Dil main halka sa shoor ho raha hay,
Bina SMS Dil bore sa ho raha hay.
Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost.
GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
Hindi Good Night SMS
Dil main halka sa shoor ho raha hay,
Bina SMS Dil bore sa ho raha hay.
Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost.
GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay,
Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay,
ek dum say meri aankh khul jaati hay,
Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay,
.
.
.
.
.
"AMMI BHOOT"
Andheri sadak,
Sunsan qabristan,
Suni haweli,
Kala aasman,
Raat hogayi soja shaitan.GOOD NIGHT
Dosti agar buri ho, to use hone mat do,
Ho gayi to use khone mat do,
Aur agar dost ho sabse pyara to use sone mat do,
Jagte raho…
Ab itni night ko apun tere ko
kisi film ki kahani sunane
k liye msg to karega nahin.
Common sense ki baat hai k
tere ko GUD Night bolney ka hai!
Chal ludak le..
Aakash ke taro me khoya hai jaha sara,
Lagta he pyara ek ek tara,
Un taro me sabse pyara hai ek sitara,
Jo is wakt pad raha hai sms hamara...
Good Night ..!
Main tujhse ek armaan mangta hun,
tujse apni jaan mangta hun,
tu so jayegi mobile off karke isliyem
ek good night kiss udhar mangta hun