Hindi Islamic SMS / Text Messages

ALLAH Ki 4 Rahematian Asi Hai
Jo Insan Se Bardaasht Nai Hoti .

1 ¢â‚¬â€ Beti
2 - Mehman
3 - Barish
4 - Bemari

Amal karo to zindagi sanwar jaye

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (123 votes, average: 4.11 out of 5)
Loading...

Quran parho to dil khil jaye,

Namaz parho to chehra roshan hojaye,
Kitni dilkash hai Rasul-e-Khuda ki Sunnatain,

Amal karo to zindagi sanwar jaye

ALLAH ne hame konsa messages dia hai

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (61 votes, average: 4.10 out of 5)
Loading...

Hum rozana inbox kholte hain k
hamare dost ne konsa sms bheija hai,
lekin
Kia hum qozana QURAN kholte hain?
k
ALLAH ne hame konsa messages dia hai
sochiya ga zaror

Namaz k "10" faiday

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (57 votes, average: 3.89 out of 5)
Loading...

Namaz k "10" faiday
1,Chehray ki nooraniat
2,Dil ka noor
3,Jism ki rahat
4,Qabr me sathi
5,Nuzuley rehmat ka zareya,
6,Aasmanu ki chabi
7,mezane hi sab ka wazn
8,Allah ki raza
9,Jannat ki qeemat
10,aag se bachao ka zariya...

Share this message to all your
friends & muslims sisters / brothers.

Behtareen Log

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (31 votes, average: 3.97 out of 5)
Loading...

1-Tumhare behtareen loog
wo hain jo tum me achay
ikhlaq k malik hain.
(MUSLIM BUKHARI)

Soorah & their effectiveness

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (72 votes, average: 4.00 out of 5)
Loading...

Surat Fatiha Allah k ghazab se bachati hay,
Surah Yaseen Qayamat k din piyaas se,
Surah Waaqia fiker or faaqay se,
Surah Mulk Azaab-e-Qabar se,
Surah Kausar dusmunon ki dushmani se,
Surah kaaferoun mout k waqt kuffar se,
Surah ikhlas munaafiqat se,
Surah Falak Hadson se,
Soorah Naas wuswasoun se bachati hain

Aey ibne ADAM!

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (38 votes, average: 4.08 out of 5)
Loading...

Aey ibne ADAM!

Tujhe kia ho gaya hai?
Tu ne apni namazon,
Duaon aur ibadaton
ko sir pareshani aur museebat
k waqt k liye hi rakha huwa hai,
Tujhey 70ma'aon se ziadah
chahnay wale RAB Ta'AALA ko
sirf apni waqti khuwahishon k liye naraz kia howa hai..
Aey insan, zara soch to sahi...