Hindi Valentines Sms Shayari

Romantic Roman Urdu Valentine's shayari about finding the sweetest companion after a long wait — worth every moment.

Kuch Dair Ka Intezar Mila Hum Ko
Per Sub Se Sweet Yar Mila Hum Ko
Na Rahi Tamana Kisi Ki Tere Bad
Teri Muhabbat Se Wo Pyar Mila Humko.
Mere Dil Ki Taraf Se Happy Valentine Day
Mujhe Tum Se Behisaab Muhabbat Hai Meri Jaan