You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Mansha Handsome
Mansha Handsome
Hasna Ohna di Aadat C
Aasi galat Andaja la Bethe
Oh hasde hasde vasde rehe
Te aasi apna aap gua Bethe.
Related SMS
- Aadat nahi hay
- Yaado main kabhi aap bhi khoye honge
- Us ki aadat wohi har baat adhori karna
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- Doctor, medicine & pathan
- Naye saal me tu phir se sambhal
- kub yaad kartay hain ?
- Tumhari galat fahami hai
- Aitbar ki adat nahi rahi
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Tussi Hasde ho sanu hasaan vaaste,
- O mere makhna meno yad rakhna
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Tussi hasde ho saanu hassan vaste
- 2007 last me 7, bolay to
- Yehi Aadat
- Mujhey ab bhi umeed hay uskay aanay ki
- Hasna zindagi ki zarorut hai
- Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi,
- Ham pe sitam karnay ko zamana nikla
- KOi apna aisa hua kare....!
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- Hans kar gum bholana zindagi hai
- Kaisa hy ye sms zaror dasna
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Aaj "TOM & JERRY" ki barsi hai
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Chaadar takiya lo aur so jao.
- Apna 1 friend udhaar to do..
- Jo kuch hy DIL main bus bol do
- Waqt apna mujhy sara day do
Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum […]
Yaado main kabhi aap bhi khoye honge Khuli aankho se kabhi aap bhi soye honge Maana hasna hai aadat ghum chupaane ki Par haste haste kabhi aap bhi roye honge
Us ki aadat wohi har baat adhori karna aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
Doctor: Ye syrup 2 spoon subha, 2 dopahar, 2 raat ko, 3 din tuk lena hay Pathan:apna dawai apna pas rakho hamara ghar me itna chamach(spoon) nahi hy.
Naye saal me tu phir se sambhal, Galat kaam me na too karna pahal, Zamane me sab kuchh milega tujhe, Bas dekhane ki too apni nazrain badal !!
Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay? Santa: Tumhari galat fahami hai. Jeeto: Kaisi galatfahami? Santa: Yehi ki mein soya tha.
Phir us ki har ada se, chalaknay laga khuloos Jub mujh ko aitbaar ki, aadat nahi rahi.
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Tussi Hasde ho sanu hasaan vaaste, tussi rone ho saanu rovaan vaaste, ek vaar rus ke ta vekho sohneyo, Marr javange tuhanu manaan vaaste.
O mere makhna meno yad rakhna, Har velay hasna koi problem hovey te dasna, kisey da dil na torna, Mgar sms karrna na chadna
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Tussi hasde ho saanu hassan vaste, Tussi ronde ho saanu rovvan vaset, Tussi 1 vaar ruske te vekho, Mar jayenge tuhanu manaan vaste.
2007 last me 7 bole to 7me rahna, 7me jeena, 7me marna, 7me khana, 7me pina, 7me rona, 7me hasna, 7me milakar chalna yahi hamara 2007 ka 7(sath)hai.
bas yehi aadat uski mujay achi lagti hai fida udaas ker k mujay khud b khush nahi rehta
Kafan na dalo mere chehre pay, Mujhe aadat hay muskurane ki. Na dafnao meri laash ko, Mujhe ab bhi umeed hay uskay aanay Ki.
Zindagi me her dum hastey raho, Hasna zindagi ki zarorut hai, Zindagi ko is andaz mei jiyo k, Aap ko dekh ker log kahen "wo dekho" zindagi kitni khubsoorut hai
Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi, Beqrar dil ko ab bhi rahat nahi, Bhula daitay unhain bhi magar kia karain dost, Kisi ko bhulanay ki is dil ko aadat nahin
jis ko apna samjha wo hi begana nikla, ham pe sitam karnay ko zamana nikla. zulm karnay ki jis nay intaha kar de, wo apna shinasa purana nikla.
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Hasna zindagi hai, has kar gum bholana zindagi hai, jeet kar hanse to kya hanse, haar kar khushiyan manaana zindagi hai
O mere makhna meno yaad rakhna har vely hasna, Koe problem howy ty dasna, kise hor nal na phasna, bus mere nal vasna O mere makhna Kaisa hy ye sms zaror dasna
Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon, Samait sako gay na jisay tum ta qayamat, Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Aaj "TOM & JERRY" ki barsi hai un ki yaad mein plz ye SMS kam se kum kisi 1 "CARTOON" ko zaroor send karo, me ne apna farz pura ker dia. ab aap ki baari hay
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
DUNIA me reh ke sapno me kho jao, KISIKO apna banalo YA kisi ke ho jao, AGAR kuch bhi nahi hota to DON'T WORRY, Chaadar takiya lo aur so jao. Good Night
Mujhe apni mohabbat ka aitbar to do, Main toot k chahoon tumhein yeh ikhtiar to do, Guzarti hi nahin ab ye zindagi tanha, Apna 1 friend udhaar to do..
Aj apne dil k derwazy mere liye khol do, Jo kuch hy DIL main bus bol do, Agar Hamara SMS achi nahin hay to ap ko qasam hy . . Isi waqt apna mobile toor do:p
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]