You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Suna hai mere baad...
Suna hai mere baad...
Suna hai mere baad ab wo Hansta b nahi hai
Badal geya hai ab wo Pehle jaisa Bhi nahi hai
Sab keh rahe hain Mujh se lout aao or usay sambhalo
K tere baad wo kisi ki Sunta bhi nahi hai
Related SMS
- Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna
- Mohabbaton k baad bhi..
- Yad kertay hain her sans k baad
- Tumhare rooth jaane ke baad.
- RAAT hui jab shaam k baad
- Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
- Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti
- Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat
- Mout ke baad yaad
- mere hamsafar
- Sans bhi to teri yaad k baad aati hai
- mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- Mere ashqon ka har qatraa,
- log misaal mere chand ki dete hain
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
- Woh nadiyan nahi thi, mere aansu thay
- Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..
- Mujeh Ye Zid nahi mere Galay ka Haar ho jao
- Mere dil ki talashiyaan
- Kyu dil k mere tukray kar diye
- Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do
- Mere alfazon ko juth mat samajhna,
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
- Jo mere dil main aise samaya hy
- Mere dil ko nikal laina Faraz
- Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai
- Kal raat machar ne kata mere chehre par
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib
- Dair tak...
Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.
Main usay kaise aikaila chor don is rah main sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra'as aa gye muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi […]
Sunehri dhoop barsaat k baad, Thori si hansi her baat k baad, Jaisay aati hay subha her raat k baad, Hum aap ko yaad kertay hain her sans k baad..
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad, Aayegi raat din dhal jaane ke baad, Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar, Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye, Tumhare rooth jaane ke baad.
RAAT hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat k baad Hum ne khamosh rah kar bhi dekha Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad
La pila day saqi paymana paimanay k baad, Host ki batain karonga hosh main aanay k baad, Waqt do hi zindagi main guzray hain kathin, Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
Haseen Yadoon K Kuch mausam Ussey Arsaal Karney Hein FARAZ! Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti
Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat, Woh shakhs k jis ko mera hona bhi nahi hai. Ye Ishq-e-Mohabbat ki Riwayat bhi Ajeeb hai, Pana bhi nahi hai Usey Or khoona bhi nahi hai
mout ke baad yaad aa raha hai koi, mitti mery kabr ki utha raha hai koi, a khuda do pal ki zindgi or de de, mery kabr se udas ja raha hai koi...
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe […]
Sans lainay se teri yaad aati hai, Yaad aanay se meri jaan jati hai, Kaise kehdoon k sirf sans se zindagi he, Sans bhi to teri yaad k baad aati hai,
mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
Mere ashqon ka har qatraa, Tere Mohabbat ki nishaani hai, Jo tu samjhe to moti hai, Tu na samjhe to paani hai
Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker, ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain, Jab taarif tere chand ki hoti hai, log misaal mere chand ki dete hain.
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!
Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay, Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay, Manzil milay unhain ye chahat thi meri, Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay...
Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!
Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki Bhot Aasaan ho, thory Bhot dushwaar ho jao Mulaqakto mein wafa ls liye hona zaroori hai Ke tum ik Din Judaaee ke liye Tayaar ho jao Main […]
Apne Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ .. Hazar bar leen hain tumne mere dil ki talashiyaan
Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Mere alfazon ko juth mat samajhna, yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna, ji raha tha tumhare naam par, mar jau toh bewafa mat samajhna
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala
Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay
Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena "FARAZ" Kahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala
Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai,tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai.
kal raat machar ne kata mere chehre par, dil mien junoon tha...aankhoon mien khoon tha, uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya, kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib, Duniya mein sab hamraz badal jatay hain, Kisi kay bicharne se koi mar nahi jata, Haan magar jeenay k andaz badal jatay hain!
Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak, Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . . Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror, wo meri dastan sunae ga dair tak Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik "DIN" Dhonde ga,or muJh ko na paae ga dair tak Me […]