Hindi / Text Messages

Ae-Allah iss se pehlay k yeh duniya mujhey ruswa kar de,
Tu meray jis meri rooh ko acha kar day,

Ye halat apni jo main ne khud banai hay magar,
Jaisa tu chahta hay ab mujhey wesa kar de,

Meray her faislay mein teri raza ho shamil,
Jo tera hukum ho wo mera irada kar dey,

Aameen

Har sawal say dut ker larna

Har sawal say dut ker larna,
Phainkhnay me kami mat karna,
Moqa milay to pichay bhi dekhna,
aur 1 bat yaad rakhna,
aagay walay ka paper apna samajhna.

Mohabbat k saray rang

Mohabbat k saray rang
Rangon k saray phool
Phoolon ki sarii khushboo
Khushboo k saray lamhe
Lamhon ki sarii chahat
Chahat ki sarii khushiyaan
aap k liye...

Watan hamara misaal mohabat ki

Watan hamara misaal mohabat ki,
Todta hai deewaar nafrat ki,
Meri Khush naseebi,
mili zindagi is chaman mein Bhula na
sake koi iski khushbo saton janam mein.
Happy Independence Day!

kuch din main kai baar kertay hain

kuch log sari raat karte hain
kuch log bar baar kertay hain
kuch din main kai baar kertay hain
kuch bas 2, 4 ghante kar k so jate hain
.
.
.
.
.
.
Tub jaa ker hota hai unka mobile charge :p

Car ki speed kion barha di

Sardar's wife: O sardar ji, yeh car
ki speed itni kion barha di...??

Sardar ji: oyee car ki break fail ho gayai
hain, is say pehlay k koi accident
ho jayai ghar pohunch jatay hain:p

Apun ko tera operation dobara karna paray ga

Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.

Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.

Amitabh & Shashi kapoor

Amitabh -
mere paas rocket hai,
shurli hai,
chakri hai,
murga bumb hai,
anaar hai,

tumhare paas kya hai?
Shashi kapoor -
mere paas
maachis hai!:p