Hindi / Text Messages

Subah subah suraj ka sath ho,

parindon ki aawaj ho,

hath mein chaye or yaado me aap ho,

us khush numa subah ki kya bat ho.

GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.

Is duniya main 3 tarha k log

Is duniya main 3 tarha k log
khushnaseeb hotey hain
1 jinhye sucha piyar milta hai
2 jinhye acha friend milta hai
3 jinhain mera sms bar bar milta hai

Main tumse kuch kahna chahta hun,

main tumse kuch kahana chahata hu,
wahi baat jo dil ko chu jaye,
wahi pyar ke 3 ilfaz
"MERA PAKISTAN ZINDABAD"

Aik bar karo na plz...

Aik bar karo na plz..
kisi ko pata nahi chalega..
plz karo naaa........
muje acha lage ga...
aik bar hamari dosti ki khatri
kar do na plzz...
aik pyara sa SMS!!!

Nikal lena apna ATM

Insan jb pehli bar dalta hy to wo confuse hota hay
magar tum na ghabrana or dal dena
tum jese hi rakho ge wo khud andar chala jaye ga
phir thumein acha lagnay lagay ga
or
phir ajeeb ajeeb awazen ayen gi,
or phr jub tumhari money nikal jaye
to tum nikal lena apna ATM

Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain

Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain,
Aapki har baat dil me chupaye rekhte hain,
Najane kub AAP T.V per aa jayen,
Isi liye din raat Cartoon Network lagae rekhtay hain..

Doctor advised to rest for 1 month

Wife:
suno ji doctor Ne mujhe aik maheenay k araam k liye
beautiful foreign country janay ko kaha hai.

Hum kahan jayen gay?
Husband: doosray doctor k paas

Aakash k taron me khoya hai jahan sara

Aakash k taron me khoya hai jahan sara,
Lagta hai pyara ek ek tara,

Un taron main sabse pyara hai ek sitara,
Jo is waqt parh raha hai sms hamara¢â‚¬Â¦

Good Night...!

Har nazar mein ek kashish hoti hai,

Har nazar mein ek kashish hoti hai,
Har dil mein ek chahat hoti hai,

Mumkin nahi har ek k liye tajmahal banana,
Kyunki har dil mein 4-5 mumtaz hoti hai.