You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Eid SMS » Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim
Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim
Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim,
Rasm-e-duhniya bhi hay, moqa bhi hay, dastoor bhi hay!
Related SMS
- Mujeh Ye Zid nahi mere Galay ka Haar ho jao
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Zara dholki bjao gorioo
- Har sawal say dut ker larna
- Hum apni rooh ...
- Jaata hua December... Happy New Year
- Badal-badal kay
- Old Year Sab se ho raha hai Door
- Shaam k saaye, jo sooraj ko chupanay niklay,
- Bole to wo sweet dreams wala ¢â‚¬Å“Good Night¢â‚¬Â.
- Naya saal aaya hai chalo
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Saza khoob mili tum say dil laganay ki
- Karti hain itna makeup k weight barh jata hay
- Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay
- Ek bhegi hui si raaat mile
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
- Kash hum ek SMS hoty
- Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
- Eid ke roz bhi majboor the taqdeer se ham
- Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
- Eid aayee hai sab log kehtey hain
- Tera Chand sa chehra dekha
- Roshan roshan din ho sara
- Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein
- Eid Mubarke, Eid Mubarke
- Aaj se Amiri Garibi k fasle na rahen
- Deepak mein agar noor na hota
- EID Ka Chand Dekhna Hai Tu
- Socha SMS nahi ayega
- Aao Is EID pe Hum B Kahin Milte Hyn
- Ap meri churi k nechay;)
- Bakra EID, Quaid-e-azam day & new year
Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki Bhot Aasaan ho, thory Bhot dushwaar ho jao Mulaqakto mein wafa ls liye hona zaroori hai Ke tum ik Din Judaaee ke liye Tayaar ho jao Main […]
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Adnan sami ko indian girls ne mehndi k moqa per khoob bjaya . . Beco-z . . He sang a song . . "zara dholki bjao gorioo"
Har sawal say dut ker larna, Phainkhnay me kami mat karna, Moqa milay to pichay bhi dekhna, aur 1 bat yaad rakhna, aagay walay ka paper apna samajhna.
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz.... Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Jaata hua December, Ye Keh raha hai hai tumse, Ruthay ko mana lo, Hans ke galay laga lo, Aur keh do HAPPY NEW YEAR
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke. Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Old Year Sab se ho raha hai Door Kya karein yahi hai Kudrat ka Dastoor Purani Yaadein soch kar Udaas na ho Tum Naya Saal aaya hai chalo.. DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Shaam k saaye, jo sooraj ko chupanay niklay, Hum di'iye lay kay, andhairon ko mitanay niklay, Aur to koi na tha, jo jurm-e-baghawat karta, aik hum hi thay, jo yeh rasm nibhanay niklay, Shehar mein, dasht mein, Sehra mein bhi tujh ko paaya, Aay gham-e-yaar, teray kitnay thikanay niklay
Charon taraf hai phaili moonlite, Machar bhi dene ko betab hai aapko lovebite, Takiye ko galay laga ke sone ka tight, Bole to wo sweet dreams wala ¢â‚¬Å“Good Night¢â‚¬Â.
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
Saza khoob mili tum say dil laganay ki, Nazar lagi hay meray pyaar ko zamanay ki.. Ab to qabar main say bhi nikal k kehtay hain meray haath, Hamain tou hasratain reh gayain tum galay laganay ki
Bachiyon k chakker me larke jate lutt, Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt... iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain, Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain.. Na kare makeup to un se banda dar jata hay, Karti hain itna makeup k weight barh jata hay.
Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay bhalay kitni bhi mushkil ho magar aisa nahi kartay mohabbat mein shikayat ka kahin dastoor hota hay gila kar kay mohabbat ko kabhi ruswa nahi kartay wafa'ain dar haqiqat mein bari anmol hoti hain kabhi apni wafa'aon ka sila maanga nahi kartay
Ek bhegi hui si raat mile us raat me tera hath mile tere lab se tapken jo bonden unhe mere labon ka sath mile kuch tum bi behke behke se kuch mujh pe nasha sa tari ho har pal me chaye madhoshi Ek aisi raat hamari ho phir tum aao meri bahon me main pyar […]
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis […]
Kash hum ek SMS hotay bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar daitey laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok, Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Eid ke roz bhi majboor the taqdeer se ham Ro paray mil ke gale aap ki tasveer se ham
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Eid aayee hai sab log kehtey hain Tum jo aajao to mujhe Yaqeen aaye
Jab kabi mai ne Tere Chand sa chehra dekha Eid ho k na ho, Meri Eid ho jati hai
Roshan roshan din ho sara, roshan tar ho raat Har jaib say ho eid kay din, khushion ki barsaat EID Mubarak
Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein Hasrat Hai Tumhari Deed Karein Kuch Dair To Dil Ko Chain Miley Kuch Roz To Mun K Phool Khiley Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein Tum Se Yeh Aik Guzaarish Hai Yeh Apney Dil Ki Khuwahish Hai Ik Baar Milo , Ik Baar Milo, Har Baar Yahi […]
Eid Mubarke, Eid Mubarke Our Eid has come To bring us peace To bring us love To charish our life It is the time We muslims came together Shoulder to shoulder It is the time We muslims share Share our love Share believe Eid Mubarke, Eid Mubarke
Aaj se Amiri Garibi k fasle na rahen, Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe, Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja, Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
deepak mein agar noor na hota tanha dil youn majboor na hota mein app ko "EID MUBARAK" kehne zaroor ata agar app ka ghar itna door na hota "EID MUBARAK"
EID Ka Chand Dekhna Hai Tu Neachay Dekho... * * * * * * * * * * * * * Dear Maine Bohat Kosish Ki hai Mobile Main Aanay ki... Sorry.. Ap chand nahi dekh Sakte AnyWayz EiD MubArAk
Apne Kia Socha SMS Nai Aayega.. Socha Yeh Dost Aapko Yunhi Bhool Jayega.. Yeh To Adat Hai Hamari Sataney Ki.. Warna iTna Piyara Dost EiD Par Kon Bhulana Chahay ga ---EiD MubaraK---
Pholon Ko Jis Trha Bhanwre Milte Hyn Aao Is "EID" Pe Hum B Kahin Milte Hyn Apni Is Chahat Ko Pyar Bari Rafaqat Ko Sachi Lagan Ka Rang Dete Hyn, Dunia K Liye Apni Mohbat Ko Misal Krte Hyn Rawani K Liye Jese Darya Samandar Me Khud Ko Pamal Krte Hyn Phool Jese Gulshan Se […]
Agar ALLAH nay eid-ul-azha k moky par apni sab sy Piyari cheez ki qurbani krne ka hukam diya hota Tu 1 din baad ap meri churi k neechay hotay EID MUBARAK :)
AAj se thek 1 din bad Bakra EiD.. AAj se theek 17 din bad Quaid-e-Azam day.. AAj se thek 43 din bad New Year.. Bolen apko kia wish karon? Chalen 3no ek 7 wish krdeta hu, but ! I think i m 1st one who wished u like this. Happy EiD-ul-Azha Happy Quaid's Day. & […]