You are here:SMS4Smile » Hindi SMS » Hindi Funny SMS » Khud ko kar buland itnaa
Khud ko kar buland itnaa
Khud ko kar buland itnaa K,
"Himaalaya ki choti pe jaa pahunche"
Aur khuda tujhse puche, >
"Abe sale gadhe. ab utrega kaise"
Related SMS
- Hindi Shayari For Rose Day
- Itna khubsurat kaise muskura lete ho
- Ik larki thi deewani si
- Aap mujhe itne pasand ho jitna....
- Muqabla mumkin hay
- Chand toh raat ko nikalta hai..
- Kaun pagal hoga
- Ab hum bhi sehra bandhwain gay
- Altaf bhai jab school gaye
- How are you ?
- Ek good night kiss udhar mangta hun
- Ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
- Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada
- Kuttey nay kaat liya tha
- Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay
- Hum to aap ko roz sms kartay hain
- Apne pyare papa ko hamara salaam
- HOROON ko SAZA mili hay
- aik bandar ka bacha apni maan say
- Teri sula ke lu?
- Aqal kia hoti hai?
- 3 cheezain
- Biwi pani se bohat darti hai
- Zindagi bewafa kion hoti hai?
- anso tumare niklein ankhein meri hon,
- Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho
- Ek sardar ki chatri me hole tha!
- Saas and bahu arguements
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Anso tumare niklein ankhein meri hon
- Aaj / kal / subah / shaam eid
- Hum hain tere shukarguzar
- Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Aaj Rose Day Hai, Socha K Tumhe Ek Gulab Bhejun Lekin.! Kaise Kahun Ki Teri Ahmiyat Meri Zindagi, Tuh Jaise Mera Ek Jeeta Sa Khwaab Hai, Teri Awaaz, Teri Her Baat Aur Tera Pehlu, Kya Kahun Itnaa Khoobsurat Ki Jaise Ek Gulaab Hai.! Ab Gulaab Ko Kaise Main Gulab Bhejun ?
Itna khubsurat kaise muskura lete ho.Itna qatil kaise sharma lete ho.Kitni aasani se Jaan le lete ho.Kisi ne sikhaya hai ya bachpan se hi kaminay ho ?
Ik larki thi deewani si Mobile lay kay chalti thi Nazren jukha kar, sharma kar Mobile mein jane kya dekha karti thi Jab bhi milti thi mujh se Mujh se poocha karti thi ON kaise hota hai? yeh ON kaise hota hai?
Aap mujhe itne pasand ho jitna.... ullo ko raat,;-( Dentist ko daant,:-D gadhe ko laat,:-p gharib ko gaddi,B-) kuttay ko haddi aur Nange ko chaddi.Ha ha
Agar aap me or gadhe me english speaking ka muqabla ho jaye to kon jitega? ? ? ? Jeete jo marzi par ab ye baat to tay hai k muqabla mumkin hay
MUNNA BHAI : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya? GIRL : Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
Boy:Darling Hamare pyar ke bare mein kisi ko mat batana. Girl: Sana ko to zaroor bataungi, kehti thi kaun paagal hoga jo tujhse pyar karega
Kia howa jo us nay apnay hathon main racha li mahendi, Ab hum bhi sehra bandhwain gay, Hamain pata tha woh hamaray naseeb main nahi hai, Ab us ki choti behan ko phasain gay..
Altaf bhai jab school gaye Teacher ne pucha? mere pas 4 apple hain, 5 bachon me kaise taqseem karein? ALTAF BHAI:ek bache ko urado:-D
Khaksar janab e faatir ul aqal ki kheriat ki malomat ki khwahish k jurm me mubtila hona chahta hai. Khudara! Hamein apni masrufiat se aagah kar k, humare qalb, zahen or rooh ki aamaizish ki halchal or iztirab ki kash-ma-kash me thehrao peda karne ki ek nakam koshish zaror kijie ga.Janab e qavi o buland […]
Main tujhse ek armaan mangta hun, tujse apni jaan mangta hun, tu so jayegi mobile off karke isliyem ek good night kiss udhar mangta hun
Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho Tu Apney kirdaar ko itna buland karo K Doosrey log dekh kar kahain Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maf hum logo ki sari Nafarmani, Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada, Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada. Sare Musalmanon ko EID MUBARAK.
Husband apni wife ka janaza le ker ja raha tha. Janazay k aag 1 kutta or pche aadmiyon ki lambi line thi, Ek aadmi aakar pochta he,"Bhai yeh sab howa kaise?" Husband: Is kutte ne kaat liya tha meri biwi ko... Aadmi: Yeh kutta ek din k liye mujhey dedo Husband: peeche line mein lag […]
Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay, kay rashk tairay naseeb per falak karay, har more per frishtay hon sath tairay, har ghum per hifazat tairi khuda karay... best wishes 4 ever& good luck 4 ur future
Ghum me bhi maza aata he, Gharibon k ghar bhi khuda ata hai, Hum to aap ko roz sms kartay hain, ek aap ka sms jo worldcup ki tarah her 4 sal bad ata hai
Mere Khuda tera shukriya, Mere Khuda tera karam, Mere Abbu ki mohabbat ki mohabbat sabse badi.. Yahi dua k rahe uska saya mujhpe rehay! jinki ungli tham k chalna sekah hai jeena har mushkil se bahar nikalna ek din unke naam, apne pyare papa ko hamara salaam happy father’s day.
Main nay aap ko kal khuwab main HOROON k darmiyan daikha. Main nay khuda say pocha, Is ko kis naiki ki jaza mili hai. Khuda nay farmaya: is ko jaza nahin, HOROON ko SAZA mili hay
aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
teri sula ke lu? ya bitha ke lu? ya tujhe karu khada ya fir teri juka-jukake lu? ab tu hi bata ki mein teri... photo kaise lu.
Main nay pocha AQAL kia hoti hai? Aasman ne kaha: Bohut buland hoti hai Sagar ne kaha: bohut gehri hoti hai, Aap ne kaha: AQAL Hain, woh kia hoti hai? :-)
3 cheezain zindagi me 1 bar milti hain 1.Waalden 2.Husn. 3.Jawani 3 cheezain soch samajh ker uthao 1.Qadam 2.Qasam 3.Qalam 3 chizain soch ker karo 1.Mohabbat 2.Bat 3.Faisla 3 chizin kisi ka intezar nahin kartien 1.Maut 2.Waqt 3.Umar 3 chizein choti na samjho 1.Qarz 2.Farz 3.Marz parho samjho or amal bhi karo
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai. Friend : Acha wo kaise? Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi.!!
Zindagi bewafa kion hoti hai? Wafa kernay ki saza kion hoti hai? Choti si baat pe baha dety hain KHOON Insan mein itni ANA kion hoti hai? Karta hun mein jis se bar baar TAUBA, Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai, Banatay to hain hum apne haton se MASJID, NAMAZ apni hi phir QAZA […]
anso tumare niklein ankhein meri hon, dil tumara dhadk dhadkane meri hon, KHUDA KARE, hamari dosti itni gahri ho, K naukri tum karo salary meri ho.
Dil ap ka ho dharkane hamari hon, Ankhen aap ki, aansu hamare hon, Chehra aap ka, muskurahat hamari ho, Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho, Nokri ap karo ro salary hamari ho.
Ek sardar ki chatri me hole tha, kisine pucha,umbrella me hole kyu? Sardar bola,Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
Saas:khude ne tujhe 2 ankhain di hain tu chawal se pathar nahi nikal sakti? Bahu:Khuda ne aapko 32 dant diye hain, 2-4 pathar nahin chaba saktien?
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Anso tumare niklein ankhein meri hon, Anso tumare niklein ankhein meri hon, Dil tumara dhadk dhadkane meri hon, KHUDA KARE, hamari dosti itni gahri ho, K nokri tum karo salary meri ho
Aaj Eid Kal Eid Subha Eid Sham Eid Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho Eid "Eid Mubarak"
Khuda ne di zindgai Abbu-Ammi ne diya Pyar Lekin ilm or padhai k liye… Ae Maullim hum hai tere shukarguzar !
Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok, Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK