Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib

Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib,
Duniya mein sab hamraz badal jatay hain,

Kisi kay bicharne se koi mar nahi jata,
Haan magar jeenay k andaz badal jatay hain!