You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Diwali SMS » Deep jalte jagmagate rahen
Deep jalte jagmagate rahen
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
¢â‚¬Å“Happy Diwali¢â‚¬Â
Related SMS
- Deep friendship is like a rainbow
- Take a deep breath - Good Night
- Aap khush rahen sabse
- Expressing deep love on rose day
- Hazar rahen mud ke dekhien
- Aaj se Amiri Garibi k fasle na rahen
- Eid k chand ki tarah jagmagatay raho
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Jab barish hoti hai
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Palkon par aasoo chor jate hain
- Haseen palon ko phir se aabad kar rahey they
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Aayi hai diwali dekho
- Kuch log bohut yaad aate hain
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- aap to anmol ho hamare liyay
- Socha yaad na kar k thora tadpaye unko
- Aapko...hum sirf aapko hamesha
- Hamari maut ki waja bhi tum ho
- Woh bhi hume yaad kare zarori to nahi
- Kaash koi hum par bhi pyar jatata
- New Year Ghazal :Koi Haar Gaya
- Yaad aate hai to zara kho lete hai
- Hum pyaar k bhooke hain humey pyar kijiye
- Ujalay apni yaadon k......
- EID MUBARAK ho Aapko
- Yeh dua mangte hain hum eid k din
- Dil k konay say aik awaz aati hay
- Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge,
- Kisi ke naam se pahle
- Phir laut kar college ke zamane nahi aate
- Tum yaad humain bhi ker lena
A deep friendship is like a rainbow when the perfect amounts of happiness & tears are mixed, the result is a colorful bridge between two hearts
Take a deep breath, Stand near the window, Look at the sky, There will be two stars twinkling brightly, u know what they are???? They are my eyes always taking care of U.. Good night.
Dua Mile Bando se, Sath mile apno se, Rahmat mile rab se, Pyar mile sab se, Yahi dua hai meri Rab se, ke aap khush rahe sabse.. Happy New Year !!
I Gave You My Heart, Not Because Of How You Look But Because I Love You And Respect You So Deeply. Happy Valentines Day My Love
Hazar rahen mud ke dekhien, Kahien se koi sada na ayie Badi wafa se nibhayie tum ne, Humari thodisi Bewafaie Jahan se tum mod mud gaye the, ye mod ab bhi yahie pade hain Hum apne pairon me jane kitne, Bhanwar lapete huwe khade hain Kahien kisi roz yun bhi hoga, humari halat tumhari hogi […]
Aaj se Amiri Garibi k fasle na rahen, Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe, Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja, Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
Deep jaltay jagmagatay rahay, Hum apko aap hamain yaad aatay rahay, Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari, Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho. EID MUBARAK
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho, Jab bheegte hain tum yaad aate ho, Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par ansu chor jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.
Haseen palon ko phir se aabad kar rahey they, Chand se apki baat kar rahe the. Dil ko bada sakoon mila jaan kar, ki aap bhi humhe YAAD kar rahe the.
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
Aayi hai diwali dekho Sang layi khushiya dekho.. Yehan wahan jahan dekho Aaj deep jagmagate dekho *Happy Diwali*
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Kitne aziz ho aap ye batain kaisay, hamari sadgi aapko dikhain kaisay, aap to anmol ho hamare liyay, chand lafzo ke sms se apko samjhayain kaisay?
Socha yaad na kar k thora tadpaye unko, kisi aur ka naam ley kar jalayain unko. Par koi chot unko lagi to dard hame hoga, ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.
Aapko...hum sirf aapko aur aapko are aapko haan haan aapko ,baba aapko aapko only aapko aur kisi ko nahi bas aapko hamesha tang karenge......
Hamare muskuranay ki waja tum ho, Hamari zindagi ka matlab tum ho, Agar chora saath zindagi main hamara, to samajh laina k hamari maut ki waja bhi tum ho
Zindagi sabko milay zaroori to nahi, mohabat sabko milay zaroori to nahi. Kuch log bahut yaad aate hain, woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.
Kaash koi hum par bhi pyar jatata, Hamari aankhon ko apne haathon se chhupata. Hum jab poochte kaun ho tum? Muskura kar woh apne aapko hamari jaan batata.
Koi Haar Gaya, Koi Jeet Gaya, 2013 Ka Saal Bhi Akhir Beet Gaya, Kabhi Sapnay Sajay Ankhonmain, Kabhi Beet Gaye Paal Baton Main, Kuch Sunahare Paal Bhi Thy, Kuch Haadsey Aur Jazbaat Bhi Thy, Kuch Berukhi Kuch Bechaini, Kuch Mann Mein Simtii Veerani, Kuch Lamhe Thy Yaadgaar Bahut, Kuch Lamhoo Ko Kiya Barbaad Bahut. Parr […]
Yaad aate hai to zara kho lete hai Aansu ankho me uter aye to zara ro lete hai Nind aakho me aate nahi laken Aap khuwabon me ayaingay yahi soch kar so lete hai
Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye Ho jaaye begaane aap shauq se sanam Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye Na majboor kijiye, ke main unko bhool jaaun Mujhe meri wafaaon […]
humara DIL saweeray ka sunehra jaam ho jaye chiraghon ki tarah ankhein jalein aur shaam ho jaye kabhie tow asmaan se chand utray jaam ho jaye tumharay naam ki ek khoobsurat shaam ho jaye ajab halaat thay yun dil ka soda ho geya akhir mohabbat ki haveeli jis tarah nelaam ho jaye sumandar k safar […]
EID MUBARAK ho Aapko, Dher sari tarif aur khusiya mile aapko, But, Jab EIDI mile aapko to Please Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
"EID Mubarak" Yeh dua mangte hain hum eid k din, Baqi na rahe aap ka koi gham eid k din, Aap k angan mein utre har roz khushion bhara chand or Mehakta rahe pholon sa chaman EID k din.
Dil k konay say aik awaz aati hay, Hamain har pal un ki yaad ati hay, Dil pochta hay bar-bar hum say, Jihain hum yaad kertay hain, Kia unhain bhi hamari yaad ati hay?
Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge, In tanhayon me saath hame hi paoge, Door hain tum say to kya huwa, In dooriyon me sabse kareeb hame hi paoge.
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai […]
Hoton pe dosti ke fasaane nahi aate, Saahil pe samandar ke khazaane nahi aate. Udne do parindo ko abhi shokh hawa main, Phir laut kar college ke zamane nahi aate.
Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad tumhay to kartay hain tumYaad humain bhi ker laina. Kuch bat na ho jb aisay he num ankh Tumhari […]