Us ki yaadon main
posted in Poetry SMS |
Us ki yaadon main,
Us ki baaton main,
Kahin mera aqs bhi jhilmilata hoga,
Lakh masroof hoga,
Apnay kamoon main,
Phir bhi hamain soch ker
kabhi to muskurata ho ga.
Similar SMS / Text messages
- Aap apnay qareeb aanay nahin daitay
- Beāhiss hai yahan loag, bhala soach kai karna
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga
- Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga
- Dard seh ker bhi hamain muskurana para
- Mujhey tum yaad aatay ho

(3 votes, average: 4.67 out of 5)