SMS4Smile.com

Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday & adult]

Main sun k uski sub batain

posted in Ghazal SMS |

Main sun k uski sub batain,
Faqat itna hi kehta tha,
Khafa hona mana laina,
Yeh sadiyon say riwayat hay,
Gilay shikway karo mujh say,
Tumhain janan ijazat hay,
Magar ik baat meri bhi,
Tum yaad rakh laina,
Kabhi aisa bhi hota hay,
Hawa’ain rukh badalti hain,
Khata’ain ho hi jati hain,
Khafa hona bhi mumkin hay,
Khata hona bhi mumkin hay,
Hamaisha yaad rakhna tum,
Ta’aluq toot janay say,
Kabhi toota nahin kertay…!

Similar SMS:

  1. Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
  2. Yah uski bezubaani ka sila hai
  3. Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
  4. Saath chalne main jo maza hota
  5. Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka