Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain paya hai,
Her dua main tera hi naam aaya hai,
Taa kay pochon rab say,
.
.
.
.
Yeh kaisa namoona banaya hai?
Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain paya hai,
Her dua main tera hi naam aaya hai,
Taa kay pochon rab say,
.
.
.
.
Yeh kaisa namoona banaya hai?
Log kehte hain k khuda ney aapko
badi fursat mein banaya hoga.... "
simple c baat hai,
faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai
.
.
.
.
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!
Dil ney dil say kuch kehna chor dia,
Ankhon nay ankhon say milna chor dia,
Lux Rs.25 ka kia howa,
Aap nay tu mo dhona hi chor dia..
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
Main nay aap ko kal
khuwab main HOROON
k darmiyan daikha.
Main nay khuda say pocha,
Is ko kis naiki ki jaza mili hai.
Khuda nay farmaya:
is ko jaza nahin,
HOROON ko SAZA mili hay
Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega
Dil nay kaha chalo SMS kero
socha"DIL TOU PAGAL HAI"
phir khayal aaya koi baat nahi,Kisko kerna hai
!
!
!
!
Wo konsa "Normal" hai.