You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Itne kamzor ho gaye teri judai se
Itne kamzor ho gaye teri judai se
Poetic lament about growing weak from separation — so weak a mosquito managed to carry off the entire bed.
Itne kamzor ho gaye teri judai se,
Wah wah wah?
arz kia he
Itne kamzor ho gaye teri judai se,
k 1 din machar hi utha le gaya charpai se
Related SMS
- Teri girl friend gaye bazar
- Kisne kaha judai hogi
- Rishton ki dori kamzor hoti hai
- Itne kum marks..??
- Judai ki kasak liye
- Aap mujhe itne pasand ho jitna....
- Phele mai or tum the ab hum ho gaye
- Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad
- Jawani ke din chamkiley ho gaye
- Judai mein ye roz roz ka marna
- Ik taraf judai ka tazkira bhi jari hai
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Jo judai mile to woh hai ghum
- Hum bhi mohabbat kar k gunehgar ho gaye
- Judai aapki rulati rahegi,
- Hakikat mahobbat ki judai hoti hai
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Woh aaj achanak hi yaad aa gaye
- Zinda Hi Maar Gaye.
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Teri sula ke lu?
- Mar gaye ham magar khuli rahein aankhain
- Altaf bhai jab school gaye
- Har subah, teri muskurati rahay
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!
- Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare
- Teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Teri yaad arahi hay / Enjoy sawan
- Taras gaye aapke deedar ko
twinkle Twinkle little star, teri girl friend gaye bazar, us ko mil gaya MAJNO ka pyar, ab tu beth ker makhiyan maaar
Who said we'd be separated — we've already made a home inside your heart, with room and pride. Kisne kaha judai hogi, Kisi ghair ney yeh khabar urai hogi, Barey shaan sey rahenge hum aap k dil mein, Itne dino me kuch to jagah banai hogi..!
A warm Roman Urdu reflection on how the threads of relationships are fragile, but friendship is the answer God gets when He asks about love. Rishton ki dori kamzor hoti hai, Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai, Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab, Hamari ungli aapki taraf hoti hai. Happy Friendship […]
Father threatens to slap his son over poor marks; son quietly mentions he has already found out where the teacher lives. Baap: Itne kum marks..?? 2 thappar lagne chahiyen.!! Beta: Han papa! mein nay to us kameenay mastar ka ghar bhi dekh liya hay...!!
Each night brings fresh tears and each day drags by empty — the ache of absence has no schedule, it just keeps arriving. Judai ki kasak liye teri yaad se jura aansoo har shab meri aankh se tapka hay guzry kal ki terha aaj ka din bhi tum bin udaas guzarta hay ... !!!
A rundown of how much the sender likes you, using increasingly undignified comparisons that start with owls and end considerably worse. Aap mujhe itne pasand ho jitna.... ullo ko raat,;-( Dentist ko daant,:-D gadhe ko laat,:-p gharib ko gaddi,B-) kuttay ko haddi aur Nange ko chaddi.Ha ha
Phele mai or tum the ab hum ho gaye wo mere zakhmo ka marham ho gaye.. jab se unse meri shana sayi howi wo mera sarmaya ghum ho gaye wo sar-e-gulshan sanwer kar agaya or sab hi pholo ke sar kham(open) ho gaye dekhiye matlab mera kuch or tha ap to ase hi bharam ho […]
Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad, Ab na daikhen gay kisi ko tumhe daikhne k bad, Dunya chor dain gai tumhai chorne k bad, KHUDA! Maaf kare itne jhut bolne k bad
Jawani ke din chamkiley ho gaye, husn ke taiwar nookilay ho gaye, hum izhar karney main thoray dhiley ho gaye, AUR UNKE HATH PEEL HO GAYE....
Dil to karta hai zindagi ko kisi qaatil k hawalay kar doon SAAHIL Judai mein ye roz roz ka marna mujhay acha nahi lagta
Tanha chor ker hum ko hasla bhi dete ho, Saans cheen ker jeenay ki dua bhi dete ho, Ik taraf judai ka tazkira bhi jari hai, Aur muskuranay ka mashwara bhi detay ho
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Jo judai mile to woh hai ghum, Jo dair se mile to woh hai paisa, Jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, Jo qismat se mile woh hain AAP
An Urdu verse about falling completely for someone. For the feeling of loving so hard it feels like total surrender. Hum bhi mohabbat karke gunehgar ho gaye pehle phool the abk khak ho gaye, jab se dekha hai tumhare hasin chehre ko, hum bhi tumhari chahat k talabgar ho gaye.
Judai aapki rulati rahegi, yaad aapki aati rehegi. Pal-pal jan jati rahegi, jab tak jism mein hai jaan har saans dosti nibhati rahegi.
Hakikat mahobbat ki judai hoti hai, Kabhi kabhi pyar men bewafai hoti hai, Hamare taraf hath badha kar to dekho, Pata chalega k dosti men kitani sacchai hoti hai.
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Jisay hum kab se bhulaye baithay thay, Woh aaj achanak hi yaad aa gaye, Jis ghum ki barish nay kiya tha barbaad, Usi barish k badal aaj phir cha gaye.
Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye, Meri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha, Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
teri sula ke lu? ya bitha ke lu? ya tujhe karu khada ya fir teri juka-jukake lu? ab tu hi bata ki mein teri... photo kaise lu.
Wounds too deep to describe, waiting endlessly — died inside but the eyes stayed open. Zakham itnay gehray hain izhaar kia karain, Hum khud nishana ban gaye hain waar kia karain, Mar gaye ham magar khuli rahein aankhain, Ab is say ziyadah unka intezaar kia karain...
Teacher asks Altaf Hussain how to divide 4 apples among 5 children; his answer is to just remove one child from the equation. Altaf bhai jab school gaye Teacher ne pucha? mere pas 4 apple hain, 5 bachon me kaise taqseem karein? ALTAF BHAI:ek bache ko urado:-D
Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is tarahe se milay ke har milne wale ko teri yaad aati rahay!
Memon's wife dies in the morning; he rushes to the kitchen and tells his daughter to cook one fewer breakfast. 1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,“1 banday ka nashta kam banana”
Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe! gar chand mera dil, to sitara teri aankhe! jab jab bhi padhun inko mohabbat ki nazar se. Lagti hain ek taza shumara teri aankhen.
Udaas Dil Ki Veeraniyon Mein Bikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Yeh Meri Basti Se Kon Guzra Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Woh Door Ho To Haqeeqaton Par Saraab Ka Ek Gumaan Sa Ho, Woh Pass Ho To Gumaan Ho Ke Haqeeqatein Hain Saraab Saare, Na Jane Kitni Shikayatein Hain Na Jane Kitne Gile Hain Dil […]
Promises to love with such loyalty that even the one who was faithless will end up crying. Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge, K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge, Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge, Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge.
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Roman Urdu monsoon SMS: rain on leaves, petrichor, tip-tap drops — each one an announcement that someone is being missed. Includes ASCII rain art. ' , ' , ' , ' , ' , ' , ' , ' , ' , 'HAPPY, ' , ' , ' ' ', ' ,'RAINY,' , ' , […]
Taras gaye aapke deedar ko, Dil phir bhi aap k liye dua karta hai, Hum se to acha aap k ghar ka aaina hai, Jo rooz aapko dekha to karta hai...