New Year SMS / Text Messages

Poore ho aapke sare Aim,
Sada badhti rahe aap ki Fame,
Milte rahe sabse Pyar aur Dosti,
Aur mila a lot of Fun & Masti.
Wish you a...
Happy New Year
with a Plenty of Peace & Prosperity.

1-jan-2016 ko ... saza sunai jati hai

Tamam Sabuto or gawaho ko nazer m rakhte hue
Message Padhne wale ko dhara 1-jan-2016 k tahat
"Happy New Year" Kahte Hue
Aap sab ko Zindgi bhar Khush rahne ki saza sunai jati hai.

Aaj saal ka Akhiri din hai...funny

Aaj saal ka Akhiri din hai

Koi bhi galati ki ho
Koi bhi gustakhi ki ho
Koi bhi galati ho gayi
Koi bhi khata ki ho

tau please
please
please
please
aaj hi mafi maang lena
kyonki mai achay mood mai hoon

Happy new year dost

Happy new Year

Mujhe maalum hai ye bahut jaldi hai

Par Kya karoo
Abhi tak bohut se young sexy smart dosto ko wish karna hai,
tau socha pahale Bujurogo ko nipta loun.

New year shayari in punjabi

Soneo Tuhadi Naal Bas Ik Mulakaat Hoyi
Akhan Hi Akhan Ch Baat Hoyi
Nave Saal Ch Nave Pyar Di Shuruyat Hoyi
Jindagi Ch Khushiyan Di Barsaat Hoyi.
O Soneo Happy New Year
Q K Aj Is Sal Di Akhri Raat Hoyi.

Hindi friendship new year shayari

Meri Chah Hai Naya Saal Ho Kuch Aisa
Na Ho Jisme Koi Kisi Ka Dil Dukhane Wala

Duniya Mein Nahi Hain Jinka Koyi
Naya Saal Me Ho Unko Koi Gale Lagane Wala

Ujadi Huyi Aankhe Jinki Zindagi Me H Andhera
Naya Saal Ho Unhe Dubara Sapne Dikhane Wala

Tanha Aur Udaas Logo K Aashiyano Mein,
Naya Saal Ho Khushiyo Ki Barish Karne Wala

Dukh, Dard, Dusmani Sab Ko Mitakar
Naya Saal Ho Sabse Dosti Karane Wala

New year se pehlay hi...funny

Soch raha hu ki daru chhod du…

Par

?

Kiske pass chhodu..
Sabhi dost to kamine hai mere..
New year ke pehle hi pee jayenge

Funny hindi new year msg

Bhagwan kare aap ko ek
Crore rupay
Sey bhara howa bag mile
?
?
?
?
?
Aur
Har ek note
Pe likha ho
HAPPY NEW YEAR :D

Naye saal ki shubhkamnayein dene ka

Socha kisi apne se baat karein,
apne kisi khaas ko yaad karein,
kiya jo faislaa naye saal ki shubhkamnayein dene ka,
dil ne kaha kyon na shuruwaat aapse karein…

Hindi New Year Joke SMS

2020 Mai Bohat Bar Aisa Howa
Jab Maine Tumhe Tang Kiya
Pareshan Kiya
Mushkil Mai Dala
Tumhara Mazak Uraya
Magar
Ajj
Mai Sirf Ye Kehna Chahra Hu
.
.
.
.
.
Ziadah senti na ho
Q k K Mai Ye Sub
2016 Mai Bi Karu Ga :D :-P

Kuch waqt baqi hay new year aanay mein

Abhi Kuch Lamhy Baqi Hain,
Sal K Khatam Honay Mein,
Chalo Aisa Karen Hum Tum,
Gilay Shikway Jo Rehte Hai,
Hamesha Darmiya’n Apne,
Kyun Na Khatam Kar Dalen,
Naye Waday Nayi Qasmein,
Nayi Umeed Hum Bandhe’n,
Naye Andaz Se Jeewan Ka Ik Ik Rukh Badal Dalen,
Dilon Mein Hain Kadorat Jo,
Hum Us Ko Khatam Kar Dalen.
Abhi Kuch Waqt Baqi Hai,
Naya Phir Sal Aany Mein.

Happy New Year.