...!!
Mein woh nai k shaadi hoi or badal gia, Mera wohi mizaj wohi zoq hoga, Shade se pehle bhi mujhe shadi ka shoq ho ga, Shadi k bad bhi mujhe shadi ka shoq ho ga:p
Mujhe apni mohabbat ka aitbar to do, Main toot k chahoon tumhein yeh ikhtiar to do, Guzarti hi nahin ab ye zindagi tanha, Apna 1 friend udhaar to do..
Doctor: Bachey ko paani dene se pehle boil ker lena chahiye ... Sardar: Lekin Janab Boil karne se bacha marr tou nahi jaye ga...
Boy to father: ¢â‚¬Å“Baap idhar aa¢â‚¬Â. Mother:¢â‚¬ÂAise nahin bolte beta, Daddy ko izzat se bulate hai¢â‚¬Â Boy: ¢â‚¬Å“Baap, izzat se idhar aa!¢â‚¬Â.
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Ek sher doctor ki zubani: Hoon main doctor jahan, meri wife hai nurse wahan, Yeh kaisa zulm sehna parh raha hai, mujhe apni wife ko "SISTER" kehna parh raha
Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Baap: beta shadi k din susral walay ghari dein tu suit mang lena. Scooter dein tu car mang lena, dokan dien tu ghar beta: dady larki dein tu oski maa mang lon?
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna... Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna... Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar... Tum raah guzaron se mera zikar na kerna... Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se... Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna... Shayad ye andhere hi […]
Woh gori hai uski zulfe hain kali, Wo Pari hai ya Pariyo ki Rani, Uski har baat hai nirali, Par kya karu yaaro wo larki kisi aur ne pata li!
Ek larka dr sy lagta hai ma andha ho gya hon Dr. nay uski ankhon ko check kia Or kha nahi beta tmhari ankhein tu theek hain. Larka. Tu phr newspaper me Mujhy maira roll num kyun nazar nahi aa rha ?