Hindi Islamic SMS / Text Messages

Hadis-e-Pak
"Sadqa gunahon ko is tarah khatam
kar daita hai jis tarah
pani aag ko buja daiti hai"
(TIRMIZI)

Her hal mein ALLAH per bharosa

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (157 votes, average: 3.91 out of 5)
Loading...

Agar ALLAH apki dua qabool kerle,
To iska matlab he k
WO APKA iman mazboot ker raha he,
Agar thori der se kare to
Aap k SABAR ko Barha raha he

Laikin

Agar qabool na kare to
aapka iman Azma raha he.

Is liye hamen har Hal mein "ALLAH"
per BHAROSA karna chahiye.

Ghussa ko pinay * qasoor maf karnay walay

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (71 votes, average: 3.80 out of 5)
Loading...

 AL-QURAN Â

"Jo log ghussay ko pee jatay hain aur doosron k qasoor muaaf kar detay hain,
aise naik log ALLAH Ko buhat hi pasand hain"

(Aal-e-Imran:134)

Faisla Allah Par Chorh Do

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (112 votes, average: 3.88 out of 5)
Loading...

"Jab Dua Aur Koshish
Say Baat Na Baney Tou
Faisla Allah Par Chorh Do,
Allah Apne Bando'n K
Barey Main Behtar
Fesla Karny Wala Hay"

Hazrat Ali (R.A)

3 naikiyan qayamat k din

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (90 votes, average: 4.12 out of 5)
Loading...

3 aise Naikiyan jin ko karny say
qiamat k din arsh k saya milay ga

1.Andhary main masjid jana
2.Dil na chatey hue bhe wazu kerna
3.kisi bhoky ko khana khilana

Ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (94 votes, average: 4.38 out of 5)
Loading...

Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho
Tu
Apney kirdaar ko itna buland karo
K
Doosrey log dekh kar kahain
Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!

Quran Ki Tafsir 3 Jumloo Main

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (74 votes, average: 4.22 out of 5)
Loading...

Quran Ki Tafsir 3 Jumloo Main

1- ALLAH Ko Razi Karo Us K Ehkam Se ..
2- Rasool S.A.W Ko Razi Karu Unki Eta`at Se ..
3- Makhluq Ko Razi Karo Un k Haqooq Se

Yehi QURAN Hai !!!

Tamam barkatein ALLAH k liye hein

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (71 votes, average: 4.00 out of 5)
Loading...

"ALLAH Wo hai Jisne tumhare liye saakin zameen banai,
Aur aasmaan ko chhat banaya,
Aur tumhari achhi achhi sooratien bana-een,
Aur paak cheezon se tumhein rizq ata kiya,
Wo Allah tumhara Rubb hai,
Aur tamam barkatein ALLAH k liye hein Jo tamam jahanon ka Rubb hai.

(Al-Mo'min; 64)