You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Ek Khushi ki chaah main
Ek Khushi ki chaah main
Chased one happiness and lost all others — gave loyalty to someone who never truly claimed you as theirs.
Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum...
Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum..
Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa...
Aur jamaane ki najar bewafa ke naam se mashur huye hum...
Related SMS
- Khushi ki muddat
- Suraj ki pahli kiran khushi de aapko
- Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum
- KHUSHI se dil ko aabad karna
- Meray hissay ki her khushi tumhari ho gi
- Har khushi dil ke karib nahi hoti
- Meri her khushi tere naam hogi
- Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
- Eid ki sachi khushi to apno ki deed hai
- itni khushi bardasht nahin ker sakta
- Bari khushi say kehtay EID MUBARAK
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- tere khushbuu men base Khat main jalaataa kaise
- Jayengay car main, aayengay akhbar main
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Yaad main aadhi ho gayi hon
- Har shaks khudi ki masti main
- Dil main tum, dharkam main tum
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
- Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai
- Us ki yaadon main
- Ulfat main kha'ay zakham jab say
- Woh zindagi kia jis main pyar na ho
- Sadgi main bhi ik sajawat si hai,
- Dil main koi malal bhi nahin
- Guftago k fun main mahir ho
- ye soch k aap khuwabon main ayain
- Wo pyar kya jo lafzon main bayan ho
- Pholon ki wadi main ho basera AAP ka
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Main hamesha aap k liye eik ehsas hon
- Jo mere dil main aise samaya hy
Meri khushi ki mudat itni he Faraz Guzar jati he mere muskurani se pahle
A cheerful Roman Urdu good morning blessing the reader with a ray of happiness, a ray of laughter, and a ray of good health. Suraj ki pahli kiran khushi de aapko, Dusri kiran hasi de aapko, Tisri tandarusti aur kamyabi, Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!! Good Morning
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum, Ankhon mein aansu hai ya udas hai ham, Kaise kahain k kaisey hain ham, Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai ham,
KHUSHI se dil ko aabad karna GHAM ko dil se aazad karna Bas itni guzaarish hai aapse k ho sake to din mein ek baar yaad zaroor karna
Zamanay ki her jannat tumhari ho gi, Yeh aasman yeh zameen tumhari ho gi, Mujh say keh bhi na pao gay uskay pehlay, Meray hissay ki her khushi tumhari ho gi,
Har khushi dil ke karib nahi hoti, zindagi ghamon se dur nahi hoti, ae dost is dosti ko sanjokar rakhna, aisi dosti har kisi ko nasib nahi hoti
Kahin andhaira to kahin shaam hogi, Meri her khushi tere naam hogi, Kuch mang k to daikh humse, Bijli, pani k bill or qarz main dubi, Property tere naam ho gi..
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
Honest Roman Urdu Eid SMS acknowledging that the real joy of Eid is seeing those you love — and wishing warmly despite the distance. Eid ki sachi khushi to apno ki deed hai, Tum humse door ho to apni kya eid hai Anyways, Warm EID Greetings to u & ur family
Wife:-I will die. Husband:- I will also die. Wife:-why will you die? Husband:-because main itni khushi bardasht nahin ker sakta:D
Warm Roman Urdu Eid SMS wishing to shrink into an SMS just to reach the reader's phone and say Eid Mubarak with full joy. Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar detay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty […]
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
tere khushbuu men base Khat main jalaataa kaise pyaar men Duube huye Khat main jalaataa kaise tere Khat aaj main gangaa men bahaa aayaa huuN aag bahate hue paanii men lagaa aayaa huuN jin ko duniyaa kii nigaahon se chhupaaye rakhaa jin ko ik umr kaleje se lagaaye rakhaa diin jin ko, jinhen iimaan banaaye […]
Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Wife tells her travelling husband she's already lost half her weight missing him; his reply is to wait another two weeks. Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho? Husband: 15 din aur ruk jao...
A ghazal about people pretending to love — everyone lives for themselves, love and loyalty are just words here. Alfaz k jhoote bandan main Raz k gheray pardon main har shakhs Mohabat karta hai halan ke mohabat kuch bhi nhin sab jhoote Rishte nate hain Sab dil rakhne ki batein hain sab asli roop chupate […]
Classic romantic "you're in my heart, my soul, everywhere" setup, derailed when a Dettol advertisement reminds everyone that germs are everywhere too. Dil main tum dharkan me tum Asman me tum Zamen me tum Ankhon me tum Jahan dekho tum hi tum ho Detlo wali aunty sach kehti hain Jaraseem har jaga hotay hain
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa har aik cheez hai apni jagha thikane pe kaii dino se shikayat nahi zamane se Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai jahan bhi jaoon yeh lagta […]
Us ki yaadon main, Us ki baaton main, Kahin mera aqs bhi jhilmilata hoga, Lakh masroof hoga, Apnay kamoon main, Phir bhi hamain soch ker kabhi to muskurata ho ga.
Ulfat main‚ kha'ay zakham jab say, Chaine se nahi reh paata hoon main, Aaj bhi apne me bahut, Teri kami paata hoon main.
Woh zindagi kia jis main pyar na ho, Woh pyar hi kia jis main yadain na hon, Woh yadain hi kia kis main tum na ho, Woh tum hi kia jis main hum na hon,
wo hai bohat sada aur bawaqar lakin us ki sadgi main bhi ik sajawat si hai, us ki guftugu main hai haqiqat ka rang warna ab her cheez milawat si hai
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Mana k tum Guftago k fun main mahir ho Faraz. Wafa kay lafz pay atko to humhain yaad kar lena
Ajeeb si kashish hai app me ki hum aap ke khaylo me khoye rehtay hain... ye soch k aap khuwabon main ayain. hum din me bhi sooye rehtay hain
Wo to paani ki boond hai jo ankhon se bah jaay, ansu to wo hai jo tadap ke ankho me hi rah jaay, wo pyar kya jo lafzon main bayan ho, pyar wo hai jo ankho me nazar aaye.....
Pholon ki wadi main ho basera AAP ka Sitaronk angan main ho ghar AAP ka, Dua hay aik ek dost ki ek dost k liye, Aap say bhi khobsorut naseeb ho AAP ka,
Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart. Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
Udaas na hona kion k main sath hon, Samnay na sahi per aas paas hoon, Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Main hamesha aap k liye eik ehsas hon,
Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay