You are here: SMS4Smile » Ghazal SMS » Dair tak...
Dair tak...
A ghazal about leaving — she'll look for him in these same streets for a long time, but he won't be found.
Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak,
Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . .
Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror,
wo meri dastan sunae ga dair tak
Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik "DIN"
Dhonde ga,or muJh ko na paae ga dair tak
Me sahilon ki rait pe likhon gi us ka naam,
Wo pani pe mire naqsh banaega dair tak..
Kis haal me hon us k baad main,
Sun kar usey yaqeen na Aaega dair tak.
Related SMS
- Abhi kuch dair baqi hai...!!
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Itni dair say dimagh kion kha rahi ho:p
- Bura Lagta hai
- Raat Se Dar Lagta Hai...
- ACHA LAGTA HAI
- Kese Bhool Gaya WO
- Phir Bhi Us Ka Intizar Kerna Kesa Lagta Hai
- Jan ke anjan
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Sodagaron k hathon neelam ho jao gay
- Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
- Juda honay ka andaisha
- Bhari mehfil
- jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta
- Wastay nahi chaltay
- When i'll b dead
- Ghair Ki Nazron Se Wo Khud Ko Bachati Thi Bahut
- Lekin rehnay do
- Kuch apni taqdeer se dur lagta hai
- Aadat nahi hay
- Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi
- Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh
- Ek ajnabi hay magar
- Sochti hon k ye dualat
- Ghazab ki thi...
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath
- Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
- Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
- Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Wo Samne Aaye To...
Not ready to forget yet — just a little more time before the seasons change and this love is over. Abhi kuch dair baqi hai...!! Khizan k beet janay main, Guloun k Muskuranay main, Khushi k geet ganay mein, Baharon k zamanay main, Abhi kuch dair baqi hai..! Main tum ko bhool jaonga..! Na tum […]
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
A wife in an argument tells her husband his brain is full of cow dung, and his comeback is completely deadpan. Biwi(Ghusse Main): Tumhare Dimagh Main To Sirf Gobar Hi Bhara Hai..!! Husband (Pyar Se): To Phr Itni Dyer Se Kha Q Rahi Ho….??
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon tum mere pas sey utho tu bura lagta hai Roz-e-shab aaj b […]
A ghazal about fearing the night after heartbreak — everything about love now feels like a threat. Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai... Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai... Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye... Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai... Pyaar […]
Hu to khafa us se, Per jane phir bhi kyo, Na chah kr bhi usko chahna acha lagta hai, Haqeeqat se hu door, Ye mujh ko hai pata, Per jan k anjan rehna acha lagta hai, Qaayil nahi main rone ka phir bhi kabhi kabhi, Tanhai main rona acha lagta hai€¦€¦
Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo […]
Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi […]
Roman Urdu poem about playing innocent in love, enjoying repeated declarations of feeling while pretending not to understand. Jan ke anjan ban'na acha lagta hy Us ko apny liy parishan karna acha lagta hy Wo karty rhy piyar ka iqrar bar bar Mujh ko Nadan ban kar sun'na acha lagta hy!!
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Mujh say bicher k baynaam ho jao gai, Sodagaron k hathon neelam ho jao gay, Mujh ko acha nahin lagta tera her ek say milna, Her aik ko mayas'sar howay to aa'am ho jao gay
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta Tere khaloos-e- mohabbat pe atebaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
A ghazal about sensing the end before it came — faithful before becoming faithless, close before going cold. Juda hone ka andesha' juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush' khAfa hone se pehle tha, Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo, Namaz-e-ishq tha lekin, qaza hone se pehle tha, […]
Alone in a crowded room, thinking only of one person — searching for them in flowers, in everything. Bhari mehfil mein tanha rehna acha lagta hai Tere barey mein sochte rehna acha lagta hai Kabhi pholon mein, kabhi kaliyon mein Tujh ko hi dhoondhte rehna acha lagta hai Meri zindgi ki khushiyan tumhi se hain […]
jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se […]
Sochnay samajhnay say, sath sath chalnay say, doriyan simat ti hain, faslay nahi chaltay, khawab khawab ankhon main, ratjagay nahi chaltay, darguzar k halqay main, maslay nahi chaltay, dosti k raston ki, parwarish zarori hai, dosti k rastay main, khafgiyan nahi chalti, do dilon ki qurbat main, Teesra nahi hota, wastay nahi chaltay.
When I m Dead, Ur Tears May Flow, But I Wont Know, Cry 4 Me Now, Instead.. When I m Dead, U ll Send Flowers, But I Wont See, Send them Now, Instead.. When I M Dead, U ll Say Words Of Praise,But I Wont Hear, Praise Me Now, Instead.. When I M Dead, U […]
Khuwaab Min Aa ker Wo Meri Neend Uraati Thi Bahut, Her Ghari Wo Dekh kar Muskurati Thi Bahut, Chor Hi Dena Pada Ghabra kar Us k Shaher Ko, Yaad Uski Raat Din Mujh ko Rulati Thi Bahut, Apni Baahon Me Jab Jakar Leti The Ranjo Alam, Aa k Ek Andaaz Me Mujh ko Hansaati Thi […]
Saarey waadon ko bhula sakta hun, lekin rehne do..! Main tumhein chor k ja sakta hun, lekin rehne do..! Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz, faisla mein bhi suna sakti hun, lekin rehne do..! Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali, us per main muskura b sakta hun, lekin […]
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai, kuch apni taqdeer se dur lagta hai, Jo mujhey tum se juda karti hai, Haath ki us lakeer se dur lagta hai...
Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum […]
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi, Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi, Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi, Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.........
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla Deh Mujh Ko Jis Tarah Faltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne Ghar Ke Kisi Konay Se Lagga Deh Mujh Ko Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko Doobtay Doobtay Awaaz Teri […]
Ek ajnabi hay magar Rooh-shanas lagta hy Meri tarha mujhy Wo bhi udaas lagta hy Karon talash tou ho Shak wajood pe us k Jo aankhai'n band karo'n Aas paas lagta hay
Girl daydreams about leaving all wealth and luxury behind — then catches herself: maybe get it all first. Sochti hon ke ye dualat ye bungley ye gariaan ye dunia bhar k aisho aram sab chor kar chali jaon lekin phir sochti hon k . . . . . PHELE YE SAB MIL TO JAYE!!!!
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi, Jazbat beh rahe they rawani ghazab ki thi, Raja bhi la jwab tha wadi-e-ishq ka, Lekin dayar-e-husn ki rani ghazab ki thi, Kya kya na shaam i meri umar main magar, Guzri jo tere sath sohani ghazab ki thi, Dekhi hay main ne shaher main charti […]
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath zinda hoon apni zaat ki tanhaiyon ke sath, roka nahi tha us ko becharne ke waqat bhi apni wafa peh naaz tha sachiyon ke sath
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko ‚ Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko ‚ Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi Jo mila hay woh mila […]
A ghazal about life as a prison — the only cure is your love, and even forgetting you feels like just another truth. Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚ jurm- e -wafa‚ is‚ k siwa kuch bhi nahi ‚ Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat […]
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga Dekhoon ga nahi phir bhi Tasweer bana loon ga Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon ga Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon ga Weeran […]